PDA

View Full Version : Zada nahi bola karte

guliya
May 8th, 2002, 11:53 AM
Ek bar ek jat naya naya byahya tha. Apni sasural gaya shadi ke bad pehli bar.
Jat ne ghana bolne ki aadat thi, wa te chup na raha jaye tha.
Sare din bolta raha. Jat ke saas bhi kuch kam nahi thi, woh bhi sara din befazool ki bate karti rahi.
sham tak jab saas jat se pareshan ho gayi. kyoki jat saas se bhi zada bol raha tha
tab saas boli " beta sasural me zada nahi bola karte"
is par jat phat desi bola" tu kya bua ke aa rahi hai, teri bhi to sasural hai yeh"

scsheorayan
May 9th, 2002, 06:44 AM
That is a good one. Keep them coming

scsheorayan
May 9th, 2002, 06:44 AM
That is a good one. Keep them coming

rsdalal
May 9th, 2002, 06:37 PM
JAT Andy thaa.
Bhot badhiya thaa bhia, Lagya rah, aur aan de ise ise te.

rathee
May 14th, 2002, 03:37 PM
bhai rohit tanne te saasu ki kati kattar si bakher di...nyun ke chaala paad diya...!!

guliya
May 14th, 2002, 03:55 PM
sasu, susra, samdhan, gaon, khet,tau sab ke upar chutkule dab rakhe hai mene, aur aane donga bhaiyo

rathee
May 14th, 2002, 03:57 PM
bahut badhiya chhore sahaj sahaj aan de saaryan ne...

sunitarawat
May 29th, 2002, 04:49 PM
kasoota tha bhae yo to

rajbal_bsf
June 3rd, 2002, 10:53 AM
are yo to khunta sa gaad diya tenne... ese ese khunte gaad ta rah

Rohit Guliya (May 08, 2002 02:23 a.m.):