PDA

View Full Version : SHAYARI....



aashish
December 6th, 2003, 09:13 AM
HUMNE SOCHA KI TUMHARE CHAHNE WALE SIRF HUM HAI,
LEKIN TUMHARE CHAHNE WAALON KA KAFILA NIKLA.
JAB HUMNE SHIKAYAT KI KHUDA SE,
TO WOH KHUDA BHI TUMHARA NIKLA

Khwaish hai zindagi ki,
ki tum saath hote to chand taro se hum aashiyaana ko sajate.
Mehki fizao ke saath, chirte khushi ke taraane.
Labo par thirakte, khusnuma shehar shame Gulzar hoti.
Bhari Mehfil mein hum tanha na hote.
Hasin khwab bhari raaton mein rang bharte sabse,
Dilkash nazaare hote,
baat hi aur hoti jo tum paas hote!

Aapke shaher ka mausam suhana lage,
Aapki ek shaam chura lun agar bura naa lage,
Aap chahe to bhula de humko,
Par aapko bhulane mein shayad hame zamana lage.

dahbal
December 6th, 2003, 12:37 PM
Bahut aachi shayari hai Aashish bhai.

Aap aage bhi aise hi behjte rahna...

-Balraj

surender
December 6th, 2003, 01:18 PM
LAGTA HAI MAAJI KO KISSI KINARE KI TALASH HAI .WARNA KUDHA SE BHI KHOI SHIKWA /SHIKAYAT NA HOTI .

AAP LIKTE REHNE , HUM IJHAR KAR AAP KO IS BAAT KE TASALI DENGE KI ABHI BAHUT KUCH BAKI TUMMHE JINDGI MEIN PAANE KE LIYE .

BAHUT KHOOB

palsaniya
December 6th, 2003, 10:30 PM
FUNDOO SHAYARI YAAR.........ALLUDING MY HEART FEELING.............

sbkatewa
January 20th, 2006, 12:08 AM
Hi everybody!

I am so happy and proud to know about this site. I read some of the messages and feelings expressed by some of the members. Everything is great about this site as it serves as a tool to interact eachother (Jats) around the globe. Please do visit jatforum.com also.

Very excited to learn about Jats progressing abroad. Keep it up.

Shri Bhan Katewa
+919829011000