PDA

View Full Version : the Jat did it again!

rajeshsindhu
November 25th, 2001, 02:29 PM
Bhai ek baar ek gaam mein ek uut saa Jat( Satbir Malik jisa!) tha. Usse gaam mein ek lala aur ek pandit bhi the. Ek din lala aur pandit katthe baethe the. Pandit bol-ya: bhai lala, yo jat meine kadde(never) apne ghar kheer ka nyotaa nahin detaa. Lala bol-ya: yo jat manne bhi dukaan mein kadde daandee(cheeting) nahin maaran detaa. Le aaj esne dono mil-ke baawlaa banaake loot-te hein. Dono ne plan banaa-ke Jat ko bulaaya. Bulaa-ke bole: "bhai jat aaj ek khel khelte hein. hum teeno baari baari se ek jhooth(lie) bolne ki koshish karenge. aur dono mein se jo usne jhooth maan legaa wo 100 rupi-ye degaa jhoot bolne waale ko.jiskaa jhooth baaki dono ne maan liyaa( i.e. the other two agree that it's a lie) to bhai us jhooth bolne waale ko 200 rupi-ye milengi, baaki dono se- 100 100 harek se. aur bhai jhoot saach kaa eemaandari se pheslaa karenge". Jat bol-ya theek se.
To bahi, pahle pandit ki baari. Pandit bolya, " bhai kal raat ne mere sapne mein bhagwaan aaye aur nu bole mein esh dharti pe awtaar lene aa gayaa hun. Kalyug ne thore se din mein khatam kar dungaa. pher satyug aawegaa. Jo koi be-emaani karegaa wo narak mein jaagaa." Lala phtaak se di ne balya "jhoot .. jhoot". jat bol-ya "bahi yaa te sach bhi ho sak-a se". To bhai lala ne pandit ko 100 rupiye de diye.
Eb lala ki baari aayi; lala bol-ya: "bahi barson pahale( long ago) ek baar mere dada ke dada ke ghar mein totta aag-ya. Mere pad-dada ke sapne mein lakhsmi aayi aur 100 kilo sonna(gold) de gayi; mere pad-dada ne wo saara sonna gaam mein baant(give away) diyaa". Pandit phtaak se di ne bol-ya "jhoot, jhoot". Par Jat bolyaa "naa bhai, yaa bhi sach baat ho saka-e se. Main esne jhoot nahin maanta". Pandit ne 100 rupiye lala te waapish de diye.
Phir aai Jat ki baari. Jat bolya : "Bhai barso pahle, ek baar sukkhaa(drought) pad gayaa. Khet mein paani ke binaa kheti sookh rahi thee. Te mere pad-dada ne ek trika nikaala; wo ro-h-j ( daily) nahaane ke baad apni dhoti ko khet mein nichod(wring) deta aur esh tariyaan poore khet mein paani de diyaa". Dono, lala aur pandit, bole bhai yaa te sach baat ho saka-e sae. Jat ne sochi ki eesi saphed jhoot ne bhi ye dono saachi kah rahe saen, kuchh garbad se. Wo bolya: "theek se bhai, chalo doosraa round suroo karte hain. ees baar meri pahle baari". Jat bolya: " bhai ek baar mere dada ke time pe hum teeno ke dada achchhe yaari the. Ek din wo teeno sehar( city) mein chale gaye. Wahaan tum dono ke dada ke paise chori ho gaye; aur mere dada ne tum dono ke dada ko 100 100 rupiye udhaar diye the. Aur wo 100 rupiye thare dada ne mere dada ko marte time tak waapish nahin kare the. Mere dada ne marte time mere te nu kahi thi ki mein wo udhaar tum dono se le-lun. To bhai eeb time aa gayaa se len-ka".
(Bechare lala aur pandit ke paas 100 100 rupiye dene ki siwaaye koi chara nahin tha!!!!).

cheers!!
--Sindhu

bhatura
November 27th, 2001, 07:05 AM
bai bhot baria.

rathee
November 27th, 2001, 11:12 AM
bhai rajesh ghana suthra kissa tha...main isne kissa isliyan kahun sun ke yo saach bhi ho sake hai...!!!! ha ha ha....

bhai girish jatland.com mein sabki taraf te main tera ghana swagat karun sun, er ih naam ka laadu bhi kha lyunga....eeb bhai pakke group ein shamil hone ki lhiyan koye chutkula bhej de tawla sa....

satyeshwar
December 28th, 2001, 10:14 AM
Lala aur Pandit apne aap ne ghane hoshiyar samjhen the! Accha sabak sikhaya!

