PDA

View Full Version : why we need any guru ?

vivekdh
October 4th, 2007, 10:55 AM
yesterday i was watching INDIA TV progm abt maharajs and gurus.in that one family want there daughter back from asutosh maharaj. and that girl was saying that her guru told that her family is not right place for her to live.according to her "mere pitaji sharab pite hain wo 1 chor hain meri maa risvat leti hai office me wo bhi chor hai main aise ghar me kaise reh sakti hu jahan sab itne gandde hain "and bla bla. or uske maa baat yaa india tv ko baba yaa mahraj ji se milne nahi diya jata.

1 quens mere dimag me aaya ki agar main aadhyatmik guru ki baat sochu to kisne aaj tak samaj me bahut acche kaam kiye hain jo ye pravachan kerte hain wo kisi bhi acchi book me mil jatte hain or jo anpadh hain unke liye TV bahut hai or jinke pass paisa nahi hai wo in gurus ke chele bhi nahi ban patte.fir bhi log inke pass kyo jatte hain.

swami ramdev ki yaa yog gurus ki baat ki jaye to meri samaj me aati hai ki unki vajha se puri dunia me logo ko fayda paunch raha hai per jo aadhyatmik guru hai unka kaa matlab hai koi muje ye samja de.

devdahiya
October 4th, 2007, 11:05 AM

Arre terre yo ke ho gya? Dhhikhe uss BOHAR aale baba dhhorei matt ja bathhiye gyan ka tissaya marta....kadde banna de tannei sulffa pya-2 bawala.Jissa se ussa bi na rehga.Tu ek kaam kar mannei banna le apna GURRU...tnnei kyanhe ka bi ghhatta reh le tei.......aa jya fer mein terri PT kaal tein e shurru kar dyungga arr terri peenddiyan nei sukka dyunga.Hey-2......issa gurru nahin milna tnnei dharti ke koesse bi oodd pe?

dkumars
October 4th, 2007, 11:18 AM
i will be back to this thread... rite nw busy... but will ans u soon but brother come with a neutral mindset

vivekdh
October 4th, 2007, 12:12 PM
naa kaka bohar aale dhore do kade bhi naa jau unke to kisse hi bahut sun rakhe hain. maine to 1-2 be aastha pe suni hai jo ye maharaj bataya kare hain jib samaj naa aayi ki ke nayari baat batave hain ye jo log sab kam chor ke inki seva me lag jaa hain jo sant ho gaya uska to iss duniya darri te to moh hi khatam ho jaa hai fer inko BMW gaddi AC hall kyu chahiye hote hain.

urr apne guru bana lunga to mera jivan safal ho jaaga je aap tayar ho to . PT to mere pe aaj tai koi PTI nahi kerva paya kyonki main PT band me dhol bajaya kerta tha PT te bachan khatir:D

Arre terre yo ke ho gya? Dhhikhe uss BOHAR aale baba dhhorei matt ja bathhiye gyan ka tissaya marta....kadde banna de tannei sulffa pya-2 bawala.Jissa se ussa bi na rehga.Tu ek kaam kar mannei banna le apna GURRU...tnnei kyanhe ka bi ghhatta reh le tei.......aa jya fer mein terri PT kaal tein e shurru kar dyungga arr terri peenddiyan nei sukka dyunga.Hey-2......issa gurru nahin milna tnnei dharti ke koesse bi oodd pe?

devdahiya
October 4th, 2007, 01:38 PM
naa kaka bohar aale dhore do kade bhi naa jau unke to kisse hi bahut sun rakhe hain. maine to 1-2 be aastha pe suni hai jo ye maharaj bataya kare hain jib samaj naa aayi ki ke nayari baat batave hain ye jo log sab kam chor ke inki seva me lag jaa hain jo sant ho gaya uska to iss duniya darri te to moh hi khatam ho jaa hai fer inko BMW gaddi AC hall kyu chahiye hote hain.

urr apne guru bana lunga to mera jivan safal ho jaaga je aap tayar ho to . PT to mere pe aaj tai koi PTI nahi kerva paya kyonki main PT band me dhol bajaya kerta tha PT te bachan khatir:D

Chokha tu dhhol bajja diye jib mei nachhungga chhore arr chhoriyan ke byah mein.....mannei tu apna chella maan liya se aaj tein.

cooljat
October 4th, 2007, 02:23 PM
Bhai Vivek,

Guru bina Gyaan kahin nahi hai ish duniya men!!

Rock on
Jit

vivekdh
October 4th, 2007, 02:30 PM
bhai JIT main master ji ki nahi maharaj ji ki baat ker raha hu

Bhai Vivek,

Guru bina Gyaan kahin nahi hai ish duniya men!!

Rock on
Jit

netrapalsingh
October 4th, 2007, 04:39 PM
yesterday i was watching INDIA TV progm abt maharajs and gurus.in that one family want there daughter back from asutosh maharaj. and that girl was saying that her guru told that her family is not right place for her to live.according to her "mere pitaji sharab pite hain wo 1 chor hain meri maa risvat leti hai office me wo bhi chor hai main aise ghar me kaise reh sakti hu jahan sab itne gandde hain "and bla bla. or uske maa baat yaa india tv ko baba yaa mahraj ji se milne nahi diya jata.

1 quens mere dimag me aaya ki agar main aadhyatmik guru ki baat sochu to kisne aaj tak samaj me bahut acche kaam kiye hain jo ye pravachan kerte hain wo kisi bhi acchi book me mil jatte hain or jo anpadh hain unke liye TV bahut hai or jinke pass paisa nahi hai wo in gurus ke chele bhi nahi ban patte.fir bhi log inke pass kyo jatte hain.

swami ramdev ki yaa yog gurus ki baat ki jaye to meri samaj me aati hai ki unki vajha se puri dunia me logo ko fayda paunch raha hai per jo aadhyatmik guru hai unka kaa matlab hai koi muje ye samja de.

Bhai Vivek,

aadhyatmik guru ek bawaal hai n inke paas kuch adhyat hai n wo koi guru
rammayan, mahabharat, geeta likhne wale likh gaye log unee ke shalo ko
bolte hai or apni company chalate hai.

Hamare desh me paise wale log badhte ja rahe hai or paisa imandaaree se ata nahi jo chor hoga use dar bhee lagega....us dar se bachne ke liye log in guruo kee sharan mee jate hai.

Koi bhee Majdoor ya kissan kya tumne in guro ke paas jate dekha hai?

AAj Bapu Ashaaram ke aashram kha nahi hai kitne jameen inhone apn kabje me kar rakhee hai jo kee suukh kar banjar ho gayee hai.

to bhai guru vuru kuch nahi hai n koi aadhaavaad hai.

netra.....

deepakchoudhry
October 4th, 2007, 04:58 PM
People have confused the term "Vachak" "Acharya" and "Guru".

Word Guru has been hijacked.

Anyway we should have an open mind, If you are learning something good from anyone then no harm in it. Take what is good and ignore the rest.

According to vedic philsophy, one should only accept Acharya / Guru after seeing his/her conduct and knowlegde, normally 1 year period is given to accept someone as a guru.

ssindhu
October 4th, 2007, 05:46 PM
iss india TV ne naas tha rakha hai. 2 threads mae te kati media pe mud slinging kara di issne. ib hadde shuru hoga. jatlanders whn will u stop watching this sexed up channel?

neels
October 4th, 2007, 05:58 PM
[quote=vivekdh;149777]yesterday i was watching INDIA TV progm abt maharajs and gurus.in that one family want there daughter back from asutosh maharaj. and that girl was saying that her guru told that her family is not right place for her to live.according to her "mere pitaji sharab pite hain wo 1 chor hain meri maa risvat leti hai office me wo bhi chor hai main aise ghar me kaise reh sakti hu jahan sab itne gandde hain "and bla bla. or uske maa baat yaa india tv ko baba yaa mahraj ji se milne nahi diya jata.

quote]

Very thought provoking topic you raised Vivek.. n that too at a right time... when something similar took place at Rohtak PGI Campus wher a lady doctor n her two sons were found in very critical condition (younger son was found dead and the elder one n the mother seriously injured) following a treatment by some TAANTRIK. The exact reasons n what happenned there are still not clear,, as they are nt in a condition to give statement,,, but the clues suggest the involvement of some taantrik. and the reasons discussed are hard to believe.

Seema its nt just the fault of India TV.... such things do happen in reality. But yea by telecasting such programs they make it more disgusting,,, bt then as well make people aware also of such superstious exercises, which are still prevalent in society.
Since I read this news, I' m wondering... such kinda highly educated ppl too fell in trap of the gimmics of these so called taantriks, gurus, mahatmas, babas.... or whatever they are called. CAN'T BELIEVE...!!!

deepakchoudhry
October 4th, 2007, 06:18 PM
1 quens mere dimag me aaya ki agar main aadhyatmik guru ki baat sochu to kisne aaj tak samaj me bahut acche kaam kiye hain jo ye pravachan kerte hain wo kisi bhi acchi book me mil jatte hain or jo anpadh hain unke liye TV bahut hai or jinke pass paisa nahi hai wo in gurus ke chele bhi nahi ban patte.fir bhi log inke pass kyo jatte hain.

swami ramdev ki yaa yog gurus ki baat ki jaye to meri samaj me aati hai ki unki vajha se puri dunia me logo ko fayda paunch raha hai per jo aadhyatmik guru hai unka kaa matlab hai koi muje ye samja de.

Viv,

Not everyone is mentally strong and mentally/emotionally weak cannot solve their own problems, Unhe Saharay ki juroort padati hai.

India main mental health aur counselling ka funda abhi faila nahin hai.

In my opinion people go to them for mental and emotional support and then form a bond with them.

The problem is it is given a spiritual angle hence cannot be regulated and hence get exploited

Deepak

deepakchoudhry
October 4th, 2007, 06:19 PM
Very thought provoking topic you raised Vivek.. n that too at a right time... when something similar took place at Rohtak PGI Campus wher a lady doctor n her two sons were found in very critical condition (younger son was found dead and the elder one n the mother seriously injured) following a treatment by some TAANTRIK. The exact reasons n what happenned there are still not clear,, as they are nt in a condition to give statement,,, but the clues suggest the involvement of some taantrik. and the reasons discussed are hard to believe.

Yeh toh jahalat ki extereme hai, she has no right to call herself a doctor. I think IMA should revoke her degree.

cooljat
October 4th, 2007, 07:39 PM
am sorry bro....actually I didnt read the thread completly!! :(

waise ish INDYA TV ka naam badal ke Taantrik TV rakh dena chaiye!! :p ;)

Rock on
Jit

bhai JIT main master ji ki nahi maharaj ji ki baat ker raha hu

sidchhikara
October 4th, 2007, 10:27 PM
In baba ke lath marwa hoon se............ ppl from our grandfathers generation used to do exactly that. Mhare maa-baap ki generation aale log kati lost ho rahe sain.............. agli baar koi baba dekhe........jor te mariye chutad pe lath - sara gyan bahar aa jyaga uska.
Most of these babas are sick........they turn out to be rapists, child molesters, politicians pimp etc. etc.
Just be civil to other ppl and respect their rights in everyday life - most of them will reciprocate...if they dont then try explaining to them your point of view.... if they still dont.... dont associate with them...you will be fine...no need for babas...........dil nahi maanta to jyaada se jyaada Ramdev ka yoga kar le...........uske alawa ghani uski bhi bakwad manne ki jarurat na se.

shashiverma
October 4th, 2007, 10:55 PM
Who said our society need gurus/Mahatamas???.......
We may need genuine gurus who teaches us about life......but surely not any dhongee Mahatamas....
And If one do not find enough sources for spiritual growth except for so called Mahatama ji...then just concentrate and absorb only and only the lessons if you find them worth after weighing them......no matter from where they come.......
But there is no point having blind faith in the person who is preaching the lessons.....For me dts nothing more than a voice...

sidchhikara
October 4th, 2007, 11:06 PM
Yahan America mein bhi babas ki kami nahin hai........most church preachers/ priests are also babas...........farak itna hai..yeh angreji bole sai aur suit tie lagate hai................... yeh bhi child molestation mein kami nahin karte....aur faaltu bakwad karna inka kaam hai.

amanjaat
October 5th, 2007, 06:06 AM
guru gobind dono khare, kaake laagu paaye/
balihaari guru aapne, gobind diyo milaye//
- sant KABIR

there are many gurus and babas in our spiritually rich country.i think we should all select a master very carefully ,,and only when we are sure that he is the true one,we should submit out soul to him.
i wud also like to say that we should avoid saying something against the gurus,,no matter what people say.....sikh gurus were hated and disrespected by the ppl of their times...look in history ,worldly fake leaders of RELIGION never let saints be at peace as they exposed their falsehood..EXAMPLES--> sikh gurus, jesus christ, krishna to some extent, baba bulle shah, sufi saints like sarmad, and many malangs of sufi sect from afghanistan..sad but true,,that all of them faced hatred.
and im a firm believer that as a mother teach her child to walk and guides him with a loving yet firm supporting hand,, a guru teaches the desciple to walk the sphere of spirituality.
GOD realization is possible only through self-realization which in turn is impossible without a guru in KALYUG

vivekdh
October 5th, 2007, 10:34 AM
bhai aman how we can see the truth sometime when we see the truth its too late. khabi khabi bahut kuch kho chuke hote hain log tab jaa ke pata chalta hai sach ke bare me or wohi log fir example bante hain samaj ke liye aise bahut se example or bahut se log example banane ki tayari me ass pass mil jate hain.har insaan ke 2 pahlu hote hain 1 accha 1 bura. koi bhi insaan iss duniya me aisa nahi hua jise sab log accha kahe. Ravan ke pujari bhi mil jaynge or Ram ko galiyan dene wale bhi.

to fir se 1 quen uthta hai ki kaise socha jaye ki jise guru banana hai wo 1 saccha insaan hai.

