Page 1 of 6 1 2 3 4 5 ... LastLast
Results 1 to 20 of 105

Thread: shyari-e-mohabbat

  1. #1

    shyari-e-mohabbat

    gar tumne chaha hoto, to yeh halaat badal sakte thein.
    Aur tere yeh aansu ,meri ankhoien se nikal sakte thein
    per tum to tahare rahe JHEEL ke paani ki tarah
    dariya bante to door nikal sakte thein.


    Prashant chaudhary

  2. #2
    bahut Door se tere kadmoien ki aahat jaan lete hain
    Tujhe ae jindgi hum door se pahchan lete hain
    tabiyat apni ghabrati hai jab sunsaan raatoein mein
    Hum tere yaadoein ki chadar taan lete hai.........

  3. #3

    Ishq Na Hota To Mehkhane Na Bante

    Ishq Na Hota To Mehkhane Na Bante,
    Ishq K Marij Dewane Na Bante,
    Namo-Nisaa Na Hota Pyar Ka Kahi
    Agar Aap k Aur Hamare Afsane Na Bante.......




    SUBHASH DHAYAL

  4. #4
    Dile-e NAAdan tujhe hua kya hai
    AAkhir dile -e- dard ki dava kya hai
    hume unse hai wafa ki ummed
    jo nahi jante ki wafa kya hai

  5. #5

    Khud Hee Ho Jata Hai..Ishq




    Ishq to khud hee ho jaata hai…
    Dil bhi apna kho jaata hai…
    Jab aisa ho jaata hai…
    To dil bekaraar ho jaata hai.

    Kyun hota hain humko pyaar…
    Mujhko nahi pata yaar.

    Itna zaroor pata hai mujhko…
    Ek din ye bhi hoga tumko.

    Jab hoga tumko pyaar…
    Hawa mein udoge tum bhi yaar…
    Khush rahoge hardam tum…
    Pyaar karoge pyaar se tum.

    Aaj tumne jisko dekha hai…
    Shayad who hee tumhara apna hai…
    Abhi chalega pata nahi…
    Intezaar mein rahna har ghadi.





    SUBHASH DHAYAL

  6. #6
    Chaha ta jise jindgi ki tarah
    mila wo aasna bhi aaj ajnabee ki tarah
    kabhi yeh na socha tha jiske liye
    karega woh sitam har kisi ki tarah
    badha ke PYAAS , haath kheech liya
    ki woh MURAVVAT bhi kar raha tha DILLAGI ki tarah........

  7. The Following User Says Thank You to prashantacmet For This Useful Post:

    kamnanadar (March 8th, 2012)

  8. #7

    Some times your heart thinks

    Some times your heart thinks, whom do you really love?
    You love someone but you like someone else,
    Your mind speaks, but your heart denies....
    Someone listens, but someone else comforts...
    Someone prays, but someone else consoles...
    Someone says but someone else's action speaks...
    Someone laughs, but someone else understands...
    Someone just tells, but someone makes you do...
    Someone is there, but someone you want is not...
    You search for someone is someone else...
    Is this the beginning of love, or is it the end...
    A times come in life when you thinks what love really is?
    What you think is love or it is something else...
    Listen to your mid but follow your heart.



    subhash dhayal

  9. #8
    kuch khwab aate hai aa ke chale jaate hain
    aaina sa mujhe dikhla ke chale jaate hain
    Saath mar ke bhi raha mere game -tanhai
    warna ahbaab to dafna ke chale jaatein hai
    kitni badnaam hain bazare-e- mohabbat mein wafa
    log iske paas aate hain aa ke chale jaatein hain
    aur jinhe hum chhahte hai jindgi ki tarah
    wo humhe dekh lete hain to
    katra ke chale jaatein hain

    ---------------------------------------------------

    socha na tha,jindgi is mod pe le aayegi
    soyegi wo aur neend humko nahi aayegi
    humme kya pata tha ki mohabbat ka hoga ye anjaam
    bewafaai uski humme hamesha rulaeege

    ---------------------------------------------------

    mehfil na hoti nazare na hote
    youn chand ke pehlu mein sitare na hote
    hum isliye marte hai aap per
    kyounki aap jaise hasien saare nahi hote

    --------------------------------------------------

    humsafar saath saath chalte hain
    bewafaa raste badalte hain
    kiske aansoien chupe hain in phoolein mein
    chumta huin to hooth jalte hein
    aa is darkhat(tree) ke paas gale mil le hum
    yahan se tere mere raste badalte hein
    aur kai sitaroein ko jaanta huin mein bachpan se
    jahan bhee jaaoein mere saath saath chalte hein...............
    Last edited by dndeswal; August 17th, 2006 at 10:44 AM. Reason: posts merged

  10. #9
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Bhai "Dhayal" saab...aap to menne "Ghayal" laago so.....


