gagan
September 6th, 2003, 09:22 PM
kabhi-kabhi mere dil mein yeh khyal aata hai,
kabhi-kabhi mere dil mein yeh khyal aata hai,
ki.......do se pehle ek kyon aata hai.
tera diwana hoon inkar nahin,
kaise kahoon ki tujhse pyar nahin,
lekin khata to teri aankhon ki thi,
mein akela to gunehgar nahin.
bottle chupa do kafn mein,
samsan mein piya karenge,
khuda jab mangega hisab,
toh use peg bana kar diya karenge.
kabhi-kabhi mere dil mein yeh khyal aata hai,
ki.......do se pehle ek kyon aata hai.
tera diwana hoon inkar nahin,
kaise kahoon ki tujhse pyar nahin,
lekin khata to teri aankhon ki thi,
mein akela to gunehgar nahin.
bottle chupa do kafn mein,
samsan mein piya karenge,
khuda jab mangega hisab,
toh use peg bana kar diya karenge.