Results 1 to 3 of 3

Thread: dil ki baat.....

  1. #1

    dil ki baat.....

    Aajkal har shakhash hume
    jindgi kaise jeena hai ye bata jata hai.
    par vo janta hi nahi humse behtar jeena kise aata hai.

  2. #2
    Vo kahate hai ki samjhate hai hum tumhe!
    juban ki to sab samjhte hai
    najaro ki samjhe to janu.
    kahte hai hoti hai badi fikar teri,
    bin kahe dil ki samjhe to janu.
    hum kabhi na mange ge tujhse a khuda,
    tujh sa ban jaye mera sanam to janu.
    dikhta hai khuda sanam me hame,
    ruhh se ruhh ka ho milan to janu
    ye jism to faqat mitti hai,
    is mitti ko apna sanam mane to janu.

  3. #3
    Kagaj ki kasti thi,

    pani ka kinara tha,

    khelne ki masti thi,

    dil ye awara tha,

    kaha aa gye is samjhdari
    k daldal me,

    wo masoom bachpan kitna pyara tha.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •