santoshbenaam
October 24th, 2003, 05:29 PM
Tum hame yu door se na sataya karo
Jab bhi bulaye pass aa jaya karo
Tumhare roothne se nikal jati hai jaan
Rootho magaar jaldi se maan jaya karo
Tumhare bagair kaise jiyegy ham tanha
Tanha na hamko tum chod jaya karo
In najro ko na pher lena kabhi mujhse
Mila kar najre hamse thoda sarmaya karo
Teri julfo se hamara rista yu bhi hai
Bikhra ke julfo ko phir sawar liya karo
Is chehre ko na yu beparda karo
Niklo jab bhi ghar se tika kala lagaya karo
Gar yu hi banani hai hamse tumne duri
To pyar hamse bhi na jataya karo.
santosh benaam.
Jab bhi bulaye pass aa jaya karo
Tumhare roothne se nikal jati hai jaan
Rootho magaar jaldi se maan jaya karo
Tumhare bagair kaise jiyegy ham tanha
Tanha na hamko tum chod jaya karo
In najro ko na pher lena kabhi mujhse
Mila kar najre hamse thoda sarmaya karo
Teri julfo se hamara rista yu bhi hai
Bikhra ke julfo ko phir sawar liya karo
Is chehre ko na yu beparda karo
Niklo jab bhi ghar se tika kala lagaya karo
Gar yu hi banani hai hamse tumne duri
To pyar hamse bhi na jataya karo.
santosh benaam.