Page 11 of 17 FirstFirst ... 7 8 9 10 11 12 13 14 15 ... LastLast
Results 201 to 220 of 337

Thread: Poet Corner -a Memorial In Honour Of All Indian Martyrs &shaheeds On Martyrdom Day And Always Fo

  1. #201
    Quote Originally Posted by drnchaudhry
    Fauji Mehar Singh hal bhi joda karta

    Poh ka mahina laane ka kohalu
    baja karti Jadi
    Mehar Singh ny hal bhi joda
    Raat ny kat kat kar jhadi

    the touching scene of a HAALI on the eve of diwali

    kattak badi amavas aayi , din tha khass diwali ka
    aankhyan mein jab aansu a gaye haal dekh liya HAALI ka

    kittey baney thee kheer, kitey halwe ki khushboo uth rahi
    HAALI ki bahu khadi koon mein bajra kutt rahi
    Haali ney lee khatt bicha ,wa panday kani tey toot rahi
    bharr key hukka beth gaya , chilam talley tey phoot rahi

    2 bakhorrey 3 katorrey kaam nahi thaa thaali kaa
    aankhyaan mein jab aansu aa gaye haal dekh liya HAALI ka

    sabhi parosi balkaan khattar kheel kheelney lyawen theey
    do balak kaandh pey bethey unki aur lakhaawean theey

    bachee raat ki jaalee, khichdri ghool seet mein khawney they
    dekh key unney 2 kuttey apney kaan halawean theyy

    phool sukhgaye saarey baag key pata chalya na maali ka
    aankhayn mein jab aansu aa gaye haal dekh liya HAALI ka
    _________________
    Enjoy life
    Very touching indeed.

    RK^2

  2. #202
    Quote Originally Posted by ranjitjat

    CHAL UTTH MUSAFIR BHOR BHAEE
    ABHI RAAT KAHA JO SOWAT HAE
    JO SOWATT HAE SOO KHOWAT HAE
    JO JAGATT HAE SOO PAWATT HAE
    Thank you Dudee sir for posting these line. These lines are the part of a poem which we used to sing every sunday morning at hawan in the hostel in our schooling days.
    Let your friends underestimate your potential, let your ememies overestimate your weakness

  3. #203

    Thank Yash

    Dear Yash thank you for remembering the lines.
    Rrrr Agay ky huya
    To Sunoo bhaio

    RAGNI FAUJI JAT KI JATNI

    FRANCE KY MORCHE PER YAD JATNI AAGI

    foji ky dharad nay foji hi samajh sakhta hae
    Dharmpal Dudee to bhai khan dani foji hae

    . France ky morchey ka hal
    dadaji hav.ranjit 6jat ki diary sy
    1 royal Jat- Dadi paltan ki
    2 line sewa me likh raha hun

    Gola-gali bombari mae Jat ny jhal datni aagi
    France ky morchey par mery yad jatni aagi

    3 AM tin bajy attack kara jab mine lagi pagi
    mine field mae badethe hi nani yad aagi
    Pahla morcha jita jato ny jayjaykar honlagi
    Jat Bhagwan jat Balwan ky foj naray lawan lagay
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  4. #204
    Kit Gaye Sary Poet.
    France Ky Morche Fauji Ky Bhai Yad Jatni Aagi
    Gola Gali Bombbari Mae Jat Ko Jhaal Datni Aagi

    Nich Chal Tank Career Uppar Jahaj Hawai
    Morche Mae Ky Gujari Nuu Sari Khool Sunai

    Dusman Per Attack Kiya Jaan Maran Mae Aayi
    Mudhe Pad-pad Kar Goli Mar Aagye Yad Lugai

    Dharampal Dudee Ny Kargil Mae Tha Lai Kardai
    Sivji Ka Barat Karu Rajikhusi Aaja Nanad Ky Bhai
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  5. #205
    A TRIBUTE TO HARVIR SINGH GULIA

    Jat kaum ki adbhut gatha naman karo un hiro ko
    Timur ki Chhati mae Bhalla mara Harvir Gulia sy biro ko.

    Badli ke Desra Kaaj Ka Duniya mae Ruka rola ho
    Ch ChhotuRam Jis Gotra mae bihaya- Parnaya ho.

    Rao TulaRam- Bori- Bistar Badli mae dhar ky Bhaga ho
    1857 mae Angrejo sy Badli ki Jato ny Gahta gawaya ho

    85 Sal ky Prof Hari Singh ny ChhotuRam Dham banaho
    Khedi Jat mae History Museum Vidya ka Dham banaya ho

    Arath - Majoli ki Barat mae Dharmpal ny Ghoda dodaya ho
    US Badli ki Madur yad ko Aaj Dudee kase bhul sakta ho.

    2 April ko Prof Hari Singh sy Mae Bhi Milkar Aaya ho
    Navin Gulia ny bhi Khub jan jagrati ka rooka machaya ho

    Sabhi ki Khusi mae Apni bhi kushi- khosi sy geet gaya
    Shaheedo ki chitao per lagage malae geet yah sunaya ho
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  6. #206
    TRIBUTE TO MAHARAJA SURAJMAL * JAWAHAR SINGH

    SANSANWAL- SINSINWAL- FAUJDAR GOTRA
    Dear All
    Every body know about Maharaja Surajmal & Sansanwal
    Just Search Dudee post on this site net you will find all.

    Sinsini Mae Pada huwa vah Sinsinwal Kahlaya
    Yadav Kul mae unka bhai vada Naam batlaya

    Sinsini sy Nikal kar ky 100 Ghar ka Gaum vasaya
    100 Ghar hone per bhai Khema 100 Gahriya kahlaya

    Deeg- Bharatpur- LOha Garh Jasa AJAYA Kila Chinaya
    Delhi Fatah karan ny Maharaja Surajmal Sahdara Aaya

    Jawahar Singh bhi Lal Kila ka Gate Bharatpur Laaya
    Chahar- Nobahr- Narwal- Dudi- Dillion Faujdar van kar aaya

    Jat Vijay ki Gorav Gatha ka Amar Itihas Dharmpal ny Gaya
    SAmbhar- Didwana- Puskar- Bharatpur sy Dudi Vanas Aaya
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  7. #207
    Tribute To Raja Nahar Singh.
    Raja Ballu Ki Ho Gaye Balley Balley
    Jat Kaum Bhi Ho Gaye Balley- Balley
    Sarai Mil Kar Bolo - Balley- Balley -2


    Balram Singh Ny Aada Daye Thi Chhati Phatak Per
    Jawahar Singh Hathi Lae Aaya Lalkila Ki Phatak Per

    Sary Jat Vir Kat Kar Margaye Lalkila Ki Phatak Per
    Pakhriya Veer Ny Jaan Jhok Daye Lal Khuni Phatak Per

    Raja Nahar Singh Sy Nar Nahar
    Ny Rach Dyae 1 Ak Nahi Kahani

    9 January 1958 Ko Chandni Chok
    Delhi Mae Daye Amar Kurwani

    Aaj Tak Delhi Ky Chandni Chok Mae
    Milti Nahi Shaheed Samarak Ki Nisani

    Chandni Chok Mae Raja Nahar Singh Ka
    Shahid Samarak Bane- Dudee Ky Dil Ki Vani.
    Sabhi Jat/jatni Milkar Yah Sankalap- Karlo
    Yahi Dharmpal Ki Dili- Tamna Ki Naye Kahani
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  8. #208

    Tribute To Kargil Martyrs

    FROM THE PAGES OF BOOK. FRANCE TO KARGIL
    WRITER DHARMPAL SINGH DUDEE

    Tribute to Kargil Martyrs on Kargil Devas- Operation Vijaya
    There are over 2 00,000 Indian army martyrs whose war memorials are in 44 countries from uk,France to Singapure .50% of them are jat.There are 500 Kargil martyrs 253 are jats over 100 from Haryana alone.
    Today we are paying our rich tribute to all these Indian martyrs.
    Kargil ky SAheedo ko kavita ki 4 line mae

    Koty2 sardhanjali

    Huwa kargil yudh samar aanako biro ny balidan diya
    Hokar nat mastik saradhajali daety sab randhiro ko|
    Kal chakar barfili chotty saha rat-din peedoo ko
    Jat jati ki ANUPAM GATHA naman maera unn hiroo ko||
    Kurwani mae rahy agarani,dhanya sada balbiro ko
    Kuntith man,mastak ha uucha karta hh gungan hiya|
    Huwa kargil yudh samar aanyko biro ny balidan diyaa ||
    Dharmvir,Hariom,Ramphal,Amit captain baldhari
    Vijaysingh,Rajesh,Shyamsingh,Lilaram ki thi vari
    Krishanlal,Vinod,Bhimsingh,Jayparkash ki chhavi niyari |Surender,Samudar,Sukhbir,

