PDA

View Full Version : Bhai Suresh please come back home



amitdahiya
April 30th, 2002, 07:51 PM
Our brother Suresh resident of Humour Forum Jatland. com now missing for several days. Fair complexioned proud nose always responds good naturedly and with humour . Last seen he was saying HaHaHaHa. Dear suresh all your brothers are missing you There will be no more fighting talk in this column or any where else.All the problems will be sorted to your complete satisfaction just come back we are all very worried. Suitable reward to any one providing information that helps to locate him and returns him to this page.
Your blood brothers

sphougat
May 1st, 2002, 02:12 AM
Dear Amit,

There are so many things, which I can not discuss openly. Anyway, can you e-mail and tell me about yourself.


With regards,

Suresh

rathee
May 3rd, 2002, 06:54 PM
bhai phoole kyun itna reejh rhya se...saare itna manan laag rhe sein tanne fer bhi tu nahin maan rhya !! ya koye baat nahin bani bhai...

amitdahiya
May 3rd, 2002, 11:56 PM
Bhai Pradeep is phoole kay kaantay ghanay seh or mehak kum seh, is khatir main nu soochu soo ki is ka naam ib Kaantay rakhna hi kammil paoga bhai


Pradeep Singh Rathee (May 03, 2002 09:24 a.m.):
bhai phoole kyun itna reejh rhya se...saare itna manan laag rhe sein tanne fer bhi tu nahin maan rhya !! ya koye baat nahin bani bhai...

amitdahiya
May 4th, 2002, 12:00 AM
Dear Suresh
One thing about the internet is clear to me that it is part of a new culture and global order based on transparency and openness. It is meant for all those things that open and uncopmplicated people can discuss easily. If there are too many things that cannot be discussed openly perhaps it is best not to discuss them at all.


Suresh Phougat (Apr 30, 2002 04:42 p.m.):
Dear Amit,

There are so many things, which I can not discuss openly. Anyway, can you e-mail and tell me about yourself.


With regards,

Suresh

sphougat
May 4th, 2002, 02:01 AM
.

Dear Amit & Pradeep,

Bhai ma kisi jat bhai se dur nahi hun. Mujhe pakka to yaad nahi, par shayyad 1965 ya phir 1971 ka war tha, india ki military, apni hi india ki military se kuch dino tak ladti rahi. badd ma pata laga ki ye communication gap tha. Anyway, bhai teek hai jab tak ye gap rahega aesi samasaya to aati hi rahengi. Aur bhai vichaar nahi milte to koi baat nahi. jat bhai to hain hi. han tumne mera nam kaante dhar ka meri toheen kar di. chor ka bhi standard hota hai. tum sull ne kanta kar rahe ho, kitna aanyaya hai. ek bhai phule kah hai. sikuda kahna chahiya tha. tamne mera standard bhi kam kar diya. chalo jat bhai ho koi baat nahi.
eb ma pichhle hafte se busy ho gaya hun aur shayyad itna time nahi de paunga. mere jitne latt marne hon, ek ba

amitdahiya
May 4th, 2002, 04:37 PM
Bhai Suresh

Teri 1971 war wali baat ghani kammil lagi bhai, agar sector ka bera ho to zaroor humnay bhi bataiye. Tu chhotta bhai seh maukay pay to mada kasoot bhi seh lekin tera hak seh ki hamaray khattir galat rai bhi rakh sakay seh. Lekin kaum kay prati hamari bhavna ko naapan ki koshish chhod day to bhai chara dekh khub phale ga aur phule ga. Baat theek seh na Phule chaal tu fool main Kaanta. I mean tu phule main kanta. Kay kamai karya seh bhai tu toe sareana chutti pay chutti maran lagra seh site tayteri gair hazri lagaon gay Bhai ,tauda lautiye, aur apna khyal rakhiye.


Suresh Phougat (May 03, 2002 08:29 p.m.):
.

Dear Amit & Pradeep,

Bhai ma kisi jat bhai se dur nahi hun. Mujhe pakka to yaad nahi, par shayyad 1965 ya phir 1971 ka war tha, india ki military, apni hi india ki military se kuch dino tak ladti rahi. badd ma pata laga ki ye communication gap tha. Anyway, bhai teek hai jab tak ye gap rahega aesi samasaya to aati hi rahengi. Aur bhai vichaar nahi milte to koi baat nahi. jat bhai to hain hi. han tumne mera nam kaante dhar ka meri toheen kar di. chor ka bhi standard hota hai. tum sull ne kanta kar rahe ho, kitna aanyaya hai. ek bhai phule kah hai. sikuda kahna chahiya tha. tamne mera standard bhi kam kar diya. chalo jat bhai ho koi baat nahi.
eb ma pichhle hafte se busy ho gaya hun aur shayyad itna time nahi de paunga. mere jitne latt marne hon, ek ba

sphougat
May 5th, 2002, 05:42 AM
Bhai Amit,

Chinta mat kariye bhai. Jindagi ma ye to chalta hi rahta hai. Bhool chook leni deni. Aur dhire dhire sab ekatte hoker, phir se mehfil jamaenge. bolo krishan bhagwan ki jai.


Suresh

rathee
May 6th, 2002, 12:56 PM
bhaiyon jatan ki sabte badi taakat er khasiyat ya se ke jo bolna ho munh pe bol diya...kam te kam paachhe te to gal na bakte, latth marna ho chahe kise baat pe khurkana ho jo bhi karna ho kati khulle mein karen sein...

to ya mhaari taakat se is te bura manan ki bajaye iski tareef er izzat karni chahiye...!!!