rajeshrathee
May 27th, 2005, 10:18 PM
bahut badhia

dchhill
May 27th, 2005, 10:26 PM
Ghana dimaag laga rakhya se

misguidedyouth
May 28th, 2005, 12:52 AM
good one........ keep it up.... u r welcome with more of this kinda jokes

malikmca
May 28th, 2005, 02:31 PM
" bhai ek baar mere dada ke time pe hum teeno ke dada achchhe yaari the. Ek din wo teeno sehar( city) mein chale gaye. Wahaan tum dono ke dada ke paise chori ho gaye; aur mere dada ne tum dono ke dada ko 100 100 rupiye udhaar diye the. Aur wo 100 rupiye thare dada ne mere dada ko marte time tak waapish nahin kare the. Mere dada ne marte time mere te nu kahi thi ki mein wo udhaar tum dono se le-lun. To bhai eeb time aa gayaa se len-ka".
:eek: :eek: :D :D bahoot badhiya bhai....mja aa gya....

dhankharbharat
May 31st, 2005, 12:27 PM
Bhai ek baar ek gaam mein ek uut saa Jat( Satbir Malik jisa!) tha. Usse gaam mein ek lala aur ek pandit bhi the. Ek din lala aur pandit katthe baethe the. Pandit bol-ya: bhai lala, yo jat meine kadde(never) apne ghar kheer ka nyotaa nahin detaa. Lala bol-ya: yo jat manne bhi dukaan mein kadde daandee(cheeting) nahin maaran detaa. Le aaj esne dono mil-ke baawlaa banaake loot-te hein. Dono ne plan banaa-ke Jat ko bulaaya. Bulaa-ke bole: "bhai jat aaj ek khel khelte hein. hum teeno baari baari se ek jhooth(lie) bolne ki koshish karenge. aur dono mein se jo usne jhooth maan legaa wo 100 rupi-ye degaa jhoot bolne waale ko.jiskaa jhooth baaki dono ne maan liyaa( i.e. the other two agree that it's a lie) to bhai us jhooth bolne waale ko 200 rupi-ye milengi, baaki dono se- 100 100 harek se. aur bhai jhoot saach kaa eemaandari se pheslaa karenge". Jat bol-ya theek se.
To bahi, pahle pandit ki baari. Pandit bolya, " bhai kal raat ne mere sapne mein bhagwaan aaye aur nu bole mein esh dharti pe awtaar lene aa gayaa hun. Kalyug ne thore se din mein khatam kar dungaa. pher satyug aawegaa. Jo koi be-emaani karegaa wo narak mein jaagaa." Lala phtaak se di ne balya "jhoot .. jhoot". jat bol-ya "bahi yaa te sach bhi ho sak-a se". To bhai lala ne pandit ko 100 rupiye de diye.
Eb lala ki baari aayi; lala bol-ya: "bahi barson pahale( long ago) ek baar mere dada ke dada ke ghar mein totta aag-ya. Mere pad-dada ke sapne mein lakhsmi aayi aur 100 kilo sonna(gold) de gayi; mere pad-dada ne wo saara sonna gaam mein baant(give away) diyaa". Pandit phtaak se di ne bol-ya "jhoot, jhoot". Par Jat bolyaa "naa bhai, yaa bhi sach baat ho saka-e se. Main esne jhoot nahin maanta". Pandit ne 100 rupiye lala te waapish de diye.
Phir aai Jat ki baari. Jat bolya : "Bhai barso pahle, ek baar sukkhaa(drought) pad gayaa. Khet mein paani ke binaa kheti sookh rahi thee. Te mere pad-dada ne ek trika nikaala; wo ro-h-j ( daily) nahaane ke baad apni dhoti ko khet mein nichod(wring) deta aur esh tariyaan poore khet mein paani de diyaa". Dono, lala aur pandit, bole bhai yaa te sach baat ho saka-e sae. Jat ne sochi ki eesi saphed jhoot ne bhi ye dono saachi kah rahe saen, kuchh garbad se. Wo bolya: "theek se bhai, chalo doosraa round suroo karte hain. ees baar meri pahle baari". Jat bolya: " bhai ek baar mere dada ke time pe hum teeno ke dada achchhe yaari the. Ek din wo teeno sehar( city) mein chale gaye. Wahaan tum dono ke dada ke paise chori ho gaye; aur mere dada ne tum dono ke dada ko 100 100 rupiye udhaar diye the. Aur wo 100 rupiye thare dada ne mere dada ko marte time tak waapish nahin kare the. Mere dada ne marte time mere te nu kahi thi ki mein wo udhaar tum dono se le-lun. To bhai eeb time aa gayaa se len-ka".
(Bechare lala aur pandit ke paas 100 100 rupiye dene ki siwaaye koi chara nahin tha!!!!).

cheers!!
--Sindhu
kasuta tha yo bhi

p_singhdelhi
May 31st, 2005, 01:17 PM

Good one this kissa shows that the Jats are the Trut bhuddhi (instant mind or spontanious) keep it up
LOL
parvinder