.i think we should all select a master very carefully ,,and only when we are sure that he is the true one,we should submit out soul to him.

devdahiya
October 5th, 2007, 10:50 AM
bhai aman how we can see the truth sometime when we see the truth its too late. khabi khabi bahut kuch kho chuke hote hain log tab jaa ke pata chalta hai sach ke bare me or wohi log fir example bante hain samaj ke liye aise bahut se example or bahut se log example banane ki tayari me ass pass mil jate hain.har insaan ke 2 pahlu hote hain 1 accha 1 bura. koi bhi insaan iss duniya me aisa nahi hua jise sab log accha kahe. Ravan ke pujari bhi mil jaynge or Ram ko galiyan dene wale bhi.

to fir se 1 quen uthta hai ki kaise socha jaye ki jise guru banana hai wo 1 saccha insaan hai.

Pehli baat te mannei terre tein keh raakhi se akk TU MANNEI GURRU BANNA LE....MERRE MEIN WEI SARRE GUUN SEIN JO EK GURRU MEIN HON SEIN ARR MEIN SACHCHAI PE CHALLANNIYA BI SUUN....ARR FER BI PETTE NA BHARTA TE MERRI AGNI PREEKSHA LE LE.Iss temm pe tu apnni-2 soch...bakki appne Gurru aap dhhundhh leingge.TU KYUN BOOMBBALLYAN PE GEHTTA JODD RHYA SEI BERRI.....TNNEI MERRE TEIN KAAMMAL GURRU NA PAWEI.

I will also tell you as to why a gurru is needed:[On a serious note now]

Gurru kon hotta hei?.....Gurru tajjurbbe vala,Sangharsh kar chuka,takleeff uthha chuka,duniya-daari ki samajh rakhne wala ek SACHCHA insaan hota hei jo swaarth ka tyag kar apni sangatt mein aaye insaanon ka theek marg darshan karta hei.

Ye kaisse pehchanein ki gurru sahi bhi hei ya nahin: Uski reputation dekh kar,apne tajjurbe se,uske karmmon ko dekh kar..aaddi-2.Aissa koe fool proof formula nahin hei ki battan dabaya aur neeyat ka patta lag gaya.

Gurru ki kya jarrurat: Apne anddar uthh rahe SAHI veecharron ko gurru strength deta hei aur anddar uthhte rakshashi/tamshik vicharon ko apne parwachan se shareer se nikalta hei.kehne ka matlab ye hei ki wo aissa marg darshna karta hei jo aapko mehnat kash,sachcha,bahaduur,nisthhavaan aur nirbhay banna kar aapki jindaggi ko saffal bannane ki aur pryatan karta hei.

amanjaat
October 5th, 2007, 10:51 AM
bhai aman how we can see the truth sometime when we see the truth its too late. khabi khabi bahut kuch kho chuke hote hain log tab jaa ke pata chalta hai sach ke bare me or wohi log fir example bante hain samaj ke liye aise bahut se example or bahut se log example banane ki tayari me ass pass mil jate hain.har insaan ke 2 pahlu hote hain 1 accha 1 bura. koi bhi insaan iss duniya me aisa nahi hua jise sab log accha kahe. Ravan ke pujari bhi mil jaynge or Ram ko galiyan dene wale bhi.

to fir se 1 quen uthta hai ki kaise socha jaye ki jise guru banana hai wo 1 saccha insaan hai.
bhai saab ram ram,
pehli baat yeh hai ke "agar aapne jeete ji bhagwaan nahi paaya to marne ke baad bhi nahi paaoge" and you go to kashi or somewhere, you will find numerous saadhus masters of yogshakti,,they can tell your past,present and future and even do many things thought impossible by us...but guru is not about that in first place..
'IF GOD IS OCEAN, GURU IS LIKE A HIGH WAVE RISING FROM IT" THEY ARE A PART OF GOD THEMSELVES, IN A SENCE CUZ THEY KNOW GOD..
it is very right that you cannot test a guru for his holiness, because true gurus are beyond these tests.
all we can do is have a true burning desire for god, and if we have that then conditions will be so that you are taken by a true master..
but if we run after devi devtaas then we can only expect worldly things like property, money, good status etc..and these things can never bring eternal peace upon a person as they are 'NASHWAAN'.

regards

vivekdh
October 5th, 2007, 11:09 AM
kaka apko to main guru maan hi chuka hu per main nahi chata ki apka gyan sirf muje mile issliye iss mhadhyam se sabko apke satya vachan sun ne ko mil rahe hain.:)

kaka(gurudev) 1 baat or batao ki ye avtar kya hota hai jaise kehte hain ki sai baba kaa avtar hua 1926 me jo abhi hai satya sai baba or 2030 ke aas pass tisra or aakhiri avtar hoga prem sai uske baad sai baba ko avtar lene ki jarorat nahi rahegi or uska iss duniya me aane kaa maksad pura ho jaeyga. ye sab kya hota hai.

acche vichar or bure vichar me kya fark hota hai?

mahabharat me 1 insaan ki muje samaj nahi aayi ki wo kya tha accha yaa bura "KARAN". wo kaisa tha ? dhuryodhan kyu bura tha ? arjun/bhim kyu acche the?

Pehli baat te mannei terre tein keh raakhi se akk TU MANNEI GURRU BANNA LE....MERRE MEIN WEI SARRE GUUN SEIN JO EK GURRU MEIN HON SEIN ARR MEIN SACHCHAI PE CHALLANNIYA BI SUUN....ARR FER BI PETTE NA BHARTA TE MERRI AGNI PREEKSHA LE LE.Iss temm pe tu apnni-2 soch...bakki appne Gurru aap dhhundhh leingge.TU KYUN BOOMBBALLYAN PE GEHTTA JODD RHYA SEI BERRI.....TNNEI MERRE TEIN KAAMMAL GURRU NA PAWEI.

I will also tell you as to why a gurru is needed:[On a serious note now]

Gurru kon hotta hei?.....Gurru tajjurbbe vala,Sangharsh kar chuka,takleeff uthha chuka,duniya-daari ki samajh rakhne wala ek SACHCHA insaan hota hei jo swaarth ka tyag kar apni sangatt mein aaye insaanon ka theek marg darshan karta hei.

Ye kaisse pehchanein ki gurru sahi bhi hei ya nahin: Uski reputation dekh kar,apne tajjurbe se,uske karmmon ko dekh kar..aaddi-2.Aissa koe fool proof formula nahin hei ki battan dabaya aur neetat ka patta lag gaya.

Gurru ki kya jarrurat: Apne anddar uthh rahe SAHI veecharron ko gurru strength deta hei aur anddar uthhte rakshashi vicharon ko apne parwachan se shareer se nikalta hei.kehne ka matlab ye hei ki wo aissa marg darshna karta hei jo aapko mehnat kash,sachcha,bahaduur,nisthhavaan aur nirbhay banna kar aapki jindaggi ko saffal bannane ki aur pryatan karta hei.

netrapalsingh
October 5th, 2007, 11:22 AM

sir jee,

guru kee bhut sahee paree bhasha aapne dee hai. Sir meree najar me insaan kee sabsee badee guru uskee maa hotee hai jo 9 maheene pet me paaltee hai fir doodh peelakar bada kartee hai fir bolna sekhatee hai, anguli pakad kar chalna sikhatee hai.

Bakee guru wahee jisme wo sabhee gun ho jaa aapne bataye hai

netra...

skarmveer
October 5th, 2007, 11:28 AM
Bhai Vivak, Bahut Badhiya Thread shuru kiya hai aapney.

Jo hamey kuchh bhee sikhai wo hamara guru hai or particuler subject key liya
perantoo jo hamerey jivan ko sarthak banai, jo hamey Burai say uper uthana sikhai, Sachchai kee raah per chalana sikhai bahee sahee guru hai. Yea saari batey aap meain or sabhee jantey hai per jab hum keesee dorahey per khadey ho or wo hamara marg darshan sahi disha mey karey wo goro hai.

Guru mein bhee kuchh burai ho sakti hai parntoo agar wah aapko us burai say bachata hai to bhee wah sahi hai. Usamey kitnee hee burai ho agar wah hamey sahi rasta dikhata hai to hamey uskee burai per dhyan na deker usney jo hamey achchhee siksha dee hai uska dhyan rakhna chahiyea.

Insan ko her kadam per kesi na kesi guru kee aavsyakta hoti hai.

Pehli baat te mannei terre tein keh raakhi se akk TU MANNEI GURRU BANNA LE....MERRE MEIN WEI SARRE GUUN SEIN JO EK GURRU MEIN HON SEIN ARR MEIN SACHCHAI PE CHALLANNIYA BI SUUN....ARR FER BI PETTE NA BHARTA TE MERRI AGNI PREEKSHA LE LE.Iss temm pe tu apnni-2 soch...bakki appne Gurru aap dhhundhh leingge.TU KYUN BOOMBBALLYAN PE GEHTTA JODD RHYA SEI BERRI.....TNNEI MERRE TEIN KAAMMAL GURRU NA PAWEI.

I will also tell you as to why a gurru is needed:[On a serious note now]

Gurru kon hotta hei?.....Gurru tajjurbbe vala,Sangharsh kar chuka,takleeff uthha chuka,duniya-daari ki samajh rakhne wala ek SACHCHA insaan hota hei jo swaarth ka tyag kar apni sangatt mein aaye insaanon ka theek marg darshan karta hei.

Ye kaisse pehchanein ki gurru sahi bhi hei ya nahin: Uski reputation dekh kar,apne tajjurbe se,uske karmmon ko dekh kar..aaddi-2.Aissa koe fool proof formula nahin hei ki battan dabaya aur neetat ka patta lag gaya.

Gurru ki kya jarrurat: Apne anddar uthh rahe SAHI veecharron ko gurru strength deta hei aur anddar uthhte rakshashi vicharon ko apne parwachan se shareer se nikalta hei.kehne ka matlab ye hei ki wo aissa marg darshna karta hei jo aapko mehnat kash,sachcha,bahaduur,nisthhavaan aur nirbhay banna kar aapki jindaggi ko saffal bannane ki aur pryatan karta hei.

devdahiya
October 5th, 2007, 11:30 AM
kaka apko to main guru maan hi chuka hu per main nahi chata ki apka gyan sirf muje mile issliye iss mhadhyam se sabko apke satya vachan sun ne ko mil rahe hain.:)

kaka(gurudev) 1 baat or batao ki ye avtar kya hota hai jaise kehte hain ki sai baba kaa avtar hua 1926 me jo abhi hai satya sai baba or 2030 ke aas pass tisra or aakhiri avtar hoga prem sai uske baad sai baba ko avtar lene ki jarorat nahi rahegi or uska iss duniya me aane kaa maksad pura ho jaeyga. ye sab kya hota hai.

acche vichar or bure vichar me kya fark hota hai?

mahabharat me 1 insaan ki muje samaj nahi aayi ki wo kya tha accha yaa bura "KARAN". wo kaisa tha ? dhuryodhan kyu bura tha ? arjun/bhim kyu acche the?

Bhai laggei se terre gyan ka chasska laag liya se...It is damn good for you if you are really serious about it.

1] Jahan tak AVTAAR lene ki baat hei...isko mein kuchh iss trah se dekhta huun: Bhagwaan hammari aatama mei hei aur jaisse hum vichar rakheingge utna hi hum apni attama[bhagwaan] se DUUR ya NAJDEEK ho jayeingge.Issliye jo aadami appni aatama ko paweetar rakhte huwe MANAV kalyaan ka beeda uthha letta hei aur iss pure sansaar ko apna PREEWAAR maan kar chalta hei wo insaan apnni iss duurgaami soch ke karran aam aadami se uppar uthh jata hei aur samajj ke logg usski battein dhyan se suun kar unn par amal karna shurru kar dette hein.........Iss halat mein wo ek AVTAAR kelane lagg jata hei aur apni maut ke baad bhi apne kahe huwe shabd aur apne karmon ki CHHAPP manass pattal par chhodd jata hei jis par amal kar logg usski pujja karne lagg jate hei aur uska naam le kar behttar feel karte hein.TOU SHYAYAD AAPKO AVTAR WALI BAAT KA JAWAAB MIL GAYA HOGA AUR USSKI JARRUURAT KA BHI.

2] Achhe aur burre VICHAR:

ACHHA VICHAR: ACHCHA VICHAR WO VICHAR HEI[chahe mann ke anddar ho chahe bahar ho] JIS KE BOLNE,SUNNNE TATHHA AMMAL KARNE SE SATVIK VICHAR PAIDDA HON AUR AADAMI KI AATAMA MEIN THHANDDAK POHNCHE TATHHA WO SWARTH SE PARRE SAMAJJ KA BHALLA KARTA HO.

BURA VICHAR:Bura vichar wo vichar hei{CHAHE MANN KE ANDDAR HO YA BAHARR HO] jis se mann mailla hotta ho,dukhi hota ho,preshan hota ho tathha jo samajj ke hitt se pre ho aur jeewan ke satwik mulyon par kataaksh karta ho.

3] Jahan tak mahabharat ka swaal hei..mein ussmein kam hi vishwass karta huun..mujhe ye brahmannon ka likha ek aadambbar jyada laggta hei sachchai kamm....tou isske barre mei mei kuchh nahin kehna chahunga.

vivekdh
October 5th, 2007, 12:02 PM

kaka Avtar ki jarruurat to muje samaj aa gai per kaise 1 bacche ko log avtar ke rup me pehchan lete hain jabki usse bhi ussi mahan aatma ke vichar samjaye jate hain bachpan se jiska usse avtar kaha jata hai.

2] Achhe aur burre VICHAR:

ACHHA VICHAR: ACHCHA VICHAR WO VICHAR HEI[chahe mann ke anddar ho chahe bahar ho] JIS KE BOLNE,SUNNNE TATHHA AMMAL KARNE SE SATVIK VICHAR PAIDDA HON AUR AADAMI KI AATAMA MEIN THHANDDAK POHNCHE TATHHA WO SWARTH SE PARRE SAMAJJ KA BHALLA KARTA HO.

