PDA

View Full Version : Jato ka Itihas, Kavita

desijat
April 3rd, 2006, 10:04 PM
baat jato ki hori se te mari bhi ek baat sunlo
Jaat koi jat si na, chahe sari duniya phir lo

Jat the nikle shiv ki jatta se banke aaye aryan, ab inki kya misaal
jato ne thama duniya ko banke ek duniya ki dhaal

Wo jat(Khokhar) hi the jinhone mar ghazni ku kari elane jang
Wo jat hi the jinhone apne khoon se swtantrata sangram ka badla rang

Jat akeli aisi komm jiste angrez bhi the kaampe
*Martial race* kaa naam deke susre desh chorh ke bhage

Pher aayee pakistanio ki bari 65 71 mein unhe khoob majjaya chakaya
itna pittya itna pittya, chatti kaa doodh yaad dilaya

Jato ne ek jut hoke Charan singh ko pradhan mantri banwaya
ar pher ek jut hoke Kisan ghat ka nirman karaya

Wo ek Jat hi tha jisne Angrezo ki gulami ka jawab fiya
Kapil ne jake England mein World Cup Apne naam kiya

Fir samay wo aaya jab Bhartiya team mein sirf jat hi jat nazar aaye
Nehra, Sehwag, Sidhu ar jane kitne duniya ke dil ku kitne bhaye

Filmo mein Dharmendar ne jato ka naam badhaya
jo na kar saka pahle koi, waisa kaam kar dikhaya

Mahendra Chaudhry ne fiji mein Pradhan mantri ban ke gade jhande
Dradh Nishchay aur sahas ke bal pe tod diye Speight ke Dande

Aaj bhi koi comm ye nahi kehti hum hai kya, sivay jato ke
aur shaan se kahe kyu na? sari duniya mein charche hai hamare thaatho ke

Proud to be born as a jat, prouder to live as a jat and will feel proudest to die as an unconquered Jat.

devdahiya
April 3rd, 2006, 10:15 PM

Wa bhai Vikkasse....aakhikar tera Kavi mann manya nahin.......? Ghanna sythhra likhya...arr badhhiya bhi likhya....lya appni kadd de ek thapthappi maar dyun...........Lagya reh nywein THEPPADDI SI PADDAN. Good stuff!

rkumar
April 3rd, 2006, 10:21 PM
o tere kiya kahne....

RK^2

desijat
April 4th, 2006, 04:06 AM
;) ;)
Wa bhai Vikkasse....aakhikar tera Kavi mann manya nahin.......? Ghanna sythhra likhya...arr badhhiya bhi likhya....lya appni kadd de ek thapthappi maar dyun...........Lagya reh nywein THEPPADDI SI PADDAN. Good stuff!
Jeevan Safal ho gaya aapkse tarif sunke ;)