PDA

View Full Version : " BACHPAN "

mukeshkumar007
March 13th, 2005, 11:24 AM
" BACHPAN "

Mujhko yaqeen hai sach kahti thi jo bhi Meri Maa.. kahti thi

Jab mere bachpan ke din thae chaand mein bi mere liye pariyaan rahti thi

Ek yeh din jab apno ne bhi humse naatha thod liya.......

Ek wo din jab ped ki shaakhein bi hamara bhoj sahti thi

Ek yeh din hai jab sari sadkein sooni sooni lagti hain,

Ek wo din thae jab aao khelein saari galiyaan kahti thi....

Ek yeh din jab jaagi raatein deewaaroon ko thakti hain

Ek wo din jab shaamoon ki bhi palkein bojhal rahti thi........

Ek yeh din jab laakhoon gham aur khaal para hai aansuu ka

Ek wo din jab ek zara si baat pe nadiyaan bahti thi..........

Mujhko yaqeen hai sach kahti thi jo bhi Meri Maa.. kahti thi

devdahiya
March 13th, 2005, 02:56 PM

My dear mukesh,

AApne achhi baat likhi hai. Problem hi sari ye hai ki hum appni maa ko bhool gaye hain, chhote- badde ki izzat bhool gaye hain, appni tehzib bhool gaye hain, appni sabhyata bhool gaye hain, aapni maryadaein bhool gaye hain, insaniyat bhool gaye hain..............agar yadd reh gaya hai to self and paisa..............ABHI TO MAA KO YAD KAR KE ROTTE HAIN HUM SAB LEKIN AAGE-2 HUMKO NANNI YAD AAYEGI.......................WAIT AND SEE. VERY NICE THREAD..........KEEP IT UP!

mukeshkumar007
March 13th, 2005, 06:45 PM
Problem hi sari ye hai ki hum appni maa ko bhool gaye hain, chhote- badde ki izzat bhool gaye hain, appni tehzib bhool gaye hain, appni sabhyata bhool gaye hain, aapni maryadaein bhool gaye hain, insaniyat bhool gaye hain..............agar yadd reh gaya hai to self and paisa..............

aap sahi keh rehe hai..
But i think one day every body will move toward their roots.. Har kisi ko ek na din Ghar Lotna partha hai uncle ji.. and yeh sab globalization ka hi asar hai ki hma har riste nato ko bhulte huwe paise ke piche bhag rehe hai..and apni hi duniya maie mast hone ki nakam kosis kar reha hai... Lakin Ek na ek din her kisi ko in risto ki ahmiyat ko takaza jarur ho ga... lakin tab tak bhut der ho chuki hogi......
Hum Indian kee indentification hi yeh riste.. chote barho ki izzat.. tehzib, mohabbat hai.. jo ki dhire dhire kam hoti ja rehi hai...
But I am sure very soon people will understood the importance of riste nate and tehzib etc...