BURA VICHAR:Bura vichar wo vichar hei{CHAHE MANN KE ANDDAR HO YA BAHARR HO] jis se mann mailla hotta ho,dukhi hota ho,preshan hota ho tathha jo samajj ke hitt se pre ho aur jeewan ke satwik mulyon par kataaksh karta ho.

kaka apne yahan kaha SATVIK vichar iska kya matlab hai? hum logo ne lakho terha ke bagwan ke rup banaye hain jaise ki hanuman jiske liye aurat mata bahan ka rup hai bus. Krishan jo raslila kerta hai . Ram jo aadarsh manne jate hai Shivji jinhe baat baat pe gussa aa jata hai nashe me rehte hain. humare yahan koi kisi ka bhagat hai koi kisi kaa.lekin hum ye bhi kehte hain ki bagwan humare ander hai, kya ye sab rup 1 insaan ke ander hote hain 1 sath ? mere hisab se iss dunia me har insaan ke liye koi na koi idol tayaar hai jise dekh ker wo karm kerta hai or usse bura nahi lagta.
1 muslim jab bakar-idd manta hai to usse uske samaj me koi galat nahi kehta balki sabhi khusi se manate hain per main unn bakron ko katte nahi dekh paunga orr waha se chala jaunga to yahan kiske vichar theek hain.

3] Jahan tak mahabharat ka swaal hei..mein ussmein kam hi vishwass karta huun..mujhe ye brahmannon ka likha ek aadambbar jyada laggta hei sachchai kamm....tou isske barre mei mei kuchh nahin kehna chahunga.

kaka muje bhi ye sab books sirf alag alag charcters ko dekh ker jo hume theek lage usse apna idol manne ke liye bana database hi lagta hai.

1 baat or kai baar mere dimag me aayi hai jab main bangalore me tha to waha se 100km durr 1 monestry thi bahut badi wahan jaake mera dimag bahut shant rehta tha.kai aise mandir hain jahan dimag me kisi terha kaa vichar nahi aata or dimag 0 ki tarf jata hai.or kai aise bhi hai mandeer jahan preshan ho jata hai dimag. to ye kya fark hota hai jagha kaa mahol kaa yaa bagwan kaa jabki har jagha main hi jata hu to ye fark kyu.?

devdahiya
October 5th, 2007, 12:11 PM
Vivek ye duniya vishwaas pe kayam hei.Jab aap kissi cheez mein vishwas kar ke kaddam badhhate ho tou 90% positivity tou yahin se surru ho jati hei.Aap Bangalore ki bheed-bhadd bhari jindaggi se bahar nikkal kar jab uss monastery mein gaye tou aadhha assar tou aapke uppar vatavaran ka hi ho gaya baaki ek andar se uthhte vishwass nei kaam kiya aur aapko ek achchhi feeling hui.It is all in our mind dear.

vivekdh
October 5th, 2007, 12:21 PM
kaka hum wahan jab bhi gumne jate the to bahut shant jagha pe jate the jaise ki kerla yaa virappan ke jungle har jagha vatavarn bahut accha hota tha humare grp me kuch chori hoti thi jo ye mandiron yaa monastary leke jaati thi to vishwaas to muje ye hota tha ki pakka bore honge per wahan jake accha laga.
apki baat 1 dum sahi hai ki all is in our minds. yahi to main puch raha hu ki sab kuch mind me hai to fir accha or bura kya jahan humare karm se kuch minds ko sahi laga wahi kai minds ko bura bhi.

October 5th, 2007, 12:24 PM

Jo karam kar ke aatmma ko khushi mile wo satkaram aur jo karam karne se aatama dukhki ho wo niskaram.

dkumars
October 5th, 2007, 12:27 PM
guru gobind dono khare, kaake laagu paaye/
balihaari guru aapne, gobind diyo milaye//
- sant KABIR

there are many gurus and babas in our spiritually rich country.i think we should all select a master very carefully ,,and only when we are sure that he is the true one,we should submit out soul to him.
i wud also like to say that we should avoid saying something against the gurus,,no matter what people say.....sikh gurus were hated and disrespected by the ppl of their times...look in history ,worldly fake leaders of RELIGION never let saints be at peace as they exposed their falsehood..EXAMPLES--> sikh gurus, jesus christ, krishna to some extent, baba bulle shah, sufi saints like sarmad, and many malangs of sufi sect from afghanistan..sad but true,,that all of them faced hatred.
and im a firm believer that as a mother teach her child to walk and guides him with a loving yet firm supporting hand,, a guru teaches the desciple to walk the sphere of spirituality.
GOD realization is possible only through self-realization which in turn is impossible without a guru in KALYUG

