PDA

View Full Version : kavita ki kuch panktiyan



justadorethem
August 11th, 2002, 09:25 PM
Hi All,
Found these lines interesting , thought to share with u all.
enjoy,
sachin

aaj yah deevar , pardon ki tarah hilne lagi,
shart lekin thi ki ye buniyaad hilni chahiye|

har sadak par, har gali mein, har nagar, har gaanv mein,
haath lahrate hue har laash chalni chahiye|

sirf hangama khada karna mera maksad nahin,
saari koshish hai ki ye surat badalni chahiye|

mere seene mein nahin to tere seene mein sahi,
ho kahin bhi aag , lekin aag jalni chahiye|

singh1981
September 19th, 2005, 06:02 PM
greeeeeeaaaaaaaattttttttt.........

devdahiya
September 19th, 2005, 07:18 PM
Hi All,
Found these lines interesting , thought to share with u all.
enjoy,
sachin

aaj yah deevar , pardon ki tarah hilne lagi,
shart lekin thi ki ye buniyaad hilni chahiye|

har sadak par, har gali mein, har nagar, har gaanv mein,
haath lahrate hue har laash chalni chahiye|

sirf hangama khada karna mera maksad nahin,
saari koshish hai ki ye surat badalni chahiye|

mere seene mein nahin to tere seene mein sahi,
ho kahin bhi aag , lekin aag jalni chahiye|



GREAT LINES INDDED....here is a rejoinder;


Sirf aag jala kar chhodna bhi mei nahi huun chahta
AAG bhi lambe samay tak rehni dhadhakti chahiye|

Har janam mei veer yodha...iss aag par chalte rahein
Balidaan ke kisse hamessa, Itihass mei hone chahiyen|

pammusangwan
September 19th, 2005, 11:39 PM
In Itihass K panno ko zamana palteyga ye sara
main nahin chahata ye balidaan panno main simat jaaye
In balidaano se sikh kar ek naya hi itihaas hum rachaye

don`t know how I wrote these lines......(dis is my first time if any thing not suitable)
CHEERS

GREAT LINES INDDED....here is a rejoinder;


Sirf aag jala kar chhodna bhi mei nahi huun chahta
AAG bhi lambe samay tak rehni dhadhakti chahiye|

Har janam mei veer yodha...iss aag par chalte rahein
Balidaan ke kisse hamessa, Itihass mei hone chahiyen|

positivelook
September 20th, 2005, 04:03 AM
Very well written ! Very good lines. Pammu good effort !

Abhimanyu Phougat

kamal123
October 31st, 2006, 10:01 AM
Rrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr rrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr

divyakadyan
October 31st, 2006, 04:00 PM
[quote=justadorethem;24665]Hi All,
Found these lines interesting , thought to share with u all.
enjoy,
sachin

aaj yah deevar , pardon ki tarah hilne lagi,
shart lekin thi ki ye buniyaad hilni chahiye|

har sadak par, har gali mein, har nagar, har gaanv mein,
haath lahrate hue har laash chalni chahiye|

sirf hangama khada karna mera maksad nahin,
saari koshish hai ki ye surat badalni chahiye|

mere seene mein nahin to tere seene mein sahi,
ho kahin bhi aag , lekin aag jalni chahiye|[/q

Dumdar

choudharyneelam
October 31st, 2006, 06:29 PM
Very well written Sachin and Dev Sir:) ...and Pammu brother you too have tried it nicely...keep trying :)