PDA

View Full Version : Sher-o-shayari



rinu
July 7th, 2003, 08:56 PM
Ishq Ne Insaan Ko Kya Se Kya Bana Diya,
Mumtaz Kamal Ka Phool Tak Na Utha Saki,
Shahjahan Ne Uske Liye Taj Mahal Bana
Diya......

Mein hu yahan,tu hai wahan,
lifebuoy hai jahan,thandoorusti hai wahan

ghum woh cheez hai,ghum woh cheez hai,
jisse kagaz chipkaye jaate hai.

Maine tujhse pyaar kiya, tere baap ne mujhe peeta,
tan ki shakti, man ki shakthi bournvita.

Door se dekha tho sher tha,
door se dekha tho sher tha
is leye paas gaya nahi.

Panchi aasmaan mein ud rahe hai, flutter flutter flutter
panchi aasmaan mein ud rahe hai, flutter flutter flutter
tho udne do.

Door se dekha tho baarish gir raha tha,
door se dekha tho baarish gir raha tha
paas gaya tho bheeg gaya.

ajaynehra
July 7th, 2003, 09:37 PM
Wah wah wah wah...Wah wah wah wahWah wah wah wahWah wah wah wahWah wah wah wahWah wah wah wahWah wah wah wahWah wah wah wahWah wah wah wahWah wah wah wahWah wah wah wahWah wah wah wahWah wah wah wah


Great



ajay nehra

yvsgaawar
July 8th, 2003, 01:39 AM
hahaha, It's like:

"BAKRE NAI MAARA HAI BAKRI KOU SEENG"
wah wah wah wah
"BAKRE NAI MAARA HAI..BAKRI KOU SEENG"
wah wah wah wah
"AB BAKRI BHI MAAREGI BAKRE KOU SEENG"

neena
July 8th, 2003, 08:48 PM
Rinu Singh (Jul 07, 2003 11:26 a.m.):
Ishq Ne Insaan Ko Kya Se Kya Bana Diya,
Mumtaz Kamal Ka Phool Tak Na Utha Saki,
Shahjahan Ne Uske Liye Taj Mahal Bana
Diya......

Mein hu yahan,tu hai wahan,
lifebuoy hai jahan,thandoorusti hai wahan

ghum woh cheez hai,ghum woh cheez hai,
jisse kagaz chipkaye jaate hai.

Maine tujhse pyaar kiya, tere baap ne mujhe peeta,
tan ki shakti, man ki shakthi bournvita.

Door se dekha tho sher tha,
door se dekha tho sher tha
is leye paas gaya nahi.

Panchi aasmaan mein ud rahe hai, flutter flutter flutter
panchi aasmaan mein ud rahe hai, flutter flutter flutter
tho udne do.

Door se dekha tho baarish gir raha tha,
door se dekha tho baarish gir raha tha
paas gaya tho bheeg gaya.

ajaynehra
July 8th, 2003, 09:10 PM
chota sa contribution meri taraf se bhi - nazm by adeel

<%

Manzilon ke nishaan yunh naa dikhai denge
paanv ke chhale hi manzil ki gawaahi denge..

roz-2 milne se kuch qadr-o-keemat nahin rehti
kar yaqeen warna tere ehbaab dikhaa hi denge..

dushmani ki mere muqabil koi jagah hi nahin
kuch saza de naa dein, nazron ki gira hi denge..

andaaz unka ajab hai tanhai mein "adeel"
naam likh kar tera hatheli se mita hi denge..

hai tujhe aadat-e-wafa to wafa karke bhool ja
duniyawaale to tujhe ruswaai hi denge.

%>

NEHRA AJAY

rinu
July 9th, 2003, 03:13 AM
wAh wAh wAh .........bAhAuT KHoOb




AJAY NEHRA (Jul 08, 2003 11:46 a.m.):
chota sa contribution meri taraf se bhi - nazm by adeel

<%

Manzilon ke nishaan yunh naa dikhai denge
paanv ke chhale hi manzil ki gawaahi denge..

roz-2 milne se kuch qadr-o-keemat nahin rehti
kar yaqeen warna tere ehbaab dikhaa hi denge..

dushmani ki mere muqabil koi jagah hi nahin
kuch saza de naa dein, nazron ki gira hi denge..

andaaz unka ajab hai tanhai mein "adeel"
naam likh kar tera hatheli se mita hi denge..

hai tujhe aadat-e-wafa to wafa karke bhool ja
duniyawaale to tujhe ruswaai hi denge.

%>

NEHRA AJAY

ajaynehra
July 9th, 2003, 08:38 PM
dear Renu ji , aapki WaH wAhI ne humko mazboor kar diya hai ek aur nazm pesh karne ke kiye ----
another nice nazm from a poet "Shaz Tamkanat"
<%

kuchh ajab shaan se logo.n me.n rahaa karate the
ham Khafaa rah ke bhii aapas me.n milaa karate the

itanii tahaziib rah-o-rasm to baaqii thii ki vo
laakh ranjish sahii vaadaa to vafaa karate the

us ne puuchhaa thaa ka_ii baar magar kyaa kahiye
ham mizaajan hii pareshaan rahaa karate the

Khatm thaa ham pe mohabbat kaa tamaashaa goyaa
ruuh aur jism ko har roz judaa karate the

zindagii ham se tere naaz uThaaye na gaye
saa.Ns lene kii faqat rasm adaa karate the

ham baras pa.Date the 'Shaz' apanii hii tanhaa_ii par
abr kii tarah kisii dar se uThaa karate the

%>

NEHRA AJAY

shooraashok
July 13th, 2003, 10:23 PM
bahut badhiya..........

lalit_nashier
July 13th, 2003, 11:48 PM
very nice....................

akdabas
July 14th, 2003, 01:39 AM
Rinu ji & Ajay bhai,

very nice shayari.Keep it up.

akdabas
July 14th, 2003, 01:45 AM
Or Gaawar bhai,

aap ne bhi kamal kar diya.Ha ha ha.....

keep it up.


YagyaVir Singh Gaawar (Jul 07, 2003 04:09 p.m.):
hahaha, It's like:

"BAKRE NAI MAARA HAI BAKRI KOU SEENG"
wah wah wah wah
"BAKRE NAI MAARA HAI..BAKRI KOU SEENG"
wah wah wah wah
"AB BAKRI BHI MAAREGI BAKRE KOU SEENG"

namrata
July 14th, 2003, 03:06 PM
good ones rinu

shailendra
July 15th, 2003, 08:01 PM
Here's my two cents:

Sanam Khete hain...bewafa bhi kehte hain...
khata khud ki ho tou bhi... dosh hamein hi dete hain!!!
(aadaab! aadaab!!)

and then maybe one in your 'eShtYle' Rinu:

MiyAAn SE JUdGE NE PooChhAA "KYA TUMHEIn IZZaT NAHIEn PyAARI, BatAAO TuM NE KYOn BeeWEE KO KurSI KhEEnCH KAR MAARI !?!"
KaHaa "Is Ke SiWAA BatLAAIyEn MAin AuR KYA KaRTAA, MeRAA SoFAA BAHUT THa BHAARI MUJH SE UTH NA SakTAA ThAA!!!"

shailendra
July 15th, 2003, 08:49 PM
-[and then maybe one in your 'eShtYle']...

Well, talking about the 'Style', here's a Jaatu one just on that!...[Hope is ok!] U sEE...I am on a RoLL HeRe!!!

KhOOb SAi Yo LikHAiyEE TeiREE ChoTi-BADi...
EK LAAge SAi AKHROT TOu Ek BaaDAAM Si !!!

rinu
July 15th, 2003, 09:02 PM
LOLZZ , GuD 1

KeEp iT Up


RiNu


Shailendra (Jul 15, 2003 11:26 a.m.):
-[and then maybe one in your 'eShtYle']...

Well, talking about the 'Style', here's a Jaatu one just on that!...[Hope is ok!] U sEE...I am on a RoLL HeRe!!!

KhOOb SAi Yo LikHAiyEE TeiREE ChoTi-BADi...
EK LAAge SAi AKHROT TOu Ek BaaDAAM Si !!!

shailendra
July 15th, 2003, 09:44 PM
Haha! ...Cool!!!

jaatni
July 15th, 2003, 11:40 PM
hmm...thats too gud...


Shailendra (Jul 15, 2003 11:26 a.m.):
-[and then maybe one in your 'eShtYle']...

Well, talking about the 'Style', here's a Jaatu one just on that!...[Hope is ok!] U sEE...I am on a RoLL HeRe!!!

KhOOb SAi Yo LikHAiyEE TeiREE ChoTi-BADi...
EK LAAge SAi AKHROT TOu Ek BaaDAAM Si !!!

VirenderNarwal
July 16th, 2003, 01:38 PM
yun to koi bhi tanha nahi hota
chaah kar kissi se juda nahi hota
mohabbat ko majburiya hi le dubti hai
varna koi khushi se bewafa nahi hota

rkumar
July 16th, 2003, 04:27 PM
Saans tham jayegi, nigah tham jayegi, tere jaane ke baad
Zinda lahash dhoyengee yah taange umar bhar, tere jaane ke baad
tum lautkar aaogee, yah sochkar saans rokenmge tere jaane ke baad
kisi subah tum fir milogee, yah sochkar roj soyenge tere jaane ke baad
asqon se muh dhoyenge roj sur pakad kar, tere jaane ke baad
sitaron ko dekh kar poochenge roj tera pata, tere jaane ke baad.....

Rajendra

shailendra
July 16th, 2003, 06:28 PM
Virender Singh Narwal (Jul 16, 2003 04:08 a.m.):
yun to koi bhi tanha nahi hota
chaah kar kissi se juda nahi hota
mohabbat ko majburiya hi le dubti hai
varna koi khushi se bewafa nahi hota

Wah! Wah! Narwalji,... ke baat se! Kati dard sa tapkan laag rahiya se aapke es 'sher' mein!!!

Esi baat pe ek naya sher arz kiya hai;

Badlaa Zaroor Milta hai Har Kaam Ka yahaan....
Arz kiya hai,
Badlaa Zaroor Milta hai Har Kaam Ka yahaan....

Jo Laat Maartaa Hai Wo Khaata Hai Laat Bhi yahaan!!!...
(Aadaab! Aadaab!)

rkumar
July 16th, 2003, 09:39 PM
RiNu jI kI ShAiREE ka KAmaaL dEkhO
JaTLanD kE chORon ka YaH HaaL DeKHo
SaB pUrAAni UngReji BhOOl GAyE
ChOTTe BAde WOrds KA Ub YaH jAAl DeKHO..

Wah RInU JI ....CHAA GaYEE AAP tO...
hahahahhaha

RaJEnDra....

anurana
July 16th, 2003, 11:26 PM
Ye Chotte Bade Words Padh Ke
Hamari Aankhon Ka Hua Jo Haal Dekho

:) Anyway, have fun ..good exercise for eyes.

rinu
July 17th, 2003, 06:59 PM
AwEsOmE ...EvErYoNe.......

ThAnX nEwAy FoR jHoOtI TaArEeF


RiNu

vilakshan_taank
July 19th, 2003, 02:30 AM
Good One ......... keep it up

amar0974
July 19th, 2003, 10:24 AM
Laagey Raho
Acha 1 Maharey Taraf ta bhey

unki gali se gujre,
unhone phool barsaye,
par hamari badkismati ki,
phool ke sath gamle bhi aye.

anshika1
July 19th, 2003, 05:16 PM
goood ones

rinu
July 19th, 2003, 05:17 PM
WaH WaH WaH ...gReAt .........hahaha


RiNu




Amardeep Bazaad (Jul 19, 2003 12:54 a.m.):
Laagey Raho
Acha 1 Maharey Taraf ta bhey

unki gali se gujre,
unhone phool barsaye,
par hamari badkismati ki,
phool ke sath gamle bhi aye.

rinu
August 3rd, 2003, 11:59 AM
Meri ghazal ko shikaayat hai mere sheron se,
Jude hue hain is Qadr kyo.n andheron se.

Main chaahtaa to bahut tha ki us se baat kroon
Woh is tarh se magar ghir gayi thi gairon se.

Gali ke mod tak to aagayi thi meri khushi,
Zaraa sa faasala bhi tai hua na pairon se.


Koi sawaal uthaaye to main jawaab bhi doon,
Nahiv to kaunsi zubaan boloon beharon se.

pharkle35
August 3rd, 2003, 02:53 PM
Rinu Singh (Aug 03, 2003 02:30 a.m.):
Meri ghazal ko shikaayat hai mere sheron se,
Jude hue hain is Qadr kyo.n andheron se.

Main chaahtaa to bahut tha ki us se baat kroon
Woh is tarh se magar ghir gayi thi gairon se.

Gali ke mod tak to aagayi thi meri khushi,
Zaraa sa faasala bhi tai hua na pairon se.


Koi sawaal uthaaye to main jawaab bhi doon,
Nahiv to kaunsi zubaan boloon beharon se.
You rock girl....

rkumar
August 3rd, 2003, 08:33 PM
Wah Shairaa RiNu ji.... Bahut Khoob..

1. Main khyalon ki rah par chala jidngee haqeeqat ki rah par cahlee
na main mila jidgee ko kabhee, na kabhee mujhe jindgee milee
ankhon main ansoo ki nadee ka bahaw hai aur muskrahat us nadee ki chotee see naw hai sath sath dono ko aise hee rahne de isko bhee bahane de usko bhee bahne de

2. tere jane ke bad dil phir unhee raston pe niakal gaya hai
bahut kuch wahee hai bahut kuch badal gaya hai
wahee samandar wahee samandar ka kinara aur kianre par wahee drakht khare hain
in sabse barh ke ret par tere kadmon ke nishan hain
jin par aj bhee kisee aur ke pair naheen pare hain
tere jane ke bad dil phir unhee raston pe niakal gaya hai

Rajendra

rinu
August 5th, 2003, 10:36 AM
G r E a T ......


RiNu




Rajendra Kumar Kalkhunde (Aug 03, 2003 11:17 a.m.):
Wah Shairaa RiNu ji.... Bahut Khoob..

1. Main khyalon ki rah par chala jidngee haqeeqat ki rah par cahlee
na main mila jidgee ko kabhee, na kabhee mujhe jindgee milee
ankhon main ansoo ki nadee ka bahaw hai aur muskrahat us nadee ki chotee see naw hai sath sath dono ko aise hee rahne de isko bhee bahane de usko bhee bahne de

2. tere jane ke bad dil phir unhee raston pe niakal gaya hai
bahut kuch wahee hai bahut kuch badal gaya hai
wahee samandar wahee samandar ka kinara aur kianre par wahee drakht khare hain
in sabse barh ke ret par tere kadmon ke nishan hain
jin par aj bhee kisee aur ke pair naheen pare hain
tere jane ke bad dil phir unhee raston pe niakal gaya hai

Rajendra

parv_singh
August 5th, 2003, 05:42 PM
Mr Ajay Dev Nehra ..did u find anything humorous in that joke ...
Was there anything worth doing "WAH -- reaching infinity"

oYE nehre ... teri yo adat kad jagi...college ali

With warm regards,
Parv Singh

akdabas
August 5th, 2003, 09:00 PM
Wah wah.......bahut badhiya....

keep it up.

rinu
August 5th, 2003, 09:04 PM
ThAt's WhY iT iSn'T in humor section Mr ......Did you notice that??????????


RiNu


Parv Singh (Aug 05, 2003 08:12 a.m.):
Mr Ajay Dev Nehra ..did u find anything humorous in that joke ...
Was there anything worth doing "WAH -- reaching infinity"

oYE nehre ... teri yo adat kad jagi...college ali

With warm regards,
Parv Singh

anandahlawat
October 25th, 2004, 08:01 AM
Key baat hai parv, teri ta watt lag gayi ...................

singh1981
October 25th, 2004, 03:45 PM
kya baat hai lagta hai sab jaat shayar ho gaye............to phir kheto mai kaam kon karega.......
khair kharbuje ko dekh kharbuja rang badalta hai isliye hum bhi kuch daag dete hain........


gaur farmaiye ga.........


Tamanna wo tamanna hai jo dil mein rehti hai..

Jo ho jayi puri ussi shayari kehte hein...

me_rathee
November 3rd, 2004, 02:40 PM
Waah Bhai Waah Kyaa sher sunaya hai...............Aisi site to hamne aaj tak nahin dekhee jisme shero shayari ...............jokes, news aur bhi bahut kuch sab ke sab sath mein ho...........sach mein mazaa aa gaya

sumnendu
November 10th, 2004, 03:30 PM
Jali ko Aag kahte hain, buJHi KO RAkh kahTe hain,
Jo HARDware (Kheti) ke sath SofTWare (Shairy) bhi JANta ho, USKo JAT kaHtE hain...

Kaisa laga......?

Gar pasand na aye to bhi batana yaaro...