Page 2 of 63 FirstFirst 1 2 3 4 5 6 12 52 ... LastLast
Results 21 to 40 of 1259

Thread: Wafa aur mohabbat

  1. #21
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Pehle wo karte thhe koshish lubhane ki
    Ruthh kar intezar karte thhe mere mannane ki
    Hummein unke sivva kuchh kuchh lagta tha achchha
    Issi ko kehte hein tajjurbbe ka kachcha

    Wo dheerre se thhe aaye meri jinddagi mei,aur nikal gaye ek dumm
    Hum tabb se behosh hein aur padde hein gumm-suum.

    Hum se to zindagi ki kahani na ban saki
    Sade hi rah gaye sabhi panne kitab mein
    Duniya ne kiya tha kahbi ek chhota sa sawal
    Hamane to zindagi hi luta di jawab main
    It's better to be alone than in a bad company.

  2. #22
    Quote Originally Posted by vijay
    Hum se to zindagi ki kahani na ban saki
    Sade hi rah gaye sabhi panne kitab mein
    Duniya ne kiya tha kahbi ek chhota sa sawal
    Hamane to zindagi hi luta di jawab main

    Jiss jinddagi ko kissi ne laggai ho nazzar,uskka to luut jana hi achchha
    Gustakhon ki duniya mei aakhir batao kya karegga ek sachcha.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  3. #23
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Jiss jinddagi ko kissi ne laggai ho nazzar,uskka to luut jana hi achchha
    Gustakhon ki duniya mei aakhir batao kya karegga ek sachcha.


    Unhe zindagi ko najar lagaane do
    Phir bhi ek din chaman bahar hoga
    Bus yahi sochkar main zinda hoon
    Ki kabhi to zindagi se pyar hoga
    It's better to be alone than in a bad company.

  4. #24
    Quote Originally Posted by vijay
    Unhe zindagi ko najar lagaane do
    Phir bhi ek din chaman bahar hoga
    Bus yahi sochkar main zinda hoon
    Ki kabhi to zindagi se pyar hoga


    Kya ye khudda unka hi hei hamaara nahin
    Kissi modd par wo meri bhi sunegga kahin na kahin
    Kyunki hamne to nahin diya dhokka iss pyar mei
    Phir bhi maja aa raha hei pyar ki iss haar mein.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  5. #25
    duniyaa se jaa rahaa huu kafan men chhipaaye muh
    afasos baad marane ke aaii hamen hayaa
    I dont have personality,i am mere statistics.I used to be "downtoearth". Now this is my present name. Do i possess a name, a face ,an individuality ?:rolleyes:


  6. #26
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Kya ye khudda unka hi hei hamaara nahin
    Kissi modd par wo meri bhi sunegga kahin na kahin
    Kyunki hamne to nahin diya dhokka iss pyar mei
    Phir bhi maja aa raha hei pyar ki iss haar mein.
    Dil aur jigar ko lagana bhi hai
    Nazar aap hi se milana bhi hai
    Muhabbat ka bhed pana bhi hai
    Magar apna daaman bachana bhi hai


    Quote Originally Posted by downtoearth
    duniyaa se jaa rahaa huu kafan men chhipaaye muh
    afasos baad marane ke aaii hamen hayaa
    Aaye the julfe bikhra kar ek roz hamari majar par
    Do asaq to tapke ankhon se do phool chadhana phool gaye
    Last edited by dndeswal; August 17th, 2006 at 03:41 PM. Reason: Posts merged
    It's better to be alone than in a bad company.

  7. #27
    Quote Originally Posted by vijay
    Dil aur jigar ko lagana bhi hai
    Nazar aap hi se milana bhi hai
    Muhabbat ka bhed pana bhi hai
    Magar apna daaman bachana bhi hai


    Damman bacha na pyar hi paya
    Usnne muhobbat ko ek daag lagaya
    Khudda kissi ko na bakshe ye tarrana
    paggal ho jatta hei bandda sayana.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  8. #28
    Quote Originally Posted by vijay
    Aaye the julfe bikhra kar ek roz hamari majar par
    Do asaq to tapke ankhon se do phool chadhana phool gaye
    aaye hain wo majar pe ghunghat utaar ke
    mujh se nasib achhey hain meri majar ke



    Quote Originally Posted by vijay
    Aaye the julfe bikhra kar ek roz hamari majar par
    Do asaq to tapke ankhon se do phool chadhana phool gaye
    chehare pe mere zulf ko bikhraao kisii din
    har roz garajate ho baras jaao kisii din
    Last edited by dndeswal; August 17th, 2006 at 03:43 PM. Reason: Posts merged
    I dont have personality,i am mere statistics.I used to be "downtoearth". Now this is my present name. Do i possess a name, a face ,an individuality ?:rolleyes:


  9. #29
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Damman bacha na pyar hi paya
    Usnne muhobbat ko ek daag lagaya
    Khudda kissi ko na bakshe ye tarrana
    paggal ho jatta hei bandda sayana.