    :D

  11. #10

    a dost

    ghayal toh har koi hai lekin hum se nai humari shayari se

    heheheheheh hahahaha

    jat kabhi ghayal nai hote,
    chahe ishq ho ya fight,
    kyoki hum hamesha jeet.........................





    Quote Originally Posted by anilsangwan
    Bhai "Dhayal" saab...aap to menne "Ghayal" laago so.....


    :D
    Make yourself an honest man, and then you may be sure there is one less rascal in the world
    SUBHASH DHAYAL

  12. #11
    Subhash bhai,
    why don't u write some SHYARI for jats. if u can try that will be amazing.
    after seeing ur creation, i hope u will do something astonishing in shyari.........

    Keep it up.........
    All the best........

    prashant chaudhary

  13. #12

    Nazaaaare Ke Baad Ke Haaaaaaalattttttt

    Yusuf ka husn, Zulekha ka ghumaar dekha hai
    Kuch is tarah se Haseenon ka payar dekha hai
    Unhe khilane pilaane main hui hai yeh haalt
    kasam khuda ki .... aaj bhi cinema udhaar dekha hai
    Make yourself an honest man, and then you may be sure there is one less rascal in the world
    SUBHASH DHAYAL

  14. #13
    wah wah...............subhash bhai

    FARMAYA HAI KI..................

    socha na tha kabhi ,aise halaat ho jayenge
    aur itne kamzor hamare jajbaat ho jayenge
    woh hai ki dekhte hi nahi ab kabhi nazre uthakar
    aur hum unke tasooiour(imagination) mein saari jindgi bitayenge

  15. The Following User Says Thank You to prashantacmet For This Useful Post:

    kamnanadar (February 2nd, 2012)

  16. #14

    hhhhhhhhaaahhahahaha

    arararran bhai sab bout badiya


    Quote Originally Posted by prashantacmet
    wah wah...............subhash bhai

    FARMAYA HAI KI..................

    socha na tha kabhi ,aise halaat ho jayenge
    aur itne kamzor hamare jajbaat ho jayenge
    woh hai ki dekhte hi nahi ab kabhi nazre uthakar
    aur hum unke tasooiour(imagination) mein saari jindgi bitayenge
    Make yourself an honest man, and then you may be sure there is one less rascal in the world
    SUBHASH DHAYAL

  17. #15
    kya baat hai dhyal bhai tu lagta hai ghayal ho gaya hai pyaar mein lol

    tu apana naam ghayal shayaar rakh le!

    rock on,
    Jit
    .. " Until Lions have their historians, tales of the hunt shall always glorify the hunter! " ..



  18. #16

    Talking hahahaahhaha

    hahaha jit yeh jante ho ki sab ghayal hai lekin hum ek hi baat kahinge

    dont go where path lead.......................


    aur apke liye

    Soncha na tha dil ko kuch ho jayega
    Sambhala jisay ab tak woh kho jayega
    Is tarah say zindagi main aaogi tum
    Madhosh ho kay dil tujh main hi kho jayega.
    :D :D :D :D :D :D :D :D :D :D
    Make yourself an honest man, and then you may be sure there is one less rascal in the world
    SUBHASH DHAYAL

  19. #17
    tootae huya paymanoo me jaam nahi aata
    dil ke marij ko aaram nahi aata
    a dil todne wali jara ye too pucha hota
    toota huya dilkisi ke kaam nahi aata

  20. #18
    Wah Vikram bhai, apko to dil ke bare mein bahut pata hai.................


    To ab is per bhi gaur farmaye.......................

    Jaam tootne ka bahana mat kar, hum to teri aankhoien se pee lenge
    Tujhe aana nahi hai to mat aa, aane ka waada to kar ,
    hum to tere INTZAAR mein ji lenge......

  21. #19
    bhai prashant kyo dil ko tasli dena ka kam kar rade ho waade toh totne ke liye hote hai kyo bhai vikram sahi kaha na



    Quote Originally Posted by prashantacmet
    Wah Vikram bhai, apko to dil ke bare mein bahut pata hai.................


    To ab is per bhi gaur farmaye.......................

    Jaam tootne ka bahana mat kar, hum to teri aankhoien se pee lenge
    Tujhe aana nahi hai to mat aa, aane ka waada to kar ,
    hum to tere INTZAAR mein ji lenge......
    Make yourself an honest man, and then you may be sure there is one less rascal in the world
    SUBHASH DHAYAL

  22. #20
    theek kaha subhash bhai........

    But there must be someone in ur life to whom u are waiting. U will get a different type of pleasure in this INTZAAR..........

    Yeh bhi thik hai na vikram bhai................

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •