Page 37 of 79 FirstFirst ... 27 33 34 35 36 37 38 39 40 41 47 ... LastLast
Results 721 to 740 of 1570

Thread: Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

  1. #721
    Dheeme Dheeme Gaoon Dheere Dheere Gaoon Hole Hole Gaoon Tere Liye Piya Gun gun mai gaati
    jaoon Chun Chun Payal Chankaoon Sun Sun Kab Se Dohraoon Piya Piya. Gulshan Mehke Mehke Ye
    Man Behke Behke Aur Tan Dehke Dehke Kyon hai bata piya Man ki jo haalat hai ye Tan ki jo
    rangat hai ye Teri mohabbat hai ye Piya piya piya Gun gun main gaati jaoon. Zindagi mein tu
    aaya to Dhoop Mein mila saaya to Jaage naseeb mere o Anhonee ko tha hona Dhool ban gayi hai
    sona Aake Kareeb tere o Pyaar se mujhko tune chhua hai Roop sunahara tab se hua hai Kahoon aur
    kya tujhe mai piya o. Tere nigahon mein hoon Teri hi baho mein hoon Khwabon ki rahon mein
    hoon Piya piya piya. Gun gun main gaati jaoon. Maine jo khushi paayi hai Jhoom ke jo rut aayi
    hai Badle na rut vo kai o Dil ke devta jo lage Sar jhuka hai jiske aage Tute na but vo kai
    o Kitni hai meethi kitni suhani Tune sunai hai jo kahani Main jo kho gai, nai ho gai o Aankhon
    mein taare chamke Raaton mein jugnu damke Mit gaye nishaan gam ke piya piya piya Gun gun main
    gaati jaoon.
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  2. #722
    [quote=ritu;177082]Dheeme Dheeme Gaoon Dheere Dheere Gaoon Hole Hole Gaoon Tere Liye Piya Gun gun mai gaati
    jaoon Chun Chun Payal Chankaoon Sun Sun Kab Se Dohraoon Piya Piya. Gulshan Mehke Mehke Ye
    Man Behke Behke Aur Tan Dehke Dehke Kyon hai bata piya Man ki jo haalat hai ye Tan ki jo


    Very nice song
    योगेन्द्रसिंह

    Treat Life As Sea, Heart as Seashore and Friends like waves.
    It never matters how many waves are there?
    What matters is which one touches the Seashore.

  3. #723

    Thumbs up Classic Rajasthani Folk Music, A cut above rest!

    Well, I've always been big fan of Classic Rajasthani Folk Music since childhood and hv been enjoying Rajasthani Music of Various genre like Laangas, Maand etc. No doubt when it comes to Classic Indian Music Rajasthani Music is cut above rest, it makes you groove and touches n soothes deep inside your soul, I simply luv it! .. but still I wonder its nt been that popular like Punjabi folk ... well, may be due to its classic genre ...

    Nyways, I'm sure you all wud hv listened one very famous Rajasthani folk of 'Maand' category that's 'Kesariya Baalam' by Late Allah Jilai Bai but I doubt if you heard the original no or paid attention to it!

    Yesterday, I was just surfing thro' the TV channels,...I happend to watch one movie '99.9 FM' ... its kinda offbeat movie, after watching it for sometime this very classy song came as a background score and I was totally mesmerized to hear this soul soothing classy no .... what a beautiful vocals Allah Jilai Bai had ..... great fuzon of traditional Rajasthani musical instruments like Sarangi, and Tabla ... all in all The Number 'Kesariya Baalam' in her hypnotic voice just left me transfixed!!

    Listen it to feel it ... I bet it'll soothe your soul like anything ...


    Kesariya Baalam - Allah Jilai Bai

    Kesariya Balam Aavoni, Padharoni Mare Des Re, Padharoni Mare Des
    Kesariya Balam Aavoni, Padharoni Mare Des

    Padharoni Mare Des, O Kesariya, Padharoni Mare Des Re
    Kesariya Balam Aavoni, Padharoni Mare Des

    Sajan Sajan Me Karu Ane Sajan Hiyen Jadit,
    Sajan Lakhu Hamare Chundle Ane Vanchu Ghadi Ghadi Re
    Padharoni Mare Des

    Kesariya Balam Aavoni, Padharoni Mare Des
    O Pacharo Ni Mare Des, O Kesariya, O Pacharoni Mare Des

    Kesariya, Kesariya Balam Aavoni, Padharoni Mare Des Re, Padharoni Mare Des

    Kesariya Balam, Ho Kesariya More Balam
    Ho More Balam Balam,
    Padharoni Mare Des

    http://in.youtube.com/watch?v=wdYIzpgPuw8

    Rock on
    Jit
    .. " Until Lions have their historians, tales of the hunt shall always glorify the hunter! " ..



  4. #724
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Quote Originally Posted by ritu View Post
    Kahii Karatii Hogii, Vo Meraa, I.Ntazaar
    Jisakii Tamannaa Me.N, Phirataa HuuN Beqaraar
    Di aapke song ka sad song se reply :p

    Ek hasrat thi ki aanchal ka mujhe pyaar mile
    maine manjil ko talaasha mujhe bajaar mile
    Jindagi aur bata tera iraada kya hai ?


    Jo bhi tasveer banata hun bigad jaati hai
    dekhte dekhte duniya hi ujad jaati hai
    meri kashti tera toofaan se waada kya hai
    Jindagi aur bata tera iraada kya hai ?


    tune jo dard diya uski kasam khata hun
    itna jyaada hai ki ehsaan se dabaa jaata hun
    meri takdeer bata aur takaaja kya hai ?
    Jindagi aur bata tera iraada kya hai ?


    maine jajbaat ke sang khelte daulat dekhi
    apni aankhon se mohabbat ki tijaarat dekhi
    aisi duniya mein mere waaste rakha kya hai
    jindagi aur bata tera iraada kya hai?


    aadmi chahe to takdeer badal sakta hai
    poori duniya ki woh tasveer badal sakta hai
    aadmi soch to le uska iraada kya hai ?



  5. The Following User Says Thank You to anilsinghd For This Useful Post:

    kamnanadar (February 18th, 2012)

  6. #725
    mujhe dard-e-dil ka pata na tha, mujhe aap kis liye mil gaye
    main akela yuun hi maje mein tha, mujhe aap kis liye mil gaye

    yuun hi apane apane safar mein gum, kahi dur main kahi dur tum
    chale ja rahe the juda juda, mujhe aap kis liye mil gaye

    main garib haath badha toh du, tumhe pa saku ke na pa saku
    meri jaan bahot hain ye faasla, mujhe aap kis liye mil gaye

    na main chaand huun kisi shaam ka, na chiraag huun kisi baam ka
    main toh raaste ka huun ek diya, mujhe aap kis liye mil gaye
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  7. The Following User Says Thank You to ritu For This Useful Post:

    kamnanadar (February 18th, 2012)

  8. #726

    Smile recent addition in my fav. list

    lot many romantic feelings were poured out but seems ending with the sad one....anyways both kind songs from everybody's side are soothing enough to flow with the moods

    the recent addition of new choice in my fav. list is from movie De Taali and d song is Mhaari Teetri .....song which i enjoy with stamping feet to relieve my examination exertion these days :D
    Last edited by choudharyneelam; August 6th, 2008 at 08:14 PM. Reason: confusion with commands

  9. #727
    Movie Rang De Basanti is indeed a milestone for A R Rehman and definatly music of the movie is class apart, Wonderful fuzon of Contemporary sounds & typical Rehman style music!!

    Thou I luv all the songs of the movie but 'Tum Bin Bataye' is something else. It touches deep inside the soul & orchestric fuzon just leaves u breathless!!

    Tu Bin Bataye - Rang De Basanti

    Tu Bin Bataye Mujhe Le Chal Kaheen
    Jahan Tu Muskuraye Meri Manzil Wahin

    Tu Bin Bataye Mujhe Le Chal Kaheen
    Jahan Tu Muskuraye Meri Manzil Wahin

    Meethi Lagi, Chakh Ke Dekhi Abhi
    Mishri Ki Dali, Zindagi Ho Chali
    Jahan Hain Teri Baahein Mera Sahil Wahin
    Tu Bin Bataye Mujhe Le Chal Kaheen
    Jahan Tu Muskuraye Meri Manzil Wahin

    Mann Ki Gali Tu Phuharoon Si Aa
    Bheeg Jaye Mere Khwabon Ka Kafila
    Jise Tu Gungunaye Meri Dhun Hai Wahin
    Tu Bin Bataye Mujhe Le Chal Kaheen
    Jahan Tu Muskuraye Meri Manzil Wahin

    www.youtube.com/watch?v=4UBXB2mdmLA


    Rock on
    Jit
    .. " Until Lions have their historians, tales of the hunt shall always glorify the hunter! " ..



  10. #728

    Smile Good choice !!

    Quote Originally Posted by cooljat View Post
    Kesariya Baalam - Allah Jilai Bai
    Indeed, i also sensed the same, the way u expressed in your statements about this choice

  11. #729

    after Lucky Ali, Kailash Kher is my next fav. singer

    m very much fond of listening Kailash's Voice too along with the lyrics of the song....one out of his collections is what m pasting here....one filled with masti and alluring sound beats

    yahan wahan jahan tahan udti firun
    kaise main kahun k mujhe ishq hua hai


    dhadke ye zor zor, bhatke ye chaaron aur
    wo kya jaanen chitt chor, wo hain chanda main chakaur
    bhole bhale matwale dil kya karun
    kaise main kahun.....

    Logon se suna hai mujhe ishq hua hai

    dharti pe aajkal paon na dharun
    kaise main...
    logon se suna.....


    saari saari raat aur saara saara din
    har ghadi har pal, pal chhin chhin
    ulti seedhi behaki-2 baatein main karun
    kaise main kahun...
    logon se suna hai....


    chando ko rijhaun kabhi taaron ko rijhaun main
    apne piya ko lekin sabse chhupaun main
    unko padi hai kya main jiyun ya marun
    kaise main kahun....
    logon se suna hai....

  12. #730
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Sonu nigam's voice , dunno the movie/album::

    Fariyaad kya karein hum
    kise daastaan sunaayein
    hum dil se jise chahein
    use kaise bhool jaayein
    chaaron taraf andhera
    khushiyaan na raas aayein
    hum dil se jise chahein
    use kaise bhool jaayein


    do dil mein doorie ho gayi
    khushiyaan adhoori ho gayi
    kaisi majboori ho gayi
    sun le mere saathiyaa
    dhaaga ho to main todun
    dariyaan ho to main modun
    chahat na todi jaaye
    sun le mere saathiya
    waqt tham se gaye
    door hum ho gaye
    ho kya khata ho gayi .....
    khaamosh lab hain aankhon se par ashk chalak jaayein ..
    hum dil se jise chahein
    use kaise bhool jaayein



    kismat mein likhi judaai
    meelon meelon tanhaai
    chahat bhi raas na aayi ...
    ashkon ki dhara jhoole
    dard-o-gubaan sab bhoole
    dar hai ki maut na choo le
    sun le mere saathiya .....
    tukde tukde hue
    khwaab dil ke mere
    manjilein kho gayin
    chahat badi ajeeb hai
    haste hue rulaaye
    hum dil se jise chahein
    use kaise bhool jaayein

  13. #731
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    sajan ghar aana tha
    sajan ghar aaye hai
    sajan ghar aana tha
    sajan ghar aaye hai
    piya mann bhana tha
    piya mann bhaaye hai
    har khushi hai ab tumhari
    mujhe de do gam
    jaaneman jaaneman
    sajan ghar aana tha
    sajan ghar aaye tum
    piya mann bhana tha
    piya mann bhaaye tum
    har khushi hai ab tumhari
    mujhe de do gam
    jaaneman jaaneman

    zindagi mein aaye tum chaahaton ke raste
    kaash yeh raste sanam kat jaaye haste haste
    sone dildara tere pyar to main vaariyaan
    meri ya duvaawa tainu lag jaave saariyaan
    chaand ho tum chaandani se bheega jaaye mann
    jaaneman jaaneman

    khwaabon ke iss ghar ki khair kare o rabba
    duur talai kalash aur bair kare o rabba
    naaz se bade maine kari hai tayyariya
    din raat pyar diya nazara utaariya
    yeh mohabbat hai ibaadat kabhi ho na kam
    jaaneman jaaneman

    aaghosh mein meri zulf sanwari teri
    chahat ke rangon se main maang saja du teri
    maahiya ve aaj mainu aaive kyon ve lagda
    aashiq je sachha hove roop honda rab ka
    ham yahaan hai tum yahaan ho hone do milan
    jaaneman jaaneman


  14. #732
    Quote Originally Posted by anilsinghd View Post
    sajan ghar aana tha
    sajan ghar aaye hai
    sajan ghar aana tha
    sajan ghar aaye hai
    piya mann bhana tha
    piya mann bhaaye hai
    har khushi hai ab tumhari
    mujhe de do gam
    jaaneman jaaneman
    Beautiiiiiiiiiiful.... reminds me of a friend (wat abt a sad smiley.....where it is???)
    Keep Believing in Yourself and Your Dreams

  15. #733

    Lambi Judai from Jannat

    Sung soulfully by Karman Ahmed n Music by Preetam

    Tere bin dil mera laage kahin na
    Tere bin jaan meri jaaye kahin na
    Kitne zamane baad o rabba
    Yaad tu aaya, yaad tu aaya
    Lambi judai lambi judai

    Khoya raha main, saanson mein apne
    Aahat bhi teri, bhool gaya hoon
    Kitna jiya hoon tanha raha hoon
    Ishq tera bhool gaya hun
    Uljha raha main is zindagi mein
    Dil ki duhai dil ki duhai
    Tere bin dil mera laage kahin na
    Tere bin jaan meri jaaye kahin na

    Kitne zamane baad o rabba
    Yaad tu aaya, yaad tu aaya
    Oooo rabbaa….
    Kithe main jaawaa…

    Har bebsi mein, is zindagi mein
    Tujhko hi chaha, tujhko hi manga
    Jin raaston se guzra ye dil tha
    Manzil mili na pyar na paya
    Khud ko chhupake raahon se guzre
    Dil ko sambhale dil ko sambhale
    Tere bin dil mera laage kahin na
    Tere bin jaan meri jaaye kahin na

    Kitne zamane baad o rabba
    Yaad tu aaya, yaad tu aaya
    Last edited by neels; August 17th, 2008 at 11:02 AM.
    Keep Believing in Yourself and Your Dreams

  16. #734

    Smile

    Sajan ghar aana tha from movie Aryan and Lambi Judai from Jannat, are both my fav. too....infact, Jannat movie ke saare gaane acche hain

  17. #735

    Thumbs up

    Indeed, Jannat's music is quality stuff .... Prittam simply Rocks!

    I like all the power ballads of the movie including this one but my fav song is
    'Dur Na Ja' ... its one Power Ballad with melancholic touch!

    It simply Rocks! ....

    http://in.youtube.com/watch?v=w14j1oyCRcE


    PS - dont pay attention to the vdo, its of some family serial on Star one


    Rock on
    Jit




    Quote Originally Posted by neels View Post
    Sung soulfully by Karman Ahmed n Music by Preetam


    Kitne zamane baad o rabba
    Yaad tu aaya, yaad tu aaya
    .. " Until Lions have their historians, tales of the hunt shall always glorify the hunter! " ..



  18. #736
    Ek song mujhko bhi yaad aa raha hai.
    I mean Lyrics yaad aa rahi hai but Lyrics type karna thoda difficult hai.
    Pura to nahi aata but gana bahdiya hai...



    Bol na halke halke......tu bol halke halke...tu bol halke halke



    huuuuuuooohuooooooaaaaauuuoo....hhooooohuuueee

    .....ghoonghat hi bana lu roshni se odh ke........

    hooooo.......aaaaa......oooooooo.......aaaaaa...oo ooo


    ...saanso me uljhi rahe meri saanse...........

    Actually yaar lyrics to pura yaad hai mujhe but BOL yaad nahi aa rahe...
    FIGHT FOR A BRIGHTER INDIA

  19. #737
    no prob. Rahul, ....this too is sweet one

  20. #738
    Quote Originally Posted by crsnadar View Post
    Ek song mujhko bhi yaad aa raha hai.
    I mean Lyrics yaad aa rahi hai but Lyrics type karna thoda difficult hai.
    Pura to nahi aata but gana bahdiya hai...



    Bol na halke halke......tu bol halke halke...tu bol halke halke


    huuuuuuooohuooooooaaaaauuuoo....hhooooohuuueee

    .....ghoonghat hi bana lu roshni se odh ke........

    hooooo.......aaaaa......oooooooo.......aaaaaa...oo ooo


    ...saanso me uljhi rahe meri saanse...........

    Actually yaar lyrics to pura yaad hai mujhe but BOL yaad nahi aa rahe...
    Yea Rahul.. this is a b'ful song by Gulzar from Jhoom Barabar Jhoom...n I posted it when this movie came...

    Dhaage tod lao chaandni se noor ke,
    ghoonghat hi bana lo roshni se noor ke

    Yahi na.....
    Keep Believing in Yourself and Your Dreams

  21. #739

    Teri Orr

    Another B'ful Song by Pritam...n Shreya Ghoshal's voice is soooo sweet


    Dil kho gaya ho gaya kisi ka
    ab raasta mil gaya khushi ka
    aankhon mein hai khwaab sa kisi ka
    ab raasta mil gaya khushi ka
    rishta naya rabba dil choo raha hai


    khenche mujhe koi dor teri orr
    teri orr, teri orr, teri orr, haaye rabba

    aaaa….khulti fizayen ghulti ghatayein
    sar pe naya hai aasmaan
    chaaro dishayein hans ke bulayein
    kyon sab huye hai meherbaan
    haaan…hume to yehi rabba kasam se pata hai
    dil pe nahi koi zor koi zor
    teri or, teri or, teri or, haaye rabba
    teri or, teri or, teri or
    teri or, teri or, teri or, haaye rabba
    teri or, teri or, teri or


    ek heer thi aur tha ek ranjha
    kehte hain mere gaon mein
    sachha ho dil to sau mushkilein ho
    jhukta naseeb paaon mein
    ho ho…..aanchal tera rabba falak ban gaya hai
    ab iska nahi koi or koi chor
    teri or, teri or, teri or, haaye rabba
    teri or, teri or, teri or
    teri or, teri or, teri or, haaye rabba
    teri or, teri or, teri or


    dil kho gaya ho gaya kisi ka
    ab raasta mil gaya khushi ka
    aankhon mein hai khwaab sa kisi ka
    ab raasta mil gaya khushi ka
    rishta naya rabba dil choo raha hai
    khenche mujhe koi dor teri or
    teri or, teri or, teri or, haaye rabba
    teri or, teri or, teri or
    teri or, teri or, teri or, haaye rabba
    teri or, teri or, teri or
    Keep Believing in Yourself and Your Dreams

  22. #740

    Smile Shreya's Voice is extremely sweet

    Quote Originally Posted by neels View Post
    Another B'ful Song by Pritam...n Shreya Ghoshal's voice is soooo sweet



    khenche mujhe koi dor teri orr
    teri orr, teri orr, teri orr, haaye rabba
    Yup!! ......i pasted it earlier

    i also tried to sing like her but some other sounds were created....hehe....that's why i only enjoy listening this song :D:D

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •