Page 39 of 79 FirstFirst ... 29 35 36 37 38 39 40 41 42 43 49 ... LastLast
Results 761 to 780 of 1570

Thread: Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

  1. #761
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    nafrat ki duniya ko chhod ke khush rehna mere yaar


    nafrat ki duniya ko chhod ke
    pyaar ki duniya mein
    khush rehna mere yaar
    is jhoot ki nagri se tod ke
    naata jaa pyaare
    amar rahe tera pyaar ....
    khush rehna mere yaar ..


    These lines touch , dont they ?

    jab jaanwar koi insaan ko maare
    kehte hai duniya mein wehshi use saare
    ek jaanwar ki jaan aaj insaano ne li hai
    chup kyun hai sansaar ?
    khush rehna mere yaar ..



    bas aakhiri sun le
    yeh mel hai apna
    bas khatam ae saathi yeh khel hai apna
    ab yaad mein teri beet jaayenge ro ro ke
    jeevan ke din chaar

    nafrat ki duniya ko chhod ke
    pyaar ki duniya mein
    khush rehna mere yaar

  2. #762
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    gali gali maine yeh awaaj lagayi
    haaye re sune na koii meri yeh duhaai
    mere khilono mere yaaron
    aao mere saath pukaaro


    Aaya re khilone wala khel khilone le ke aaya re
    aaya re
    aaya re khilone wala khel khilone leke aaya re

    aao meri aankh ke taaron
    kahan gaye o mere pyaaro
    aaye re khilone wala , khel khilone leke aaya re ..


    shor kyun machati hai yeh barkha deewani
    barsa gahtaaon se laakhon man paani
    mere tarah tum kabhi roye o sawan ke najaron
    aaye re khilone wala .....


    bhari hai kaliyon se har baag ki daali
    meri to jholi mein do fool they khaali
    cheen liye woh bhi kaahe tune o beimaan baharon
    aaya re khilone wala ....



    dekho maine gudde ki shaadi hai rachaayi
    meri pyaari gudiaa ki baraat hai aayi
    gori chali baabul ke ghar se
    doli le aao kahaaron
    aaya re khilonewala ...

  3. #763
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Mile na phool to kaanton se dosti kar li
    Mile na phool to kaanton se dosti kar li
    isi tarah se basar , isi tarah se basar humne jindagi kar li ....
    mile na phool ...



    ab aage jo bhi ho anjaam
    dekha jayaega
    ab aage jo bhi ho anjaam
    dekha jayaega
    khuda taraash liya
    aur bandgi kar li ...
    mile na fool....


    najar mili bhi na thi aur unko dekh liya
    najar mili bhi na thi aur unko dekh liya
    jubaan khuli bhi na thi , aur baat bhi kar li .....
    mile na fool....



    woh jinko pyaar hai chaadi se
    ishq sone se
    wohi kahenge kabhi , humne khudkhushi kar li ...
    mile na fool to ...

  4. #764
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    kabhi sochta hun
    ki main kuch kahoon
    kabhi sochta hun
    ki main chup rahoon


    aadmi jo kehta hai
    aadmi jo sunta hai
    jindagi bhar woh sadaayein
    peecha karti hai
    aadmi jo kehta hai
    aadmi jo sunta hai
    jindagi bhar woh sadaayein
    peecha karti hai

    aadmi jo deta hai
    aadmi jo leta hai
    jindagi bhar woh duaayein peecha karti hain .....




    koi bhi ho har khwaab to sacha nahi hota
    bahut jyaada pyaar bhi acha nahi hota

    kabhi daaman chudaana ho , to mushkil ho
    pyaar ke rishte toote to , pyaar ke raste choote to
    raaste mein fir wafaayein peecha karti hain

    aadmi jo kehta hai
    aadmi jo sunta hai
    jindagi bhar woh sadaayein
    peecha karti hai




    kabhi kabhi man dhoop ke kaaran tarasta hai
    kabhi kabhi fir jhoom ke saawan barasta hai
    palak jhapke yahaan mausam badal jaaye
    pyaas kabhi mitti nahi
    ek boond bhi milti nahi
    aur kabhi rimjhim ghataayein peecha karti hain

    aadmi jo kehta hai
    aadmi jo sunta hai
    jindagi bhar woh sadaayein
    peecha karti hai


    aadmi jo deta hai
    aadmi jo leta hai
    jindagi bhar woh duaayein peecha karti hain .....




  5. #765
    Email Verification Pending
    Login to view details.

    Another favo ...

    http://www.youtube.com/watch?v=MMp8dmFXlgI


    Chaand ko kyaa maaloom
    chahta hai use koi chakor
    woh bechaara door se dekhe
    kare na koi shor ..hoo....
    chaand ko kyaa maaloom
    chahta hai use koi chakor


    door se dekhe aur lalchaaye
    pyaar najar ki badhti jaaye
    badhti jaaye
    badli kyaa jaane hai , paagal kis ke man ka mor
    hoo....
    Chaand ko kyaa maaloom
    chahta hai use koi chakor.....



    saath chale toh saath nibhaana
    mere saathi bhool naa jaana
    maine tumhare haath mein de di apni jeevan dor
    hoo.. chaand ko kya maaloom , chahta hai use koi chakor ..

  6. #766
    Quote Originally Posted by anilsinghd View Post
    http://www.youtube.com/watch?v=MMp8dmFXlgI


    Chaand ko kyaa maaloom
    chahta hai use koi chakor
    woh bechaara door se dekhe
    kare na koi shor ..hoo....
    </p>
    ANil all the songs are superb... mine favs too.... now NC gonna complain again.. yu didnt give film names for her.... hey .. cudnt yu make out the difference between Rathee n Chaudhary.... chalo der aaye durust aaye..pata to chal gaya...
    Keep Believing in Yourself and Your Dreams

  7. #767

    Chandan sa badan

    Neelam ji Saraswati Chander film ka ye song bhi bahut madhur aur lokpriya tha:

    I believe, Mukesh's version was more popular than Lata Mangeshkar's



    Hindi Song Title: Chandan sa badan
    Hindi Movie/Album Name: SARASWATI CHANDRA
    Singer(s): LATA MANGESHKAR


    Hindi Lyrics:

    chandan saa badan chanchal chitawan
    dheere se teraa ye musakaanaa
    muze dosh naa denaa jagawaalon
    ho jaaye agar dil deewaanaa

    ye wishaal nayan jaise neel gagan
    panchhee kee tarah kho jaaoo main
    sirahaanaa jo ho teree baahon kaa
    angaaro pe so jaaoo mai
    meraa bairaagee man dol gayaa
    dekhee jo adaa teree mastaanaa

    tan bhee sundar, man bhee sundar
    too sundarataa kee murat hai
    kisee aaur ko shaayad kam hogee
    muze teree bahot jarurat hai
    pahale bhee bahot dil tarasaa hai
    too aaur naa dil ko tarasaanaa


    Hindi Song Title: Chandan sa badan (male)
    Hindi Movie/Album Name: SARASWATI CHANDRA
    Singer(s): MUKESH


    Hindi Lyrics:

    chandan saa badan chanchal chitawan
    dheere se teraa ye musakaanaa
    muze dosh naa denaa jagawaalon
    ho jaaoo agar main deewaanaa

    ye kaam kamaan bhawe teree
    palako ke kinaare kajaraare
    maathepar sindooree suraj
    hothhon pe dahakate angaare
    saayaa bhee jo teraa pad jaaye
    aabaad ho dil kaa wiraanaa

    tan bhee sundar, man bhee sundar
    too sundarataa kee murat hai
    kisee aaur ko shaayad kam hogee
    muze teree bahot jarurat hai
    pahale bhee bahot dil tarasaa hai
    too aaur naa dil ko tarasaanaa

    http://www.youtube.com/watch?v=K_dTI_GI-DE

  8. #768
    pyar gul aur Bulbul sa karna!




    Now the Ultimate romantic song and nothing can be more melodious than this:





    Track: Ek Tha Gul Aur Ek Thi Bul Bul
    No album artwork found
    Album: JAB JAB PHOOL KHILE
    Artist: MOHD. RAFI



    ek thaa gul aur ek thee bulbul donon chaman mein rahate the
    hai ye kahaanee bilkul sachchee, mere naanaa kahate the

    bulbul kuchh aise gaatee thee
    aise gaatee thee
    aise gaatee thee
    nanda-kaise gaatee thee
    bulbul kuchh aise gaatee thee,
    jaise tum baatein karatee ho
    wo gul aise sharamaataa thaa,
    aise sharamaataa thaa
    aise sharamaataa thaa
    nanda-kaise sharamaataa thaa
    wo gul aise sharamaataa thaa
    jaise main ghabaraa jaataa hoo
    bulbul ko maaloom naheen thaa,
    gul aise kyon sharamaataa thaa
    wo kyaa jaane usakaa nagmaa,
    gul ke dil ko dhadakaataa thaa
    dil ke bhed naa aate lab pe, ye dil mein hee rahate the

    lekin aakhir dil kee baate
    aise kitane din chhoopatee hain
    ye wo kaliyaan hain jo ek din
    bas kaante ban ke chubhatee hain
    ek din jaan liyaa bulbul ne,
    wo gul us kaa diwaanaa hai
    tum ko pasand aayaa ho to boloo,
    phir aage jo afasaanaa hai
    nanda-bolo na chup kyon ho gaye
    ek duje kaa ho jaane par, wo donon majaboor huye
    un dono ke pyaar ke kisse, gulashan mein mashahoor huye
    saath jiyenge, saath marenge, wo dono ye kahate the

    nanda-phir kya hua
    phir ek din kee baat sunaaoo,
    ek sayyaad chaman mein aayaa
    le gayaa wo bulbul ko pakad ke,
    aur diwaanaa gul murjhaayaa
    shaayar log bayaan karate hain,
    aise unkee judaayee kee baatein
    gaate the ye geet wo donon,
    saiyyaa beenaa naheen katatee raate
    mast bahaaron kaa mausam thaa,
    aankh se aansoo bahate the

    aatee thee aawaaj humeshaa,
    ye jhilmil jhilmil taaron se
    jisakaa naam mohabbat hai wo
    kab rukatee hain diwaaron se
    ek din aah gul-o-bulbul kee
    us pinjare se jaa takaraayee
    tootaa pinjaraa, chhootaa kaidee,
    detaa rahaa saiyyaad duhaayee
    rok sake naa usko milake, saaraa zamaanaa, saaree khudaayee
    gul saajan ko geet sunaane, bulbul baag mein waapas aayee
    Nanda-raja bahut achchhi kahanee hai
    yaad sadaa rakhanaa ye kahaanee, chaahe jeenaa, chaahe maranaa
    tum bhee kisee se pyaar karo to, pyaar gula-o-bulabul saa karanaa



    http://www.youtube.com/watch?v=7GGp5koxH3c




    Cheers!
    Last edited by spdeshwal; August 24th, 2008 at 05:52 PM.

  9. #769
    Yes Deshwal Sir, Old songs had magic, which still possesses...yea Mukesh version was more popular..still sung by many...N jab jab phool khile had refreshing music,,, be it "pardesion se na ankhiyan milana"...Or the ever so romantic... "Ye sama, sama hai ye pyaar ka"n "yahan main ajnabee hun" was so full of emotions.
    Keep Believing in Yourself and Your Dreams

  10. #770
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Quote Originally Posted by neels View Post
    </p>
    ANil all the songs are superb... mine favs too.... now NC gonna complain again.. yu didnt give film names for her.... hey .. cudnt yu make out the difference between Rathee n Chaudhary.... chalo der aaye durust aaye..pata to chal gaya...

    Sorry Neelam Ji , was busy like anything , so did not spend any quality time ! And thats where the error rate jumps up.

    Movie ka naam to nahi pata , but yes anybody needs help in finding the link , most welcome , though mys sourge is google.

  11. #771
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Not sure if this one is posted or not ( suspect Maniisha to have done this at some point of time )

    Chand lamhaat ke waaste hi sahi
    muskura kar mili thi mujhe jindagi
    teri aagosh mein din they mere kate
    teri baahon mein thi meri raatein katein ..

    aaj bhi jab woh pal mujhko yaad aate hain
    dil se saare gamon ko bhula jaate hain
    dard mein bhi yeh lab muskura jaate hain
    beete lamhein humein jab bhi yaad aate hain ...


    kabhi neela neela aasmaan tha in raaston par
    teri ek haseen ke main badle main de doon jahaan bhar
    khoya sa rehta main teri aankhon mein raat bhar
    teri aagosh mein din they mere kate
    teri baahon mein thi meri raatein katein ..

    aaj bhi jab woh pal mujhko yaad aate hain
    dil se saare gamon ko bhula jaate hain
    dard mein bhi yeh lab muskura jaate hain
    beete lamhein humein jab bhi yaad aate hain ...


    mere kaandhe pe sir ko jhukana tera
    mere seene mein khud ko chupana tera
    aake meri panaahon mein shaam-o-sehar
    kaansh ki tarha woh toot jaana tera

    aaj bhi jab woh manjar najar aate hain
    dil se veeraaniyon ko mitaa jaate hain
    dard mein bhi yeh lab muskura jaate hain
    beete lamhein humein jab bhi yaad aate hain ...

    dard mein .... beete lamhe ....

  12. The Following User Says Thank You to anilsinghd For This Useful Post:

    kamnanadar (February 18th, 2012)

  13. #772

    Smile

    Quote Originally Posted by choudharyneelam View Post
    Warm Welcome to u Mr. Sandeep!!

    ur first choice of song is quite good and meaningful....i liked it....but could u pls mention from where u picked it up (i mean the movie's name)

    Anil, u also pls don't forget to provide the movie's name along with the lyrics so that it becomes easy for me to find the one i want to listen.

    Dear Neelam, song....Aisi bhi baatein hoti hain....is too good

    Thanks and Regards!!
    Neelam

    Thanx a lot, i will keep in mind to mention name of the movie by next time. Bye the way Name of the film is "SARASWATI CHANDRA".

    Warm Regards
    Sandy

  14. #773

    Thumbs up All Great Choices (best is...ofcourse the patriotic)

    this time u pooled up the place with all those songs which my lovely papa use to sing for us at any leisure time....so this time i don't require any link for all the above songs in continuity (except the recent one, i.e. Imraan Hashmi's Chand Lamhat Ke Vaaste....is one which i know about)

    another from my side.....(Song featured at Rekha)

    In aankhon ki masti ke
    Mastane hazaron hain
    In aankhon se babazta
    Afsaane hazaron hain
    In aankhon ki....

    Ek tum hi nahin tanha
    Ulfat mein meri ruswa
    Iss shehar mein tum jaise
    Deewane hazaron hain
    In aankhon ki....

    Ek sirf humi main to
    Aankhon se pilaate hain
    Kahne ko to duniya mein
    Maikhane hazaron hain
    In aankhon ki....

    Iss shamme farozan ko
    Aandhi se daraate ho
    Iss shamme farozan ke
    Parvaane hazaron hain
    In aankhon ki....

    Thanks to Sweet Neelam (Rathee.....mentioning surname for clearing confusion :d) , Deshwal Sir and Mr. Sandeep for looking forward for the asked concern.

    Share n Enjoy!!
    Neelam Choudhary

  15. #774
    Sukh dukh ke hum saathi hain ye waada hai...
    Apna jo bhi kuchh hai aadha aadha hai...

    Jo ye sachcha waada hai ki sab kuchh aadha aadha hai...
    To Rani MAA se mujhko bhi mamta mil jaaye thodi...

    O.....hoho...... .O......hoho

    Saat ajube is duniya me aathwi apni jodi...
    Are tode se bhai tute na ye dharam veer ki jodi...
    O....hoho......O....hoho


    Dharam Veer
    Kal Soni max pe dekhi
    Attached Thumbnails Attached Thumbnails Click image for larger version. 

Name:	17061-large.jpg 
Views:	13 
Size:	12.7 KB 
ID:	2959  
    Last edited by crsnadar; August 26th, 2008 at 06:25 PM.
    FIGHT FOR A BRIGHTER INDIA

  16. #775

    Smile another evergreen song

    Quote Originally Posted by crsnadar View Post
    Sukh dukh ke hum saathi hain ye waada hai...
    Apna jo bhi kuchh hai aadha aadha hai...

    Dharam Veer
    nice song it is ....and good to see that u also mentioned the movie's name otherwise again i'll be left with my searching lens :D

    my next fav. song which automatically makes us sing the same during any complex situation

    sochna kya jo bhi hoga dekha jaayega
    kal ke liye aaj ko na khona
    aaj ye na kal aayega.....

    from movie....Ghayal

  17. #776
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Lehron ki tarah yaadein
    dil se takraati hain
    tufaan uthaati hain
    lehron ki taah yaadein ....



    Kismat mein hai ghor andhere
    raatein sulagti , dhoondle savere
    Lehron ki tarah yaadein
    dil se takraati hain .....


    takte takte , sooni raahein
    pathra gayi hain ab to nigaahein
    Lehron ki tarah yaadein
    dil se takraati hain.....

    barson se dil pe bojh uthaaye
    dhoond raha hun pyaar ke saaye
    Lehron ki tarah yaadein
    dil se takraati hain ...

  18. #777

    Unhappy

    Quote Originally Posted by anilsinghd View Post
    Lehron ki tarah yaadein
    dil se takraati hain
    tufaan uthaati hain
    lehron ki taah yaadein ....
    now this is the ultimate way u find either to involve someone in searching activities or irritate the same if not helped out ....very bad!!

    rone wale smiley ka option nahin hai yahan (

  19. #778

    Smile Lata Mangeshkar

    Dil to hain dil dil kaa aitbaar kyaa kije
    aa gayaa jo kisee pe pyaar kyaa kije

    Yaadon mein teree khoyee, raaton ko main naa soyee
    haalat ye mere dil kee jaane naa jaane koee
    baraso hain tarasee aankhe, jaagee hain pyaasee raate
    aayee hain aate aate, hothhon pe dil kee baate
    pyaar mein tere, dil kaa mere kuchh bhee ho anjaam
    bekaraaree mein hain karaar kyaa kije

    Chhaye hain man pe mere, madahosh nainaa tere
    ghere hain tan ko mere teree baahon ke ghere
    dooree sahee naa jaaye, chain kahee naa aaye
    chalanaa hain ab to teree palakon ke saaye saaye
    bas naa chale re, shaam sawere le ke teraa naam
    dil dhadakataa hain baar baar kyaa kije

    “Excellence is not a skill. It is an attitude.”


    Best Regards,
    Maniisha


  20. #779
    yeh song achha music bhi achha lekin aitbaar na kro hahahah:boxing


    Quote Originally Posted by maniisha View Post
    Dil to hain dil dil kaa aitbaar kyaa kije
    aa gayaa jo kisee pe pyaar kyaa kije

    Yaadon mein teree khoyee, raaton ko main naa soyee
    haalat ye mere dil kee jaane naa jaane koee
    baraso hain tarasee aankhe, jaagee hain pyaasee raate
    aayee hain aate aate, hothhon pe dil kee baate
    pyaar mein tere, dil kaa mere kuchh bhee ho anjaam
    bekaraaree mein hain karaar kyaa kije

    Chhaye hain man pe mere, madahosh nainaa tere
    ghere hain tan ko mere teree baahon ke ghere
    dooree sahee naa jaaye, chain kahee naa aaye
    chalanaa hain ab to teree palakon ke saaye saaye
    bas naa chale re, shaam sawere le ke teraa naam
    dil dhadakataa hain baar baar kyaa kije


  21. #780
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Quote Originally Posted by choudharyneelam View Post
    now this is the ultimate way u find either to involve someone in searching activities or irritate the same if not helped out ....very bad!!

    rone wale smiley ka option nahin hai yahan (


    Apologies!



    There is a famous kind of a kiddish line about Engineers thats google is their god. Myself personally believe , the better query you submit to google , the better the result.

    Though this one was pretty easy :

    On google you type :

    "" Lehron ki tarah yaadein youtube "" and u get the first result which has the song !!!

    Heres the link anyways : http://www.youtube.com/watch?v=PH_iK...eature=related


    Googlebot ( the Web Crawler behind google ) is brilliant.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •