PDA

View Full Version : SHER AGAIN---->



ajaynehra
December 20th, 2002, 09:55 PM
Shamme mazar thi na koi sogawar tha
hum jis pe ro rahe the woh kiska mazaar tha

jaadu hai ya tilism tumhari zubaan mein
tum jhooth kah rahe the mujhe aitbaar tha

tadpunga umr bhar dil-e-marhum ke liye
kambakht namurad ladakpan ka yaar tha

kya kya hamare sajde ki ruswaiyan huim
nakshe kadam kisi ka sare rah guzaar tha


AJAY NEHRA

desiJAT