PDA

View Full Version : Ek Kavita - dedicated to all fathers, on this fathers-day



bnashier
June 15th, 2003, 11:02 PM
Kabhi kabhi sochata hu hoke bahut gambheer
Insan ko khud banani hoti hai apani takdeer
Kahan hum paida hue aur kahan akar khele
Bhai ye to yuhin hain duniya ke mele

Ae insan tu duniya mein achhe kam kar
Do din aage peechhe sabke paon jane hain pasar
Ye sab bandhan hein hamare he banae hue
Duniya se chale jana hai bina kisi ko sath liye

Apni atman ke liye khud ka na hona doshi
Koe bura bhi kare to kha lena Khamoshi
Tu kahe ko chhoti chhoti baton pe hai marta
Bas akhir mein tumhara ek Karam sahai karta

jaatni
June 15th, 2003, 11:24 PM
nice kavita...

sukhbirhooda
June 16th, 2003, 02:18 AM
Really Nice

Sukhbir Hooda

uday
June 16th, 2003, 09:32 AM
Bahut Badhiya ...
Budh Nashier (Jun 15, 2003 06:28 p.m.):
Kabhi kabhi sochata hu hoke bahut gambheer
Insan ko khud banani hoti hai apani takdeer
Kahan hum paida hue aur kahan akar khele
Bhai ye to yuhin hain duniya ke mele

Ae insan tu duniya mein achhe kam kar
Do din aage peechhe sabke paon jane hain pasar
Ye sab bandhan hein hamare he banae hue
Duniya se chale jana hai bina kisi ko sath liye

Apni atman ke liye khud ka na hona doshi
Koe bura bhi kare to kha lena Khamoshi
Tu kahe ko chhoti chhoti baton pe hai marta
Bas akhir mein tumhara ek Karam sahai karta

dahiya
June 16th, 2003, 09:35 AM
Very Nice, Sir.

rinu
June 16th, 2003, 10:06 AM
VeRy NiCe KaViTa.... Uncle Ji,




Regards,
RiNu

amar0974
June 16th, 2003, 11:06 AM
Ah!, Ati Aatmaya

sweet
June 16th, 2003, 02:14 PM
very nice & true.

regards,

take care,

luv ,
beta.

akdabas
June 16th, 2003, 06:34 PM
Very nice poem.....

ranjitjat
June 16th, 2003, 08:08 PM
Budh ji- very nice Kavita
Happy father day to all- poor helpless fathers.