    Aapse kya dosti hone lagi
    Apne dil se dushmani hone lagi
    Har khushi mein gum ka ek pahloo mila
    Har naye gum se khushi hone lagi
    It's better to be alone than in a bad company.

  10. #30
    Quote Originally Posted by downtoearth
    aaye hain wo majar pe ghunghat utaar ke
    mujh se nasib achhey hain meri majar ke
    These are the lines of a Qwally by Sabri brothers Mian... and i love this qwally..

    RK^2

  11. #31
    Quote Originally Posted by rkumar
    These are the lines of a Qwally by Sabri brothers Mian... and i love this qwally..

    RK^2
    ya rk sir ,,
    bizli kabhi girri kabhi saayaad aa gaya
    hamne to char din bhi na dekhey bahar key............

    aur wo ek aur hai.......
    merey mehboob ne wada kiya hai 5we din ka
    kissi se sun liya hoiga ye duniya chaar din ki hai
    I dont have personality,i am mere statistics.I used to be "downtoearth". Now this is my present name. Do i possess a name, a face ,an individuality ?:rolleyes:


  12. #32
    Quote Originally Posted by downtoearth
    aaye hain wo majar pe ghunghat utaar ke
    mujh se nasib achhey hain meri majar ke
    Meri zindagi ke maalik, mere dil pe haath rakhna
    Tere aane ki khushi main mera dum nikal na jaye
    Mujhe jalane se pahle mera dil nikal lena
    Ye kisi aur ki hai amant kahin sath jal na jaye


    Quote Originally Posted by downtoearth
    ya rk sir ,,
    bizli kabhi girri kabhi saayaad aa gaya
    hamne to char din bhi na dekhey bahar key............

    aur wo ek aur hai.......
    merey mehboob ne wada kiya hai 5we din ka
    kissi se sun liya hoiga ye duniya chaar din ki hai
    Umar daraaz maang ke laye the char din
    Do aarzoo main kat gaye do intezaar main


    Quote Originally Posted by downtoearth
    chehare pe mere zulf ko bikhraao kisii din
    har roz garajate ho baras jaao kisii din
    Pyasi tadapati hui registaan si hai ye zindagi
    Yahan pani ki ek boond bhi barsat lagti hai
    Last edited by dndeswal; August 17th, 2006 at 03:45 PM. Reason: Posts merged
    It's better to be alone than in a bad company.

  13. #33
    Quote Originally Posted by vijay
    Pyasi tadapati hui registaan si hai ye zindagi
    Yahan pani ki ek boond bhi barsat lagti hai


    Ek boondd aasman se tapki kuchh aisse
    Ke sawan ka hum ko khyaal aa gya
    Kuchh aissa hi huwa saath mere bhi
    Ke unke aane se bhuchal aa gya.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  14. #34
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Ek boondd aasman se tapki kuchh aisse
    Ke sawan ka hum ko khyaal aa gya
    Kuchh aissa hi huwa saath mere bhi
    Ke unke aane se bhuchal aa gya.

    Woh kab ke aaye bhi aur gaye bhi
    Najar main ab tak sama rahen hain
    Ye chal rahe hain woh phir rahen hain
    Ye aa rahen hain ye ja rahen hain
    It's better to be alone than in a bad company.

