PDA

View Full Version : Jatton ke jinda itihas ko bachao !



shrikumar
September 9th, 2009, 10:16 PM
Dosto pichhale dino mai Bhartpur aur Dhig (Rjasthan) Gaya tha. Bhartpur jatton ki Mahan riyasat thi jahan mahan raja jat siromani Surajmal ji maharaj huye han. Iss riyasat ki rajdhani Dhig thi. Aaj bhi ager koi Dhig ke jat rajaon ke Mahlon ko dekhe to dang rah jaye..Jaipur aur Delhi ke mahal Dhig ke jat rajaon ke aage fike han..Yahan aaker kya gorv mahsus hota hai ye to koi jat putra wahan jaaker hi feel ker sakta hai.....Lakin dosto ager en mahlon ko jaldi hi nahi sambhala gaya to ye aane wale salon mai aap ko nahi dekhne ko milenge...Mujhe essa laga ki Rjs.Govt. ke log enhe pasnd nahi karte..Etne amuly Dharohar ki etni Beejjati aur andekhi maine Bhart mai kahin aur nahi dekhi...Kass ye mahal Haryana mai hote...Mujhe aisa laga ke Rajsthan ke jat apna Gorvshali Itihas Bhula chuke..ya satta se duri ne unhe majbur kar diya....Mera koi Jat Bhai jo in Smarkon ko bacha sakne ki takat rakhta ho.. Plz..PLZ....kuchh karo...

rajivtatran
September 10th, 2009, 04:22 PM
भाई श्रीकुमार जी आपने बहुत ही महत्वपूर्ण बात सामने रखी है, मेरा आपसे यह निवेदन है कि कृपया कुछ और भी जानकारी लिखे कि ये महल पुरातत्व सर्वेक्षण विभाग के आधीन है या फिर अभी तक ये व्यक्तिगत अथवा किसी ट्रस्ट और कंपनी द्वारा संचलित है, इसके लिए हम सभी लोग सम्बंधित विभाग/मंत्रालय को मेल लिख सकते है, सरकार के प्रतिनिधियों को लिख सकते है तथा राजस्थान के संसद सदस्यों और विधायको और प्रेस को लिख सकते है की इस धरोहर के संरक्षण हेतु कार्य किया जाय, क्योकि ये केवल जाति विशेष के गौरव की बात नहीं बल्कि राष्ट्रीय गौरव की बात है और ये सभी ईमारत राष्ट्रीय धरोहर है.

shrikumar
September 11th, 2009, 09:14 PM
Thanks a lot.. Rajiv Bhai !
Ye smark Bhartiya puratatav vibhag ke under hain lakin inki dekh bhal ka koi intjam nahin hai. Ek bulding jo bahut jyada risky thi uski sunderta ka dhyan diye biger uske hall ke bichon bich ek diwar badi bedardi se khari kardi taki chhat gir na jaye...so sameful !

PAWANCHAUDHARY
September 11th, 2009, 09:21 PM
Jat Community and Jat organisations should initiate for this, because these are nose of JATs

rocky0036
September 11th, 2009, 10:10 PM
Dosto pichhale dino mai Bhartpur aur Dhig (Rjasthan) Gaya tha. Bhartpur jatton ki Mahan riyasat thi jahan mahan raja jat siromani Surajmal ji maharaj huye han. Iss riyasat ki rajdhani Dhig thi. Aaj bhi ager koi Dhig ke jat rajaon ke Mahlon ko dekhe to dang rah jaye..Jaipur aur Delhi ke mahal Dhig ke jat rajaon ke aage fike han..Yahan aaker kya gorv mahsus hota hai ye to koi jat putra wahan jaaker hi feel ker sakta hai.....Lakin dosto ager en mahlon ko jaldi hi nahi sambhala gaya to ye aane wale salon mai aap ko nahi dekhne ko milenge...Mujhe essa laga ki Rjs.Govt. ke log enhe pasnd nahi karte..Etne amuly Dharohar ki etni Beejjati aur andekhi maine Bhart mai kahin aur nahi dekhi...Kass ye mahal Haryana mai hote...Mujhe aisa laga ke Rajsthan ke jat apna Gorvshali Itihas Bhula chuke..ya satta se duri ne unhe majbur kar diya....Mera koi Jat Bhai jo in Smarkon ko bacha sakne ki takat rakhta ho.. Plz..PLZ....kuchh karo...
good work bro
govt should do ....