PDA

View Full Version : Kya hamara bhartiya media samaaz aazaad nahi raha?



SALURAM
July 26th, 2011, 06:04 PM
bhartiya media me abb vo baat nahin rahi.
abb kuchh khabaren dikhai jaroor jati hain lekin sarkar ke paksh me jyada baat ki jati hain to kya yeh samajha jaye ki media bhi sarkar ki gulaam ho gayi hain.

ravinderjeet
July 26th, 2011, 06:34 PM
मीडिया सब तरह की जिम्मेदारियों से आजाद हे |


बाप बड़ा ,ना भैया
सब से बड़ा ,रुप्पिया

SALURAM
July 26th, 2011, 06:42 PM
to kya aapki baat ka aarth yeh nikala jaye ki media bhi ek business ho gaya hain.
aur jo use paise vo usi ki baat karega?

ravinderjeet
July 26th, 2011, 06:58 PM
to kya aapki baat ka aarth yeh nikala jaye ki media bhi ek business ho gaya hain.
aur jo use paise vo usi ki baat karega?

हो गया हे नहीं |ये ही चल रहा हे पहले से ही | भाटों के जमाने से | जिह की खावे बाकली, उह के गावे गीत |

anil_rathee
July 26th, 2011, 08:32 PM
to kya aapki baat ka aarth yeh nikala jaye ki media bhi ek business ho gaya hain.
aur jo use paise vo usi ki baat karega?

Haan bhai.. in media walo ka hi kamaal hai jo chal raha hai.. kisi jamaane mein inhone neharu ka kad itna uncha kar diya tha ki sabne unko dhire-2 apna neta maan liya... otherwise uska contribution kya tha 1947 se pahale??? Congress ka member hone koyi contribution nahi hota.. same today...