  15. #35
    Quote Originally Posted by vijay
    Woh kab ke aaye bhi aur gaye bhi
    Najar main ab tak sama rahen hain
    Ye chal rahe hain woh phir rahen hain
    Ye aa rahen hain ye ja rahen hain


    Wo ho gaye ojjhal hamari nazzron se kuchh iss trah
    Jaisse simmat gaya ho chand baddlon ke peechhe
    Badal to chhat jayenge aur chand bhi hoga phir se roshan
    Lekin mera dil mujhe na janne kis aur hei kheenche.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  16. #36
    Quote Originally Posted by vijay
    Umar daraaz maang ke laye the char din
    Do aarzoo main kat gaye do intezaar main
    vijay bro n dev sir,, ek akhbaarmein manney iqbal ka sher pad liya aur merey gear ullajh gaye kuch samaj na aaya... can u help me...
    na kahin jahaan mein amaan mili, jo amaan mili to kahaan mili
    mere jurm-e-khaana kharaab ko, tere afv-e-banda navaaz mein
    I dont have personality,i am mere statistics.I used to be "downtoearth". Now this is my present name. Do i possess a name, a face ,an individuality ?:rolleyes:


  17. #37
    Quote Originally Posted by downtoearth
    vijay bro n dev sir,, ek akhbaarmein manney iqbal ka sher pad liya aur merey gear ullajh gaye kuch samaj na aaya... can u help me...
    na kahin jahaan mein amaan mili, jo amaan mili to kahaan mili
    mere jurm-e-khaana kharaab ko, tere afv-e-banda navaaz mein

    I be forgiven if explaination stands wrong.......Here is my try:

    aai khudda,Iss tere sansaar mei mere jaisse pappi ko koi shanti nahin mili...jabki logg kehte hein ki tere dil mei to sabb ke liye reham hei aur tu sabb ko mwaff kar deta hei....lekin mera chenn kahan gaya?
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  18. #38

    correct explanation..

    Iqbal kehte hain ke mujhe dunya mein kahin bhi amaan nahin milti, agar milti hai to sirf apne Rab ki bargaah mein, jahaan us ki saari khataain muaaf ho jaati hain
    afv-e-banda navaaz = yaa'ni apne karam se bandon ko muaaf kar dena
    hehe..
    so simple!!
    Quote Originally Posted by devdahiya
    I be forgiven if explaination stands wrong.......Here is my try:

    aai khudda,Iss tere sansaar mei mere jaisse pappi ko koi shanti nahin mili...jabki logg kehte hein ki tere dil mei to sabb ke liye reham hei aur tu sabb ko mwaff kar deta hei....lekin mera chenn kahan gaya?
    -There are no bad people in this world..they are either good or amusing.

    ...La Vida es Bella....

  19. #39
    Quote Originally Posted by downtoearth
    vijay bro n dev sir,, ek akhbaarmein manney iqbal ka sher pad liya aur merey gear ullajh gaye kuch samaj na aaya... can u help me...
    na kahin jahaan mein amaan mili, jo amaan mili to kahaan mili
    mere jurm-e-khaana kharaab ko, tere afv-e-banda navaaz mein

    Rupi Bro,

    Iqbal saab Khuda se farmate hain :

    "Is duniyan main mujhe kahin bhi sukoon nahi mila. Jo bhi sukoon mila wo kahan mila ? Wahan jahan mere sare papon ko tune maaf kar diya, woh tera dar hai"

    This is my try. I am not perfect too !



    Quote Originally Posted by devdahiya
    Wo ho gaye ojjhal hamari nazzron se kuchh iss trah
    Jaisse simmat gaya ho chand baddlon ke peechhe
    Badal to chhat jayenge aur chand bhi hoga phir se roshan
    Lekin mera dil mujhe na janne kis aur hei kheenche.
    Tha jiska intezaar woh lamha gujar gaya
    Itne bade huzoom main tanha gujar gaya
    Ab kyon kahenge ye log usse gulistaan
    Jhonka jo ek bahar ka aaya aur gujar gaya

    Fasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha
    Samne baitha tha mere aur woh mera na tha
    Yaad karke aur bhi takleef hoti thi hume
    Bhool jane ke siva ab aur koi chara na tha
    Last edited by dndeswal; August 17th, 2006 at 03:47 PM. Reason: Posts merged
    It's better to be alone than in a bad company.

  20. #40
    Quote Originally Posted by vijay
    Fasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha
    Samne baitha tha mere aur woh mera na tha
    Yaad karke aur bhi takleef hoti thi hume
    Bhool jane ke siva ab aur koi chara na tha


    Inhi fansllon nei mera dil todd diya
    Mere meett nei bhi mujhse munh modd liya
    Aur kitne imtehaan bakki hein ei uppar walle
    Ye mera dil hi jantta hei ke ye juddai ka jeher meinne kaisse piya.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •