sweet
April 7th, 2003, 04:35 AM
"BUDI JAVANI"
Jindagi kahte hain ,issi ko agar,
javani ki masti ,phir gayi kidhar,
bachpan se budapa , hi aajaye ek dum,
aisa to humne , na suna tha magar !
Bachpan mein javanoin ko dekh kar hum,
tammna karte the dil mein har dum,
macha deinge udham duniya mein hum bhi,
javani mein rakhte hi aapna kadam !!
Sochte hum rahe,javani aabhi to aayegi,
ladakpan ki ye hasin josh mein badal jayegi,
pata nahi kab kya hua,mili humme,
bas yahi khabar , hum jab javan hogein
vo kal kabhi na aayegi !!!
Bachpan se budape mein,
hum to aise utar gaye,
jaise kisi varg ke,
karan se hi guzar gaye,
kuch bhi ho saath mein aapne,
huyi ye aanhoni hai !!!!
jo bhi mila hai ye uusi ne kaha,
jidhar se hum guzar gaye ,
kya hua jo javan na huve,
aarman to aapne javan hain aabhi,
shak kisi ko hai aagar,
aajmale jab chahe kabhi !!!!!
CHEERS.
Jindagi kahte hain ,issi ko agar,
javani ki masti ,phir gayi kidhar,
bachpan se budapa , hi aajaye ek dum,
aisa to humne , na suna tha magar !
Bachpan mein javanoin ko dekh kar hum,
tammna karte the dil mein har dum,
macha deinge udham duniya mein hum bhi,
javani mein rakhte hi aapna kadam !!
Sochte hum rahe,javani aabhi to aayegi,
ladakpan ki ye hasin josh mein badal jayegi,
pata nahi kab kya hua,mili humme,
bas yahi khabar , hum jab javan hogein
vo kal kabhi na aayegi !!!
Bachpan se budape mein,
hum to aise utar gaye,
jaise kisi varg ke,
karan se hi guzar gaye,
kuch bhi ho saath mein aapne,
huyi ye aanhoni hai !!!!
jo bhi mila hai ye uusi ne kaha,
jidhar se hum guzar gaye ,
kya hua jo javan na huve,
aarman to aapne javan hain aabhi,
shak kisi ko hai aagar,
aajmale jab chahe kabhi !!!!!
CHEERS.