Pati ne patni ko thapad (Slap) mara to patni rone lagi.pati ko laga ke ye to galat ho gaya so wo bola dekho darling jab koi kisi se bahut pyar karta hein na to thapad bhi maar deta hein. Itna sunte hi patni do(two) kas ke thapad maare aur boli darling mein bhi tumse double pyaar karti hu.