PDA

View Full Version : ek nazar idhar bhi....



nainsandeep
July 2nd, 2003, 12:42 PM
chal padein hain kamar kas ab hum manzil ki aur!
raah mein kuch bhi aaye nahin karnaa hamein us par gaur!

mushkilen chahe jitni bhi hon ab hamaari raah mein!
ruknaa nahin, bas chalte jaana hai hamein manzil ki chah mein
khete jaayenge hum naav ko, jab talak nahin pahunch jaate us chor
raah mein ab kuch bhi aaye nahin karnaa hamein us par gaur!!

jo na kiya ab talak kisine hum woh karke dikhlaayenge
duniya waale jab dekhenge malte haath rah jaayenge!
daalenge cheer hum toofan ko agar dikhaya apnaa zor!
raah mein ab kuch bhi aaye nahin karna hamein us par gaur!!

====
nain's
====

uday
July 2nd, 2003, 01:21 PM
good one

akdabas
July 2nd, 2003, 08:10 PM
Badhiya............

jaatni
July 3rd, 2003, 12:18 AM
nice...

ashokpaul
July 3rd, 2003, 11:41 AM
Sandeep Singh Nain (Jul 02, 2003 03:12 a.m.):
chal padein hain kamar kas ab hum manzil ki aur!
raah mein kuch bhi aaye nahin karnaa hamein us par gaur!

mushkilen chahe jitni bhi hon ab hamaari raah mein!
ruknaa nahin, bas chalte jaana hai hamein manzil ki chah mein
khete jaayenge hum naav ko, jab talak nahin pahunch jaate us chor
raah mein ab kuch bhi aaye nahin karnaa hamein us par gaur!!

jo na kiya ab talak kisine hum woh karke dikhlaayenge
duniya waale jab dekhenge malte haath rah jaayenge!
daalenge cheer hum toofan ko agar dikhaya apnaa zor!
raah mein ab kuch bhi aaye nahin karna hamein us par gaur!!

====
nain's
====

sorry to differ
it may be like this:
chal padein hain kamar kas ab hum manzil ki aur!
raah mein kuch bhi aaye karnaa hamein hai us par gaur!
sath use leke hamein shuru karna hai naya daur!

mushkilen chahe jitni bhi hon ab hamaari raah mein!
ruknaa nahin, bas chalte jaana hai hamein manzil ki chah mein
khete jaayenge hum naav ko, jab talak nahin pahunch jaate us chor
raah mein ab kuch bhi aaye nahin karnaa hamein us par gaur!!

jo na kiya ab talak kisine hum woh karke dikhlaayenge
duniya waale jab dekhenge sath hamare woh apni rah milaayenge!
daalenge cheer hum toofan ko agar dikhaya apnaa zor!
raah mein ab kuch bhi aaye nahin karna hamein us par gaur!!

nainsandeep
July 3rd, 2003, 07:57 PM
ahok bhai
thanx for rectifying my mistake.
actually in the line " raah mein kuch bhi aaye" i'm refering "kuch" to 'Mushkil' and 'rukaawat' or the things which "mislead u from ur path" and one can't take along such things to reach his destination.
but i appreciate ur help
thanks
sandeep