    Sawran,Balwansingh bal mae bharii|
    Suresh Dudee,Laxman,Rajbir,Narender,Randhir ny Ranthhan liyaa||
    Huwa Kargil Yudh samar aanyko biro ny balidan diyaa ||


    Gulab singh,Azad, Pavitar singh, Mahavir,Jasvir suunu |
    Kirshankumar,Kuldeep,Ravinder,Sanjiv,ORR Sukhbir suunuu ||
    Haryana ky Bir batayae UP ki Tasveer suunuu |
    Soran,Kumar singh,GItam,Rishi pal,orr Yashvir suunuu ||
    Ram,SHYAM,YASH,SATYA,DHARAM,SANG VIR
    LAGAO GAYAN DIYAA |
    Huwa kargil YUDH ---------------------||
    Prempal,Gajpal,Rajsingh,Bachan,Kanchhi,
    Rajender meety-Amar hoyae
    Binderpal,Satish,Bahadur,OMparkash,Surender meetay ||
    Chaman,Surender,Madan pal,Baljit,Anil, Jitander MEETAY|
    Arvind,Subodh,Naresh,BIRVAR,Rajbir,Narender
    MEETAY ||
    Ramkumar SAheed huwa jisny Bharat par ahasan kiyaa
    Dharmpal Dudee ny Saheed gorav gatha ka jhanda Lahra DEEYA ||
    SAHEEDO KO SARDHANJALI daeny Dharmpal bhi huwa khadaya |
    Prem ky ASRU bahay aakhu mastak sardha sy jhuka deeya ||
    HUWA KARGIL SAMAR AANYKO BIROO NY BALIDAN DEEYA
    JAIHIND
    LONG LIVE MARTYRS OF INDIA
    BHARAT MATA KY SAHEEDO KI JAY


    Dharmpal Dudee BOOK
    COPY RIGHT FRANCE TO KARGIL
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  9. #209

    Happy Rakhi To All From Fauji Bhai

    HAPPY RAKASHABANDHAN GREETINGS& CONGRATULATION

    TO ALL SISTERS AND BROTHERS.GOD BLESS YOU ALL HAPPINESS.

    NOw 2 LINE in respect of KARGIL HERO.BROTHERS ,SISTERS LOVE.

    YAH SABHI SHAHIDO KO LIYA
    JO HAMSY DUR CHALY GAYE HAN

    .JO GHAR SY BAHUT DUR SIMA PER HAN
    YA BHARAT SY BAHAR BIDAESH MAE HAN

    .BAHIN BHAI KY PAYAR SY KARGIL JITATE HAN
    RAKHI KY DIN ON SABHI KI SEWA MAE 2 LINE HAN

    1 Fhoji bhai morchy per jany sy pahaly kasy
    pariwar Mata-Pita bahin sy bidae lay raha hae

    MAA

    Mata ny asirwad diya maery dhud ki lajj rakhiya
    Pita ny asirwad diya jhanda sada ucha rah jat ka

    BAHIN- SISTER

    Chhoti bahin ny kiya arata prem ki rakhi bandhi
    Bahin bhai ka payar amar ho aae prem ki andhi
    Chalti bar asis diya- sadav khus raho maeri bahina.
    Dudhyn nahayu putya phaliyo atal suhag ho bahina
    Tiger hill per jakar maen tiranga lahrauu hay
    Kargil yudh jit kar Bharat vijay diwas manav hay
    Himalaya sy bahin bhai ky prem ky geet gau hay
    Agali Rakshabandhan ky din khusi sy ghar aauu hay
    Sakarpary giri chhuwary-ghewar kothaly lauu hay


    AND FOR THOSE SISTERS WHO MISSING
    BROTHER LOVE ON THIS DAY OF RAKHI

    FESTIVAL FEW LINE IN BROTHER LOVE & RESPECT

    Ghasolay mae ajaya teari payar prem sy gadi bhar du hay
    Mhari seem per badro bahati Indra canal dekha du hay

    Baba HANUMAN BHARU,BHAYAN,RADHAYSHAM dikha du hay
    Shivji BHOLAY KI JAY bOLO-BAGHOT DHAM dikha du hay

    Bhiwani ka kirodi mandir vidaya dham dikha du hay
    Kalyana ky pahad mae hilna pathar dhika la du hay

    Chavan Rishi ka bana ashram Dhosi ka pahad dikha du hay
    Kapuri ky pahad per kar tapasaya Mukhram Nath dikhau hay

    Luharu mae Bharat ky shahidoo ka samarak dikha dun hay.
    Suresh Dudee,Rajbir,Randhir sy shahido ky gaum dikha du hay.

    Sanggu dham,Dinood dham,Shaheed dham dikha dun hay
    Shahid dham per Havan Yajj karta Dharmpal dikha dun hay

    Girl School Dada ki Samadi - DUDI RAJ BHAWAN Dikha dun hey
    Sarav bhavantu sukhina Subh kamana sabhi ko Dudibhai ki hay
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  10. #210

    Happy I-day 15 August 2006

    SAHIDO KO SARDHANJALI
    DESH BHAGTI-DESH PREM KA GEET
    Sankalapo sy saja vijay rath jo Bahadur agay badhha jatay han
    Dusmano ky durgam morchy per jo nirbhya ho chadhh jatay han

    JABAR HILL-TIGER HILL-TOOLANG per jo TIRANGA faharaty han
    Kentucky sy Kargil tak SHAHEEDO ki kurwani ky geet gaye jatay han II

    DAESH prem ki laptoo mae jalany lagaty han parwany
    Parmukat karny janani Mata ko Aajaty han diwanny

    Utaray gi Prem sy Bharat maa Sadav-Sada hi Arti Unnki

    Samarpit DESH RAKASHAYA mae ho gae jindgi jinaki II


    CHUKA pae nahi jisaka karaj- kabhi Bharat Desh Ki Dharti
    Badii DHANYA hae vah SANTAN JO MARKAR BHI NAHI MARTI


    MARATAY NAHI KABHI KALJAYE- KARAMYOGI YUG YUG JITAY HAN
    HO JATAY HAN SAHKAR SAWPAN JO UNAKY MAAN CHITAY HAN

    SHAHEEDO KA NAM AMAR HO DHARMPAL KI YAHI MANOKAMANA HAE
    BHARAT KA TIRANGA LAHRATA RAHAY JAN JAN KI YAHI BHAWANA HAE


    HAMNE BHI BHAIO TIRANGA KENTUCKY MAE LAHRA DIYA HAE
    WORLD KY HAR CORNER MAE TIRANGA DHOOM SY LAHRATA HAE


    JAIHIND
    OM SHANTI
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  11. #211
    Uss dharti par sheesh navaoon jis dharti par veeron ne khela
    deewanon ne jaan loota di seene par tha goli ko jhela

    khoon baha aang kat gaye phir bhi vo aage badh gaye
    mitti se tilak lagayaa dusman ke tankon se bhid gaye

    Rote huye apnon ko choda sabki jaan ke taare ban gaye
    naa jhukne diya tiranga bharat maa ke himalay ban gaye

  12. #212

    Dr Shamsher- Thanks Nice Poem

    Thank You Dr Shamsher
    Very Nice Tribute In Poetry.

    No Jawano Ko Desh Seva Mae
    Samrpit Hona Chahiye.
    Koi Saheed Desh Ky Liye Jiwan Ki Kurwani Deta Hae
    Koi 2 Saheed Usaky Padd Chinho Per Chalta Hae
    Koi Saheedo Ky Bhajan-geet History Likhta Hae
    Koi Maha Puras Saheed Samarak Banwata Hae

    Koe Desh Bhagat Sardha Ky Phool- Aansu Chdhata Hae
    Koi Sarabi Samarak Per Raat Ko Pesab Kar Jata Hae

    Yah Public Hae
    Insan Ko Pahchanti Hae
    Sabhi Kuch Janti Hae

    Ham To 1 Hi Baat Kahty Han
    Jo Kahate Vahi Karte Han
    Vahi Likhte Han
    Vah Golden Line Hae

    Ham Soorvir Kahate Usako
    Jo Karna Ho So Kar Jaye
    Pichh Kadan Nahi Hatata
    Chahe Dhad Sy Sish Utar Jaye
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  13. #213
    Respected Dudeeji...thanks for apriciation. Its an honour to write a tribute and this thread gave me that. The brave soldiers gave us the freedom to breath in free environment and it's our duty to remember them and pay tribute.

    Regards,
    Shamsher



    [quote=ranjitjat;112655]Thank You Dr Shamsher
    Very Nice Tribute In Poetry.

    /quote]

  14. #214

    Tribute To Martyrs On Shahhed Day

    SHAHHED DIWAS PER- SAHEEDO KO SARDHANJALI
    AAJ HARYANA MAE MARTYRS DAY MANAJA JA RAHA HAE.
    DEAR DR SHAMSHER & ALL
    EVERY BODY WELCOME HERE.

    LIKIN @ SABAD LIKHNE WALE MAE KUCH LIKHANE
    KUCH KURWANI KA MADA BHI HONA CHAHIYE

    SAHIDO KA KHUN HOGA USAMI APANE APP HI
    ANTARATMA MAE JOSH AUR GARMI AAYAGI



    ENJOY WHO CAN READ HINDI-

    ROMAN HARYANVI & JATOO

    Thank you very much.

    Jat History ki 4 line sewa mae hajir han.

    Surveer nami huye Bharat desh mae Jat
    Bankay Yudha Desh ky Veer bali Samrat

    Partham Yodho ki sayan Jat soorveer balwan
    Haray veer Sikander aan janta sabhi sansar hae

    Gokul Jat huye balshali- Haray Auranzeb kuchali
    Jo han Jat Banas ky Pali Chudamani Sardar hae

    Sanik Yodha Rajaram Kiya Mugalo sy ghor Sangram
    Jinka khas Sinsani Gaum- Kanpya Jaipur ka Darwar hae

    Surajmal Nami Samrat - Unhony Nami kar diye Jat
    Delhi kardi barahwat - Janma beta veer Jawahar hae

    Parsidh hae Lahore kila ki Jeet- Panjab mae huye Raja Ranjit
    Jinsy Kabul tak bhaybhit - Jinka harisingh nalwa sewadar hae

    Balabh Garh Raja BalRam - Jinhony kare anokhe kaam
    Unaka sada rahaga Nam - khata Lalkila ka Dawar hae

    Nahar Singh ki Amar kahani- Azadi ky hit Baldani
    Jinki thi Bharpur Jawani- Jalim English Sarkar hae

    Deakhy Hitlar sy Baldhari- Germani ny mani dhak hamari
    Royal Jat ki dekhi Birata bhari- Yah to Kaum badi Kukhar hae

    Barakki Sayalkot Dograi- Pahuche 3 Jat regiment ky Baldai
    Jatoo ny Desh ki Laaj bachai- Kampa Ayub sa Gaddar hae

    Sakar garh Dhaka ky Darmayan - Chamki Jatoo ki Kirpan
    Hara Papi Pakistan - Jisaka America jasa madadgar yar hae

    Dharmpal Kashmir Kargil ki war-
    Chamki world mae Jatoo ki Talwar
    Tolang-Tiger Hills -3 pimple hills - ki War-
    Jat Balwan Jai Bhagwan gunja bar bar hae
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  15. #215

    Thumbs up I just saw this great thead !

    Usko hazaaron baar hai dil se salaam
    Jo dharati hai hamaari maa ke samaaan

    Woh bhi kya jawani jo khoon se na khele
    Es maa par na jaane kitne bete balidaan

    Ek baar apni aankh utha kar dekhe to koi
    Uska to hum mitaa denge nam-o-nishaan

    Katra-katra daud raha jo lahoo rago mein
    Woh mere is pyaare watan par kurbaan

    Jaan lutaa gaye jo apni is mitti ke liye
    Un shaeedon ko es 'Vijay' ka pranaam
    It's better to be alone than in a bad company.

  16. #216

    Shaheedo Ki Happy Dewali

    DEAR VIJAY THANK YOU VERY MUCH
    VERY NICE THOUGHT KEEP IT UP
    VIJAY BHAI & FRIENDs
    LO BHAI SUN LO FIR SHAHEEDO KI DEWALI- AUR HOLI


    DEWALI KO HAMRE SHAHEEDO KO BHI YAD KARNA HAE
    JO HAMSE BAHUT DUR SADA 2 KY LIYE CHALE GAYE HAN


    Kartik vadi amavash thi aur din tha yah khas Dewali ka
    31 OCTOBER 1914 ko Suhag Amar huya Jatni ki Jaye ka


    Pati ki shadat ki Chithhi aye- Telegram aya bade Bhai ka
    42 Jats France mae Shaheed hoye 6 jat ka din tha Kardai ka


    Yah Bahaduri ka Itihas hae Hav- Ranjit- Harnaran Sagi bhai ka

    5 Nov 1945 Singhapur mae fir aya din Shaheedo ki Dewali ka
    Abb ki bar Shaheedi ka number tha JageRam- HariSingh Bhai ka

    Yah Bahaduri ka itihas hae Dudi Khandan ki amar Baldani ka
    Golden pages itihas likhe jayange Desh Bhagato ki Kurwani ka

    FRANCE TO KARGIL - GORAV GATHA ITIHAS DHARMPAL BHAI KA
    NAM AMAR JAG MAE NANDKAUR DADI- SARWATI KAKI HAMARI KA
    _________________
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  17. #217

    Remembrance Day Tribute-11-11- 2006

    REMEMBRANCE DAY TRIBUTEs TO ALL MARTYRS.
    HOW IT STARTED ON 11-11-1918



    Remembrance
    In 1918, on the eleventh hour of the
    eleventh day of the eleventh month,
    the First World War ended.


    "All locomotion should cease,
    so that, in perfect stillness,
    the thoughts of everyone may
    be concentrated on reverent
    remembrance of the glorious dead."

    King George V

    2 Min Uan ko bhi yad karna
    Jo Lot Kar Ghar nahi aaye

    yah hae Bharat ky Veer Shaheedo ki Amar Khani
    Yad rakhna Fauji Desh bhagato ki Amulya Kurwani

    11 Nov 1918-11AM Europe mae Armistice aaya Bhai
    London mae bhi 1St World war victory day manaya bhai

    White Flag france- Germany - Belgium mae lahraya bhai
    5,200 Indian Army ka WarMemorial france mae Banaya bhai

    Dharmpal ny France mae Dada ki Samadhi per phool chadhya bhai
    125 Royal Jat - Bharat ky shaheedo ka Maan Samaan badhaya bhai

    11-Nov 2006 ko Hyde park War memorial per Phool chadhya bhai
    10 Nov ko indian Ex-servicemen Leauge ny Jhanda Lahraya Bhai

    12Nov ko 11AM Queen Ny Cenotoph per Breaths of honour Laaya bhai
    PM- MINISTERs C-Wealth ky Rajdooto ny bhi Breaths Chadhaya Bhai

    Koe Virla hi Lucky fauji 1st worldwar sy Raji-Khusi Ghar lotya Bhai
    Dudee ny bhai 6 Jat- Indian Martyrs ki Yad mae Itihas rachaya bhai
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  18. #218

    Naye Sal Mae Jai Bolo- Amar Shaheed Jawan Ki

    Naye Sal Mae Jai Bolo- Amar Shaheed Jawan Ki

    New Year Resolution. 2007

    New Year Resolution Mae Bhai Bat Karo Kuch Kam Ki
    Iti- Gurukul Khol Kar Jay Bolo Shaheedo Ky Dham Ki

    Sabhi Bhai-bahin-jay Bolo Amar Shaheed Jawan Ki
    Jat Heartland Mae Milkar Bolo Jay Kisan Jay Jawan Ki

    Bharat Desh Tamam Mae Hey Naye Joyti Jagao Gyan Ki
    Jat Kaum Ki Kismat Jagg Milkar Bat Karo Kuch Dhyan Ki

    New Year Resolution Mae Bhai Bat Karo Kuch Kam Ki
    Iti- Gurukul Khol Kar Jay Bolo Shaheedo Ky Dham Ki
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  19. #219

    Martyrs Ko Tala Sy Rakho Free

    MARTYRS KO TALA SY RAKHO FREE
    SUNLIYO DUDEE KI KHAREE- KHAREE

    bhai naye moderators SUNIYO AK BAAT
    aaj sari duniya ki kismat sae tumahe hath

    Martyrs ky thread ko mat laga dena Tala
    Nahi to Shaheedo ki jaan ko ho jayega falla
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  20. #220

    Thumbs up

    शहीदों के खून से ही ज़िन्दा है हमारे हिन्दूस्तान की दास्तां ।
    कैसे मिटा पायेगा कोई उनके बह्ते लहू से लिखी हुई लकीरें ॥
    Last edited by vijay; February 18th, 2007 at 01:30 AM.
    It's better to be alone than in a bad company.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •