PDA

View Full Version : london ki galli



downtoearth
January 30th, 2006, 03:48 PM
there r sm rare lines of harivansh rai...............
# ye mana meiney key khuda nahi mil sakta hai
london ki dhanjauwan {wealthy} garvilli galiyoon mein
ye manna key uskaa khayal nahi aa sakta hai
paris ki rasmay ratoon ki rangraliyoon mein

## jo shayar ko hai shaan -ey khuda
ussme tumko shaaitani gaurakh dhandha dikhlayee deta hai
sheakh ,bhullwa do unkoo jo bholley hain
par sheakh tumney kuch aaisa golmal kar rakha hai
khudd ,apney gharr mein nahi khuda ka raj milaa
mainey kabbey ka hazz kar key bhi dekh liya

harivansh rai bachhan.......

devdahiya
January 30th, 2006, 05:50 PM
Bhai Rupi iss kavi ka jawaab nahin...........Real thinker and a great human being. Mainey Kabbey ka bi Hajj.................Wonderful stuff. Thanks for sharing.