Page 35 of 79 FirstFirst ... 25 31 32 33 34 35 36 37 38 39 45 ... LastLast
Results 681 to 700 of 1570

Thread: Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

  1. #681
    Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
    Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

    ----------------------------------------------

    Chand lamhat ke waste hi sahih
    Muskura ker mili thi mujhe zindagi

    Chand lamhat ke waste hi sahih
    Muskura ker mili thi mujhe zindagi

    Teri aghosh mein din they mere berhe
    teri bahon mein thi meri yaad ghati nahi

    Aj bhi jab wo pal mujh ko yaad atey hian
    Dil ke sare ghumon ko bhula jatey hian

    Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
    Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

    Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
    Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

    ----------------------------------------------------

    Mere kandhe pe sir ko jukhana tera
    Mere sene mein khud ko chupana tera

    Mere kandhe pe sir ko jukhana tera
    Mere sene mein khud ko chupana tera

    A ke meri panhaon mein shamo seher
    Kanch ki tarah wo toot jana tera

    Aj bhi jab wo manzer nazar ajatey hian
    Dil ki vernainon ko mita jatey hain

    Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
    Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

    Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
    Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

    Dard meinnnnnnnnn................
    Beetay lamheeeeeeee................
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  2. The Following User Says Thank You to ritu For This Useful Post:

    kamnanadar (September 16th, 2014)

  3. #682
    THIS ONE IS GREAT SONG...MOVIE FROM ""SAAYA""

    MY FAVT.


    Aye Meri Zindagi Tu Mere Saath Hai
    Ab Mujhe Is Zamaane Ki Parvaah Nahin
    Jaan Le Loonga Main, Jaan De Doonga Main
    Koi Keemat Chukaane Ki Parvaah Nahin
    Aye Meri Zindagi Tu Mere Saath Hai

    Tu Khudaa Hai Meraa, Meraa Imaan Hai
    Ishq Karnaa Teraa Mujhpe Ehsaan Hai
    Tu Subah Kaa Ujaalaa Mere Vaaste
    Tu Mere Vaaste Dilnashin Shaam Hai
    Tere Dil Mein Thikaanaa Rahe Umr Bhar
    Phir Kisi Aashiyaane Ki Parvaah Nahin
    Aye Meri Zindagi Tu Mere Saath Hai


    Aye Meri Zindagi Tu Mere Saath Hai
    Ab Mujhe Is Zamaane Ki Parvaah Nahin
    Last edited by malikraj007; July 16th, 2008 at 11:24 AM.
    ♥♥♥♥♥♥♥♥♥
    I m,Wat I m...........
    ♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
    ♥ adorable
    ♥ good sense of humour
    ♥ My mood is my personality

  4. #683
    From movie Maachis: by Lata Mangeshkar.
    Yaad na aaye koi
    Lahu na rulaaye koi
    Hay akhiyon mein baitha tha
    Akhiyon se uthke
    Jaane kis desh gaya
    Akhiyon mein baitha tha
    Akhiyon se uthke
    Jaane kis desh gaya
    Jogi meri jogive
    Ranjha mera ranjhva
    Mera dard vech gaya
    Rabba

    Door na jaaye koi
    Yaad na aaye koi
    Lahu na rulaaye koi

    Shaam ke diye ne
    Aankh bhi na kholi
    Andha kar gayi raat
    Shaam ke diye ne
    Aankh bhi na kholi
    Andha kar gayi raat
    Jala bhi nahin tha
    De hatha baalan
    Koyla kar gayi raat
    Rabba

    Aur na jalaaye koi
    Yaad na aaye koi

  5. #684

    Smile

    Aane waala kal ek sapna haiGuzra hua kal bas apna hai......(lyrics of the song are too good, but i never heard this song.....rest other postings are good)
    the one at the apex in my fav. list these days is from movie 'singh is king' n the song is......TERI ORE.......

    dil kho gaya ho gaya kisi ka
    ab raasta mil gaya khushi ka
    aankhon mein hai khwaab sa kisi ka
    ab raasta mil gaya khushi ka
    rishta naya rabba dil chhu raha hai
    kheenchey mujhe koi dor teri ore
    teri ore teri ore teri ore haye rabba
    teri ore teri ore teri ore....

    khulti fizaayen khulti ghatayen
    sar pe naya hai aasman
    chaaron dishayen hans ke bulayen
    yun sab hue hain mherbaan
    humein to yahi rabba kasam se pata hai
    dil pe nahin koi zor koi zor
    teri ore teri ore teri ore haye rabba
    teri ore teri ore teri ore.....

    ek heer thi aur tha ek ranjha
    kahte hai mere gaon mein
    saccha ho dil to sau mushkiley hon
    jhukta hai naseeban paon mein
    aanchal tera rabba falak ban gaya hai
    ab iska nahin koi aur koi chhor
    teri ore teri ore teri ore haye rabba
    teri ore teri ore teri ore.....

    dil kho gaya......
    Last edited by choudharyneelam; July 17th, 2008 at 06:39 PM.

  6. #685
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Geet tere saaj ka
    teri hi awaaj hun
    tu bhi mera saathi ban ja
    main teri hamraaj hun
    .....

    aa jaa milke baant le
    ho kya khushiyaan kya gum
    tanha tanha , tanhaai ka jehar piye kyun hum?
    tu mere jeevan ka panchi
    main teri parvaaj hun
    Geet tere saaj ka
    teri hi awaaj hun
    tu bhi mera saathi ban ja
    main teri hamraaj hun
    .....



    do din ka saath nahi
    ho saari umar ka hai saath
    jeete jee na , honge judaa yeh aaj mile jo haath
    tu meri saanson ka maalik
    main teri damsaaj hun
    geet tere saaj ja ...

  7. #686
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Jab bhi jee chahe
    nayi duniya basa lete hain log
    ek chehre pe kai chehre
    laga lete hain log .....

    yaad rehta hai kise
    gujre jamaane ka chalan
    sard badh jaati hai chahat
    haar jaati hai lagan
    ab mohabbat bhi hai kya
    ek tijaarat ke siva
    hum hi nadaan they
    jo odha beeti yaadon ka kafan
    warna jeene ke liye sab kuch bhula lete hain log .....



    jaane woh kya log they
    jinko wafa ka paas tha
    jaane woh kya log they
    doosre ke dil pe kya gujregi
    yeh ehsaas tha
    ab hai pathar ke sanam
    jinko ehsaas na gum
    woh jamana ab kahan
    jo ahal-e-dil ko raas tha
    ab to matlab ke lie naam-e-wafa lete hain log ......

  8. The Following User Says Thank You to anilsinghd For This Useful Post:

    kamnanadar (February 18th, 2012)

  9. #687

    Smile Aashaye Aashaye..... Iqbal

    aashaye..... aashaye.....
    kuchh pane kee ho aas aas
    kuchh arman ho jo khas khas, aashaye......
    har koshish me ho war war
    kare dariyao ko aar par, aashaye......
    toofano ko chir ke, manjilo ko chin le
    (aashaye khile dil kee, ummide hase dil kee
    abb mushkil nahee kuchh bhee, nahee kuchh bhee) - (2)


    udd jaye leke khushee, apne sand tujhko waha
    jannat se mulawat ho, puree ho teree har duwa
    (aashaye khile dil kee, ummide hase dil kee
    abb mushkil nahee kuchh bhee, nahee kuchh bhee) - (2)

    aashaye.....
    gujre aisee har rat rat, ho khwahisho se bat bat
    aashaye.....
    lekar suraj se aag aag, gaye ja apne rag rag
    aashaye.....
    kuchh aisa karke dikha, khud khush ho jaye khuda
    (aashaye khile dil kee, ummide hase dil kee
    abb mushkil nahee kuchh bhee, nahee kuchh bhee) - (2)
    “Excellence is not a skill. It is an attitude.”


    Best Regards,
    Maniisha


  10. #688
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Dont know whether many have heard this song?


    O jaane jaan yeh sach hai ki main apni mohabbat ka ijhaar kabhi khul kar na kar saka , magar meri aankhein hamesha mere dil ki haalat bataati rahi
    aur tu hai ki mujhse bekhabar aaj bhi hai , mere dil ki har dhadkan sirf tera naam leti hai , sirf tera naam !!


    mohabbat kabhi maine ki to nahi thi
    kisi ki nigaahon se pee to nahi thi
    magar yeh achanak hua kya ?
    hoooo......


    tu saanson mein samaaye
    tu dhadkan ko churaaye
    kahin deewana ho jaaon na tera!!


    pehli najar ka pehla nasha
    dil mein utartaa jaaye sanam
    sharma ke mujhse milna tera
    jaadoo sa karta jaaye sanam
    yeh bakraari
    aisi khumaari
    pehle kabhi to mujhpe na thi
    kabhi dil pe yun bekhudi to nahi thi
    kisi pe mujhe yeh aashiqui to nahi thi
    magar yeh achanak hua kya ?
    oohooooo.......



    kitne hi chehre dekhe magar
    maine chuna hai bas ek tujhe
    har pal ho meri baahon mein tu
    mil jaaye aisi kismat mujhe
    dil yeh pukaara
    tera najaraa
    karta hi jaaon o jaane jaan
    mujhe pehle itni khushi to nahi thi
    yun mehki hui jindagi to nahi thi
    magar yeh achanak hua kya ?
    tu saanson mein samaaye
    tu dhadkan ko churaaye
    kahin deewana ho jaaon na tera!!



  11. #689

    bol na halke halke bol na halke

    Dhaage tod aalo chandani se noor ke
    Ghoonghat hi banalo roshini se noor ke
    Sharma gai to aagosh mein lo
    ho Saaaso se uljhi rahi meri saasein
    Bol Na Halke Halke
    hooth se halke halke
    bol na halke

    Aa neend ka sauda karein
    Ek khwaab de ek khwaab le
    Ek khwaab to aankhon mein hai
    Ek chand ke takiye tale
    Kitne dino se yeh asmaan bhi
    soya nahi hai
    Isko sula de...
    Bol Na Halke Halke
    hooth se halke halke
    bol na halke

    Umrein lagi kehte hue
    do lafaj the ek baat thi
    Woh ek din sau saal ka
    Sau saal ki woh raat thi
    Kaise lage jo chupchap dono
    Palpal mein puri sadiyan beetadein

    Bol Na Halke Halke
    hooth se halke halke
    bol na halke

    Dhaage tod aalo chandani se noor ke
    Ghoonghat hi banalo roshini se noor ke
    Sharma gai to aagosh mein lo
    ho Saaaso se uljhi rahi meri saasein
    Bol Na Halke Halke
    hooth se halke halke
    bol na halke
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  12. #690
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Liked this one from movie Sangharsh:


    mujhe raat din bas mujhe chahti ho
    kaho na kaho mujhko sab kuch pata hai
    haan karoon kya mujhe tum batati nahi ho
    chupaati ho mujhse yeh tumhari khata hai
    mujhe raat din bas mujhe chahti ho .....


    meri bekaraari ko had se badhana
    tumhe khoob aata hai baatein banana
    nigaahein mila ke yun mera chain lena
    sata ke mohabbat mein yun dard dena
    mujhe dekh ke aisi palkein jhukana
    shararat nahi hai to fir aur kya hai
    aan mujhe raat din bas mujhe chahti ho ....


    tumhe neend aayegi ab na mere bin
    mujhe hai yakeen aisa aayega ek din
    khuli teri julfon mein soya rahoonga
    tere hi khyaalon mein khoya rahoonga
    kabhi gaur se meri aankhon mein dekho
    meri jan tumhara hi chehra chupa hai
    aahn mujhe raat din bas mujhe chahti ho .....

  13. #691
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Jab kabhi chaand na ho
    andheri raat ho
    darna kam hoga mujhko
    agar tum saath ho ...

    jab kabhi baadal chaaye
    ya ghani barsaat ho
    hogi khushi har ek boond mein
    agar tum saath ho

    is jahaan mein koi mera
    ho bhiii ya naa ho
    har ek lamha bhar jaayega
    roshni se
    bas agar tum saath ho .....

    jab kabhi ...
    aansoo aaye
    ya buri saugaat ho
    muskura loonga main to fir bhi
    agar tum saath ho
    muskura loonga main toh fir bhi
    aagr tuu saath ho .....


    tum yahaan ho to saari
    duniya hai idhar
    saare armaan
    khwaab saare
    ban gaye hai
    ab tumhari ek najar
    jab kabhi
    dil ghabraaye
    saamne maat ho
    jeet ke main dikhlaaonga
    agar tum saath ho ....


    jab kabhi
    has de aalam
    khushiyon ki baaraat ho
    jindagi hogi jannat
    agar tum saath ho ....

    agar tum saath ho .....

  14. #692
    this is my fav tooooo
    Quote Originally Posted by anilsinghd View Post
    Liked this one from movie Sangharsh:


    mujhe raat din bas mujhe chahti ho
    kaho na kaho mujhko sab kuch pata hai
    haan karoon kya mujhe tum batati nahi ho
    chupaati ho mujhse yeh tumhari khata hai
    mujhe raat din bas mujhe chahti ho .....


    meri bekaraari ko had se badhana
    tumhe khoob aata hai baatein banana
    nigaahein mila ke yun mera chain lena
    sata ke mohabbat mein yun dard dena
    mujhe dekh ke aisi palkein jhukana
    shararat nahi hai to fir aur kya hai
    aan mujhe raat din bas mujhe chahti ho ....


    tumhe neend aayegi ab na mere bin
    mujhe hai yakeen aisa aayega ek din
    khuli teri julfon mein soya rahoonga
    tere hi khyaalon mein khoya rahoonga
    kabhi gaur se meri aankhon mein dekho
    meri jan tumhara hi chehra chupa hai
    aahn mujhe raat din bas mujhe chahti ho .....
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  15. #693

    all time fav. in latas voice

    Aaja piya tohe pyar du
    Movie Name: Baharon Ke Sapne
    Singer(s): Lata Mangeshkar
    Music Director(s): Rahul Dev Burman
    Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri


    Aaja piya tohe pyar du, ho gori baiya tope vaar du
    Kis liye tu, itna udaas, sukhe sukhe honth, ankhiyo mein pyaas
    Kis liye kis liye ho, aaja piya tohe pyaar du...

    Hone de re, jo ye julmi hai, path tere gaao ke
    Palko se chun daalungi main, kaante teri raaho ke ho
    Sukh mera lele, main dukh tere lelu tu bhi jiye, main bhi jiyu ho
    Aaja piya...

    Jal chuke, hain badan kayi, piya issi aag mein
    Thake huwe in haatho ko, dede mere, haath mein ho
    Lat bikharaaye, chunariya bichhaaye baithhi hu main, tere liye ho Aaja piya...

    Apni to jab ankhiyo se, bah chali, dhaar si
    Khil padi, bas ek hasee piya tere, pyaar ki ho
    Main jo nahi haari, sajan zara socho kis liye, kis liye ho
    Aaja piya...
    Aaja piya…
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  16. #694
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Maana bikhra hun main abhi
    maine khwaab piroye they .....

    teri saanson mein gum hun abhi
    meri chahat adhoori hai ......

    ish ne jab bhi aa jaayengi
    dard hadd se gujar jaayega
    koi gum na fir hoga mujhe
    gar khwaabon mein tum aaoge
    ab to aadat si hai mujhko
    aise jeene mein ....

    Ab to reh gayi hai tanhayiaan, fir b saath tu mere hai….
    Teri sanso me gum hun abhi, meri chahat adhuri hai…

    Dur jitna bi tu mujhse , utna pas tere me…
    koi gam na hoga mujhe agar khwabo me tum aaoge…


    Tere ehsaas me dooba is kadar me…
    Ab to jeena hai mujhko is ehsaas me…

    Haan bikhar gaya hun me…
    par teri yado ki baho ka sahara ab bi hai mujhe…
    ab to aadat si hai mujhko
    aise jeene mein ....

  17. #695

    in geeta dutts voice

    yeh lo main
    yeh lo main haari piya
    hui teri jeet re
    kaahe ka zagada balam
    nayi nayi preet re
    yeh lo main haari piya...

    Naye naye do nain mile hain
    nayee mulaqat hain
    milate hi tum rooth gaye ji
    yeh bhi koi baat hain
    Jaao ji maaf kiya
    tu hi mera meet re
    kaahe ka zagada balam
    nayi nayi preet re
    yeh lo main haari piya...

    Hui tihari sang chalo ji
    bainyaan meri thaamke
    bandhi balam kismat ki dori
    sang tere naam ke
    Ladate hi ladate mausam
    jaaye nahin beet re
    kaahe ka zagada balam
    nayi nayi preet re
    yeh lo main haari piya...

    Chale kidhar ko bolo baabu
    sapnon ko lootke
    haaye raam ji reh na jaaye
    dil meraa toot ke
    dekho main gaali doongi
    chhod do yeh reet re
    kaahe ka zagada balam
    nayi nayi preet re
    yeh lo main haari piya...
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  18. #696
    Pyar kiya to darna kya
    jab pyar kiya to darna kya
    Pyar kiya koi chori nahi ki
    pyar kiyaaaaa
    pyar kiya koi chori nahi ki, chup chup aanhen bharna kya
    jab pyar kiya to darna kya pyar kiya to...


    Aaj kahengen dil ka fasana jaan bhi lele chahe zamana-2,
    Maut wahi jo duniya dekhe-2
    Ghoot ghoot kar yu marnan kya
    jab pyar kiya to darna
    pyar kiya to...jab pyar....

    Unki tammna dil mein rahegi shamma isi mehfil mein rahegi-2,
    isqh mein jeena isqh mein marna -2
    aur humein ab karna kya
    jab pyar kiya to darna kya
    pyar kiya to darna kya, jab....

    Chup naa sakega isqh hamara charon taraf hai unka nazara-2,
    parda nahi jab koi khuda se-2
    bando se parda karna kya,
    jab pyar kiya to darna kya
    pyar kiya to darna kya jab pyar kiya...
    pyar kiya koi chori nahi ki chup chup aanhen bharna kya ...
    jab pyar kiya to darna kya..

  19. #697
    tere pyaar kaa aasaraa chaahataa hoon
    wafaa kar rahaa hoon wafaa chaahataa hoon

    haseenon se yehad-ye-wafaa chaahate ho
    bade naasamaz ho ye kyaa chaahate ho

    tere narma baalon mein taaren sajaa ke
    tere shaukh kadamon mein kaliyaan bichhaa ke
    mohabbat kaa chhotaa saa mandir banaa ke
    tuze raatadin poojanaa chaahataa hoon

    jaraa soch lo dil lagaane se pahale
    ke khonaa bhee padataa hain paane se pahale
    ijaajat to le lo jamaane se pahale
    ke tum husn ko poojanaa chaahate ho

    kahaa tak jiye teree ulafat ke maare
    gujaratee naheen jindagee been sahaare
    bahot ho chooke door rahakar ishaare
    tuze paas se dekhanaa chaahataa hoon

    mohabbat kee dushman hain saaree khudaee
    mohabbat kee takadeer mein hain judaee
    jo sunate naheen hai, dilon kee duhaee
    unahee se muze maanganaa chaahate ho

    dupatte ke kone ko muh mein dabaa ke
    jaraa dekh lo is taraf muskuraake
    muze loot lo mere najadik aake
    ke mai maut se khelanaa chaahataa hoon

    galat saare daawe, galat saaree kasmein
    nibhenge yahaan kaise ulafat ke rasmein
    yahaan jindagee hain riwaajon ke bas mein
    riwaajon ko tum todanaa chaahate ho

    riwaajon kee pawraa naa rasmon kaa dar hain
    teree aankh ke faisale pe najar hain
    balaa se agar raastaa kurkhatar hain
    mai is haath ko thaamanaa chaahataa hoon
    ♥♥♥♥♥♥♥♥♥
    I m,Wat I m...........
    ♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
    ♥ adorable
    ♥ good sense of humour
    ♥ My mood is my personality

  20. #698
    aaaaaja aaaaaaaja
    Mera dil ye pukare aaja, mere gam k sahare aaja,
    bheega bheega hai sama, aise mein hai tu kahan -2
    mera dil ye pukare aajaaaaaaa

    Tu nahi to ye rut ye hawa kya karun , kya karuuuuun-2
    dur tujhse mai rah ke bata kya karun, kya karun
    suna suna hai jahan,
    ab jaaun mai kahan,
    bas itna mujhe samjha ja
    bheega bheega hai sama aise mein hai tu kahan
    mera dil...

    Andhiyan wo chali aashian lut gaya, lut gaya-2
    pyar ka muskurata jahan lut gaya, lut gaya
    ek choti jhalak,
    mere mitne talak,
    o chand mere dikhla ja.
    bheega bheega hai sama aise mein hai tu kahan
    mera dil ye pukare aaja.

  21. #699
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Wada raha pyaar se pyaar ka
    ab hum na honge judaa
    yeh meri dhadkanein sun raha hai khuda ...
    chaahe tumhe kis kadar mera dil
    tumko nahi hai pata
    yeh meri dhadkanein sun raha hai khuda
    waaada raha .....


    Dono jahan ko bhulaon main
    aisi lagi hai tujhse lagan
    chahe kaho ise awargi
    chahe kaho ise deewana pan
    dil ke kaha
    dil ne suna
    maine tumhe dilbar chuna
    ab dooriyaan na rahi darmiyaan
    kya rang laayi wafa
    yeh meri dhadkanein sun raha hai khuda
    waaada raha .....


    Dekha tumhe to aisa laga
    mujhko mila manjil ka pata
    chala hai humko ab saath mein
    tumse juda mera raasta
    maine to li hai yeh kasam
    paaon tujhe janmon janam
    sajde kiye maine shaam- -sehar
    maanga hai tumko sada
    yeh meri dhadkanein sun raha hai khuda
    waaada raha .....

    waada raha , yeh waada raha ! pyaar se pyaar ka !

  22. #700
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    ek pal ke liye hi sahi
    ghadiya hamko mili makhmali pyar ki
    is ek pal ko jee le zara
    yeh lamhe phir mile na mile
    kho jaane de sabhi duriya faasale
    aa dil mila le aur paas aa
    phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
    aa raat rok le phir ho na jaaye sehar
    phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
    aa raat rok le phir ho na jaaye sehar

    kyon takte hain ham baahar khadi fizaayen sard hain
    chubhati hain yeh dhadkan dil ki ragon mein phir se dard hain
    kitne fasaane tumhe hain sunane abhi toh mila hain waqt zara
    phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
    aa raat rok le phir ho na jaaye sehar
    phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
    aa raat rok le phir ho na jaaye sehar

    hain khushbu bhari dheemi si roshani charaag ki
    teri hi deewanagi tujhpe fida fida hain har khushi
    palkon se palken zara chhu ke dekh lo
    ismein hai kitna ashq bhara
    phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
    aa raat rok le phir ho na jaaye sehar
    phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
    aa raat rok le phir ho na jaaye sehar
    ek pal ke liye hi sahi ghadiya hamko mili makhmali pyar ki
    iss ek pal ko jee le zara
    yeh lamhe phir mile na mile kho jaane de sabhi duriya faasale
    aa dil mila le aur paas aa
    phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
    aa raat rok le phir ho na jaaye sehar
    phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
    aa raat rok le phir ho na jaaye sehar


Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •