PDA

View Full Version : beautiful shayari

santoshbenaam
October 6th, 2003, 08:37 PM
Is khalis me main hu ki koi aaye to sahi
Surat apni bhi mujhe dikhaye to sahi
Dar b dar bhatkata raha hu tere intjaar me
Kya hoti hai muhbat koi mujhe bataye to sahi

Wo lamhe hame yaad na rahe to kya hoga
Tere siya kuch bhi aabad na rahe to kya hoga
Aise hai ye dil ki majburiya kaise batoo
In saanso me ab tera naam na rahe to kya hoga

Ek phool bhi nahe mere paas tujhe dene ko
Or log chaman uthaye phir rahe hai haatho me
Ye zindagi bhi kaisi zindagi hai benaam
Maut bhi nahi aai tum kyu bas gai ho saanso me

Raat ko neend aane se pahle
Tere khawab me jane se pahle
Tere yado ko sabhala hai maine
Tere bichad jane se pahle

Raato ko chand khwab liye aankho me
So jaty hai ham bhi unki baho me
Gujar jati hai raat meri chand saanso me
Jamane se bacha kar raakhna mujhe nigaho me

santosh benaam.

rkumar
October 6th, 2003, 09:39 PM
Bahut Sundar...Really beautiful..very touching..

Ek advice:///Please continue writing all your shairee just under one post..Please do not open too many headings...May be some day we will have your entire collection at one place.. Surely many of us may like to print and keep it to read in leasure time..

Rajendra

ashokpaul
October 6th, 2003, 09:49 PM
santosh benaam (Oct 06, 2003 11:07 a.m.):

******************
Reply card
***
hum kabse aapke pehloo mein aakar baithe hain
pahchante hi nahin aap jaane kaise hain
idhar udhar bhatkne ki jaroorat nahin
hum to voh hain jo aapke dil mein rahate hain
*****
cheenta mat karo un lamho ko hum sambhal ke rakhenge
tumhe yaad na rahe to koi baat nahin
tum majburiyan chupao to koi baat nahin
tere naam ko apani sanso mein hum sambhal ke rakhenge
*****
kya hua jo tere paas mein phool nahin
chaman ke liye tujhe chhod du main aasa fool nahin
jindgi ki philosophy to mein bhi nahin janta benaam
kyonki main bhi aam bashar hoon koi 'rasool' nahin
*****
yeh kya kar rahe ho benaam main is kabil nahin hoon
jism hoon maatti hoon
mujhe kyon yaad karatey ho main koi talim nahin hoon
vaise tumhara andaaj achha laga
yoonhi likh raha hoon 'khat' koi deewana nahin hoon
******
nigahon ho nigahon se baatein karane do
dil ko dil se baatein karane do
baaki sab khud gum jayega benaam
sanso ko sanso se baatein karane do

************************************************** ************************************************** ************

rkumar
October 6th, 2003, 10:01 PM
wah...kia baat hai.....jabai shairee....wah bahi wah... This reminds me of bygone eara when people used to love shairee in every walk of life. There is a saying that one guy during Galib's period fell in love with the "Rangrejan". He wrote a line at one corner of his pagree and sent to rangrejan...The line was;

Kanak charee si kaamini, kahe ko kati cheen

Rangrejan read the line and replied;

Kanak kati se kaat kaat, stan me bhar deen

So my friends you both have written wonderfully well....Please continue further.

Rajendra

santoshbenaam
October 7th, 2003, 12:27 PM
Rajendra Kumar Kalkhunde (Oct 06, 2003 12:09 p.m.):
Bahut Sundar...Really beautiful..very touching..

Ek advice:///Please continue writing all your shairee just under one post..Please do not open too many headings...May be some day we will have your entire collection at one place.. Surely many of us may like to print and keep it to read in leasure time..

Rajendra

aapki advice achi lagi , or main kosis karuinga thx
santosh benaam

uday
October 7th, 2003, 02:48 PM
ultimate ...Fundoo....excellent. Bahut Umda.
keep it up.

ashok paul (Oct 06, 2003 12:19 p.m.):

santosh benaam (Oct 06, 2003 11:07 a.m.):
Is khalis me main hu ki koi aaye to sahi
Surat apni bhi mujhe dikhaye to sahi
Dar b dar bhatkata raha hu tere intjaar me
Kya hoti hai muhbat koi mujhe bataye to sahi

Wo lamhe hame yaad na rahe to kya hoga
Tere siya kuch bhi aabad na rahe to kya hoga
Aise hai ye dil ki majburiya kaise batoo
In saanso me ab tera naam na rahe to kya hoga

Ek phool bhi nahe mere paas tujhe dene ko
Or log chaman uthaye phir rahe hai haatho me
Ye zindagi bhi kaisi zindagi hai benaam
Maut bhi nahi aai tum kyu bas gai ho saanso me

Raat ko neend aane se pahle
Tere khawab me jane se pahle
Tere yado ko sabhala hai maine
Tere bichad jane se pahle

Raato ko chand khwab liye aankho me
So jaty hai ham bhi unki baho me
Gujar jati hai raat meri chand saanso me
Jamane se bacha kar raakhna mujhe nigaho me

santosh benaam.

******************
Reply card
***
hum kabse aapke pehloo mein aakar baithe hain
pahchante hi nahin aap jaane kaise hain
idhar udhar bhatkne ki jaroorat nahin
hum to voh hain jo aapke dil mein rahate hain
*****
cheenta mat karo un lamho ko hum sambhal ke rakhenge
tumhe yaad na rahe to koi baat nahin
tum majburiyan chupao to koi baat nahin
tere naam ko apani sanso mein hum sambhal ke rakhenge
*****
kya hua jo tere paas mein phool nahin
chaman ke liye tujhe chhod du main aasa fool nahin
jindgi ki philosophy to mein bhi nahin janta benaam
kyonki main bhi aam bashar hoon koi 'rasool' nahin
*****
yeh kya kar rahe ho benaam main is kabil nahin hoon
jism hoon maatti hoon
mujhe kyon yaad karatey ho main koi talim nahin hoon
vaise tumhara andaaj achha laga
yoonhi likh raha hoon 'khat' koi deewana nahin hoon
******
nigahon ho nigahon se baatein karane do
dil ko dil se baatein karane do
baaki sab khud gum jayega benaam
sanso ko sanso se baatein karane do

************************************************** ************************************************** ************

dahbal
October 7th, 2003, 04:07 PM
Really Fantastic...

Please keep on writting...

-Balraj