PDA

View Full Version : ye aatma(bhoot) hote hain kya ?

vivekdh
September 5th, 2007, 05:14 PM
bahiyo ye andhviswas hai yaa 1 sach abhi mere 1 frnd ki mout ho gai 4-5 din pehle doctors batane me asafal hain ki usse hua kya tha uske blood ki research chaL rahi hai per delhi ke doctors kaa kehna hai ki wo abhi koi reson batane ki halat me nahi hain.unhone naya ghar liya tha jiske bare me logon kaa kehna tha ki yahan koi aatma hai per uske pitaji inn baton me visvas nahi kerte the so unhone le liya mere dost ne bhi marne se pehle ye baaten kahi thi ki raat me usse aajib terha ki baaten sunai detti hai per uski baat kisi ne nahi sunni or ussi din usse bhukar hua or 3 din me sab khtam ho gaya uske sharir me. kya aisa ho sakta hai jaisa ki pandit or moulvi keh rahe hain ab ki yahan aatma hai jo 60-70 saal se yahi hai or padosiyon ne bhi bataya ki yahan 5 log pehle bhi aise hi marr chuke hain

kya aisa ho sakta hai ki wahan kuch bhoot vagra hai yaa ye sirf 1 waham hai ?

dahiyars
September 5th, 2007, 06:51 PM
Dear Vivek

I do say that there are no Bhoots. The doctor might not have been able to reach the final diagnosis but Science says that there is always a reason behind whatever happens in this world. I have also personal experience of treating patients in surgery deptt, many times patiens start talking irrelevently as you said and there are explainations for that.

R.S.Dahiya

bishanleo2001
December 16th, 2012, 10:20 PM
Vivek Bhai, uske blood kee research kaa koi result nikla?