Aane wala pal jane wala hai
Ho sake to isme jindagi bita do
Pal jo ye jane wala hai
Ek baar yu mili,masoom si kali
Ho khilte hue kaha khusbaas mei chali
Dekha to yahi hai dhoonda to nahi hai
Pal jo ye jane wala hai
Aane wala pal jane wala hai
Ho sake to isme jindagi bita do
Pal jo ye jane wala hai
Ek baar waqt se lamha gira kahi
Waha dastan mili lamha kahi nahi
Thoda sa hasa ke thoda sa rula ke
Pal ye bhi jane wala hai
Aane wala pal jane wala hai
Ho sake to isme jindagi bita do
Pal jo ye jane wala hai