Bhai u have stolen my words... Thanks for writing.
I too firmly believ in the same

dkumars
October 5th, 2007, 12:32 PM
bhai aman how we can see the truth sometime when we see the truth its too late. khabi khabi bahut kuch kho chuke hote hain log tab jaa ke pata chalta hai sach ke bare me or wohi log fir example bante hain samaj ke liye aise bahut se example or bahut se log example banane ki tayari me ass pass mil jate hain.har insaan ke 2 pahlu hote hain 1 accha 1 bura. koi bhi insaan iss duniya me aisa nahi hua jise sab log accha kahe. Ravan ke pujari bhi mil jaynge or Ram ko galiyan dene wale bhi.

to fir se 1 quen uthta hai ki kaise socha jaye ki jise guru banana hai wo 1 saccha insaan hai.

Bhai ye aapki apni samajh aur budhi par hai... aap kaise judge karte hai.

Hum school jate hai... wahan har type ke teacher hote hai... kaamchor se lekar apni responsibility samajhne wale... extra time dekar same salary mein padhane wale... wahan koun batata hai ki ye acha hai ye bura... humme khudh hi judge karna padta hai... aapki samajh aapko batayegi...
Spiritualisam is totally different from superstitiuosness... don trust blindly.
Judge them.

itsnavin
October 5th, 2007, 01:29 PM
Having one "GURU" is a FASHION these days and then in the end, newspapers are filled in with news of cheating, muder, rape, kidnap etc etc. These so called GURUs are a real FRAUD. How they can make your path easy with fultoo "bakwaas". Reciting ramayana etc doesn't mean that the guy is good. Asli baat uske behavior se pata lagti hai. Yeh jitney bhee "Baabey" hain jo stage par beth kar janta ka bewkoof banatey rehtey hain, kabhi uske background ka bhee pata karna. "Dera Sachha Sodha" episode should be an eyeopener. He's a bloody criminal. I don't understand, why don't women complain when they are misbehaved by these "Gurus" whereas if someone by chance touches them in bus, they create a "Halla". It's surprising how the young generation guys & girls surrender to them.

Go..get up the young generation, expose these Babas & Gurus. In turn we'll be educating our elders to refrain from their teachings. Don't get used by someone. Ramayan ka paath karna hai to ghar mein karo.

amanjaat
October 5th, 2007, 09:56 PM

i might want to disagree with you here.
i dont really know about whats the story behind SACHA SODA ,,apparently he has a huge following in haryana and even in punjab.
this man and his organisation has helped gujraat ppl at the time of earthquake.
ये आदमी मुझे तो बुरा नही लगता ,
इतनी जनता इसके पीछे लगी हुई है
और इसने पता नही कितने लोगो को नशे से दूर हटाया है
कम से कम आध्यात्मिकता के मार्ग पर न सही
समाज सुधर तो किया ही है इसने.
मुझे इसके पीछे राजनैतिक साजिश मालूम होती है
इसके मोट्टे ताजे वोट बैंक के पीछे ये चक्कर चल रहा है मेरे खयाल से

VinodDhatrawal
October 5th, 2007, 10:41 PM
U listen 2 these gurus hours together, U will find that they don't talk anything which a person of average mental ability does not know. This is a new, low investment, growth oriented/profit oriented business with a very good yield, even higher than politics. Rahi baat INDIA TV ki, to bhai is ch# ko aap with family nahin dekh sakte, especially after 10 o'clock.

vinod

poonam
October 5th, 2007, 10:55 PM
Anyway we should have an open mind, If you are learning something good from anyone then no harm in it. Take what is good and ignore the rest.
.

Yes, and be cautious of frauds like Dera Sachcha Sauda..:( There are plenty sour incidents for our folks to learn lesson from but ...seems we suffer from short term memory...:rolleyes:

devdahiya
October 5th, 2007, 11:10 PM
Yes, and be cautious of frauds like Dera Sachcha Sauda..:( There are plenty sour incidents for our folks to learn lesson from but ...seems we suffer from short term memory...:rolleyes:

Eeeeyyyyy Poonam,Bebey ibbke nei jib INDIA aawei na tei mharre inn saarre short Memory aale mannssan kei ow 12 inchhi sua la diye........Dhhikhan inn ki memory lengthy ho jya tei...hey-2 ye na sudhhrein...HILLI-2 BANDDARI DAAL-MANDDE KHa aali baat se...huddei e paweiggi suut ke tagge thhahein PHAPHOTTIYAN dhhore.Kar lyo ke karogge.

poonam
October 5th, 2007, 11:17 PM

Hahahahahha...pher tayyar rahiyo aap. sabte pehlyaa aapke laoongi sua...hohoho....:D