PDA

View Full Version : some more



gagan
September 6th, 2003, 09:22 PM
kabhi-kabhi mere dil mein yeh khyal aata hai,
kabhi-kabhi mere dil mein yeh khyal aata hai,
ki.......do se pehle ek kyon aata hai.


tera diwana hoon inkar nahin,
kaise kahoon ki tujhse pyar nahin,
lekin khata to teri aankhon ki thi,
mein akela to gunehgar nahin.


bottle chupa do kafn mein,
samsan mein piya karenge,
khuda jab mangega hisab,
toh use peg bana kar diya karenge.

annie
September 17th, 2003, 11:21 AM
cool one

rkumar
September 17th, 2003, 07:55 PM
Wah..bahut khoob janab....barabar wali kabr hamare liye bhi rakhnaa.....khoob jamegee ....

Rajendra

anilsangwan
September 18th, 2003, 07:43 PM
Ha ha ha ha ...Great Gagan Bhai..Maja aa gaya...Sweden mein bhi India ki Daaru yaad aa gayee......Hamien bhi saath rakhna....

amar0974
September 19th, 2003, 03:14 PM
hahahaaaaaaaaaaaaExcelent!

akdabas
September 19th, 2003, 07:22 PM
Wah wah wah wah......................