Page 3 of 6 FirstFirst 1 2 3 4 5 6 LastLast
Results 41 to 60 of 105

Thread: shyari-e-mohabbat

  1. #41
    ke bat hai bout bout khub





    Quote Originally Posted by rkumar
    wah kyaa baat hai...masa-allah...

    ji karta hai doob kar mar jaun chullu bhar paani mai
    aawaj de lena, jab paani se bhar jaye chullu aapki

    RK^2
    Make yourself an honest man, and then you may be sure there is one less rascal in the world
    SUBHASH DHAYAL

  2. #42
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    it was too good!

    chullu mein doobna to sabko hi aata hai
    par 0.2 temperature mein bhala kaun nahata hai

  3. #43
    Email Verification Pending
    Login to view details.

    Thumbs up

    yahan to sabhi shayar hain!
    going great all. Keep it up!!

  4. #44
    Tum gairoien ki baat karte hoin
    humne to apne bhi aajmaye hai
    log kaantoien se bach kein chalte hai
    humne to phooloien se jakhm khaye hai................


    Aansoo tere nikle aankhein mere ho
    dil tera dhadke aur dhadkan meri ho
    khuda kare hamari mohabbat aisa rang laaye
    ki saansein teri ruke aur maut meri ho.....................


    unko khabar hai mere tootein armano ki
    aaj jarrorat padegi kanch ke pemano ki
    khali na hone dena jaam yaaro
    varna phir se yaad aa jayegi gujare jamano ki............


    Teri yaad hai ki bhula bhi na saku
    dhundne usko chala huin ki jise paa bhi na saku
    meharbaan ho ke bula lo chahe jis waqt
    main koi gaya waqt nahi huin ki
    laut ke aa bhi na saku...................
    Last edited by dndeswal; August 17th, 2006 at 11:01 AM. Reason: posts merged

  5. #45







    Teri Raahon Mein Kabse Aankhen Beechaye Baithay hain
    Is Dil ke tufan Mai Mohabbat Ki shama Jalaye Baithe hain
    Aey Zaalim kis Morr Pe Laa kar Chodha Hain Tunnay Mujhko
    Aaj bhi Milne ki Hasrat se teri yaad ko dil se lagaye Baithe hain
    Make yourself an honest man, and then you may be sure there is one less rascal in the world
    SUBHASH DHAYAL

  6. #46




    Husna ko chand,
    Javani ko kammal kehte hain!
    Dekh kar hum tujhe,
    Ekh shauk ghazal kehte hain!
    Uff yeh sangeen huwa shafaf badan,
    Dekhne wale tujhe Taj Mahal kehte hain.
    Make yourself an honest man, and then you may be sure there is one less rascal in the world
    SUBHASH DHAYAL

  7. #47
    Chiragon ki roshni jab jara hili
    laga tumhari ek aahat si milli
    jaake dekha jab dar pe
    to fir wahi kaafir hava mili.................


    Murjha gaye phool par bahaar wohi hai
    door ho humse par pyar wohi hai
    jaante hai ki mil nahi sakte ho tum humse
    per aankhoien mein intazzar wohi hai..............


    Jindgi humme kis mod pe le aayi hai
    saji hai mehfil per dil mein veerani si chayi hai
    aaj hume lagta hai teri chahat yeh rang layi hai
    chal rahi hai hawa per chiragoien ko na bujha paayi hai


    Pine de saki ki abhi raat baki hai
    tere hatho ka ek aur JAAM baki hai
    jana hai ladkhadate huin maikhane se
    pine de ki abhi kadmo mei jaan baki hai..........
    Last edited by dndeswal; August 17th, 2006 at 11:03 AM. Reason: posts merged

  8. #48
    bhai yaar bin piye hi nasha ho reha hai yahan par to......bhai mein mehfil mein saamil hona chahta hoon though I'm not good at all in shayri...I'm here just to enjoy the nasha of Jat daru bhaion hons mein naa aane dena mere ko :D

    peete reho...aise hi jeete reho


    rock on
    Jit
    .. " Until Lions have their historians, tales of the hunt shall always glorify the hunter! " ..



  9. #49
    piney de saaki jab tak kaddam larkhada na jaye
    fir unke ghar ke aagey girey,, fir wo hamein chord kar aayein
    I dont have personality,i am mere statistics.I used to be "downtoearth". Now this is my present name. Do i possess a name, a face ,an individuality ?:rolleyes:


  10. #50
    shama bujh jaaye to jal bhi sakti hai
    aur kasti toofan se nikal bhi sakti hai
    are mayoos na ho, irade na badal
    takdeer ka kya hai kabhi bhi badal sakti hai...........

  11. #51

    Thumbs up

    I like that,
    good inspiring sher
    --

    dekh mein Jaton ke post ka bhi reply karta hoon
    remember once u said, I reply only Jatnis :rolleyes:
    aur aan de!

    rock on
    Jit

    Quote Originally Posted by prashantacmet
    shama bujh jaaye to jal bhi sakti hai
    aur kasti toofan se nikal bhi sakti hai
    are mayoos na ho, irade na badal
    takdeer ka kya hai kabhi bhi badal sakti hai...........
    .. " Until Lions have their historians, tales of the hunt shall always glorify the hunter! " ..



  12. #52

    Exclamation

    hum up ke jat bhi bare khush dil hai.
    ek din ek jat lalquila sa bus main chadne laga. driver ne bus chala di. jat ka piche -piche bhag liyaa. red light pain bus ruki jat sidha driver ka pass gaya . aur bola bhai ya bus teri bahan lage ke. wo bola na . jat ke nai kahi teri maa lage. vo bola nahi
    sale pher chadne kyon ni deta.:p :p :p :p :p

  13. #53

    ek meri taraf se bhi sir

    mere junun ka natija jaroor niklege,
    isi shah samundar se noor niklega,
    agar gir gaya hai sahil par,to talash mat karna;
    agar doob gaya hai to door niklega........

  14. #54
    jakhm jab teri yaadoien ke bharne lagte hai
    to kisi na kisi bahane tumhe yaad karne lagte hai
    jaante hai ki aaj nahi niklega CHAND
    phir bhi SHAAM dhalte hi intazaar karne lagte hai

  15. The Following User Says Thank You to prashantacmet For This Useful Post:

    kamnanadar (February 2nd, 2012)

  16. #55
    pyare Jitendra Mehta and rupendera sheoran yanha per sirf mohabbad ki shyari arz kare darun ki nai
    Make yourself an honest man, and then you may be sure there is one less rascal in the world
    SUBHASH DHAYAL

  17. #56

    Arz hai....

    hain to bahut se nazrane dil ke mere paas..
    dil ko hai aaj unko bata dene ki aas.....
    aaj jaroorat hai meri shayri ko mere asq ki.......
    par shayad kami pade unke liye tumhein waqt ki..........
    Regards

    Shiv K. Chaudhary
    --------------------------------------------------------------
    The ultimate measure of a man is not where he stands in moments of comfort, but where he stands at times of challenge and controversy. .

  18. #57

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by hidhayal
    pyare Jitendra Mehta and rupendera sheoran yanha per sirf mohabbad ki shyari arz kare darun ki nai
    bhai hidhyal,,
    hangama hai kyu barppa thodi si jo pi li hai
    dakka to nahi dalla chori to nahi ki hai
    dost,, yahaan ,,mahrey mein tey key daaru ki baans aawey sey:D :p :D
    n ways ok dude ...
    I dont have personality,i am mere statistics.I used to be "downtoearth". Now this is my present name. Do i possess a name, a face ,an individuality ?:rolleyes:


  19. #58
    duniya wale bhi wafooa ka khob sila dete hai
    har mod per ek jakhm naya dete hai
    ae dost is jahan mein koi apna nahi
    jab aag lagti hai to PATTE bhi HAWA dete hai

  20. #59
    Rone se aur ishq se bebak ho gaye,
    dhoye gaye kuch is tarah se ke bas pak ho gaye.

    na tha kuch to gham tha,
    na hoga kuch to gham hoga,
    wo milte nahin sabhi ko jiski tamanna hoti hai,
    phir bhi jo na juda ho wo gham hoga!

  21. #60
    yeh mohabbaat ka fasana bhi kya gajab fasana hai
    idher hai apki chahat aur udhar jamana hai......

    abhi abhi to aaye ho abhi daman sambhala hai
    teri is jaane ki jidh ne mera dam nikala hai........

    kabhi khamosh baithoge kabhi gungunaoge
    hum utna yaad aayenge jitna humme bhulaoge........

    tumhe gairon se kab fursat
    aur hum apne gum se kab khali
    chalo bas ho gaya milna julna
    na tum khali na hum khali.........

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •