Page 3 of 63 FirstFirst 1 2 3 4 5 6 7 13 53 ... LastLast
Results 41 to 60 of 1259

Thread: Wafa aur mohabbat

  1. #41
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Inhi fansllon nei mera dil todd diya
    Mere meett nei bhi mujhse munh modd liya
    Aur kitne imtehaan bakki hein ei uppar walle
    Ye mera dil hi jantta hei ke ye juddai ka jeher meinne kaisse piya.



    Chhupa liye sare jakhm labon pe humne
    Ummeed tut gai thi to bhi muskuray the
    It's better to be alone than in a bad company.

  2. #42
    Quote Originally Posted by vijay
    Chhupa liye sare jakhm labon pe humne
    Ummeed tut gai thi to bhi muskuray the



    Sajja bhi di to aissi ki na idhar ke rahe na udhar ke rahe
    Kuchh shabd aisse bhi hote hein jo behtar hein bina kahe
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  3. #43
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Sajja bhi di to aissi ki na idhar ke rahe na udhar ke rahe
    Kuchh shabd aisse bhi hote hein jo behtar hein bina kahe



    Suraj bhi mere sar pe aakar utar gaya
    Ye tera gum hai kaisa jo dil main pasar gaya
    Muddat se likh raha tha ek haseen gazal
    Dekha jo aaj gaur se har lafz bhikhar gaya
    It's better to be alone than in a bad company.

  4. #44
    Quote Originally Posted by vijay
    Suraj bhi mere sar pe aakar utar gaya
    Ye tera gum hai kaisa jo dil main pasar gaya
    Muddat se likh raha tha ek haseen gazal
    Dekha jo aaj gaur se har lafz bhikhar gaya



    Har dil mei bassi hoti hei ek ghazal,koi gata hei koi chhupa ke rakhta hei
    Koi-2 aissa bhi hota hei jo ghazal ko pal-2 seenne se laga kar sisakta hei.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  5. #45
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Har dil mei bassi hoti hei ek ghazal,koi gata hei koi chhupa ke rakhta hei
    Koi-2 aissa bhi hota hei jo ghazal ko pal-2 seenne se laga kar sisakta hei.


    Dekne main jo humen phoolon se bhi halki lagi
    Kar gai woh hi humare dil ko bhari chhithhiyan
    Jis diye ki roshni main haumne likhi thi tumhe
    Usi diye ne hi jala dali tumhari chhithhiyani
    It's better to be alone than in a bad company.

  6. #46
    Quote Originally Posted by vijay
    Dekne main jo humen phoolon se bhi halki lagi
    Kar gai woh hi humare dil ko bhari chhithhiyan
    Jis diye ki roshni main haumne likhi thi tumhe
    Usi diye ne hi jala dali tumhari chhithhiyani

    Chithhi jal jati hei par armaan nahin marte
    Hum ne jinn diyon ki lao mei chithhiyan likhi aajkal wo diye hi nahi jalte.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  7. #47
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Chithhi jal jati hei par armaan nahin marte
    Hum ne jinn diyon ki lao mei chithhiyan likhi aajkal wo diye hi nahi jalte.
    Hai bahut andhera ab to suraj nikalana chahiye
    Jis tarah se bhi ho ye mausam badalana chahiye
    Roz jo chehre badalate hain libaaso ki tarah
    An janaja jor se unka nikalana chahiye

    ---------------------------------------------------------------

    Meharbaan teri najar teri adaayen qatil
    Tujhe kis naam se ae dost pukara jaye
    Mujhko darr hai tere wade pe bharosa karke
    Ye dil muft main kisi khushfahami na mara jaye
    Last edited by dndeswal; August 17th, 2006 at 03:49 PM. Reason: Posts merged
    It's better to be alone than in a bad company.

  8. The Following User Says Thank You to vijay For This Useful Post:

    kamnanadar (January 30th, 2012)

  9. #48
    Quote Originally Posted by vijay
    Meharbaan teri najar teri adaayen qatil
    Tujhe kis naam se ae dost pukara jaye
    Mujhko darr hai tere wade pe bharosa karke
    Ye dil muft main kisi khushfahami na mara jaye


    Yakin hamne kiya,bewaffai unka kaam tha
    pyar hamnei kiya gaddarri unka naam tha.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  10. #49
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Yakin hamne kiya,bewaffai unka kaam tha
    pyar hamnei kiya gaddarri unka naam tha.


    Tere wade pe jiye haum ye tumhara waham hai
    Hum khushi se mar na jaate agar aitbaar hota
    It's better to be alone than in a bad company.

  11. #50
    Quote Originally Posted by vijay
    Tere wade pe jiye haum ye tumhara waham hai
    Hum khushi se mar na jaate agar aitbaar hota


    Wayde kar ke mukkar jana haseenon ki aadtat purani hei
    Inka pyar ganga jal nahin matmaila pani hei.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  12. #51
    hasino ko kyon dosh dete ho, khud ko bhi dekho jara
    jab malum hai itna kuchh, kyun unke jaal me fanste ho.:D
    जाट महान
    ----------
    बेगानों में वफ़ा की तलाश ना कर ‘साहिल’,
    तेरे तो अपने भी अक्सर बेवफा निकलते हैं l

  13. #52
    Quote Originally Posted by jakhar77
    hasino ko kyon dosh dete ho, khud ko bhi dekho jara
    jab malum hai itna kuchh, kyun unke jaal me fanste ho.:D
    Tum karo lakh koshish,wo fanssa hi lete hein
    Aakhir katil addaon mei bhi badda dumm hota hei.

    ----------------------------------------------------------------

    hasino ko kyon dosh dete ho, khud ko bhi dekho jara
    jab jaante ho itna kuchh, kyon unke jaal me fanste ho.

    Quote Originally Posted by devdahiya
    Wayde kar ke mukkar jana haseenon ki aadtat purani hei
    Inka pyar ganga jal nahin matmaila pani hei.
    --------------------------------------------------------------

    Quote Originally Posted by devdahiya
    Tum karo lakh koshish,wo fanssa hi lete hein
    Aakhir katil addaon mei bhi badda dumm hota hei.
    jab malum hai adayen katil hain, phir bhi unse dil lagate ho,
    chot jo lagi dil pe, phir jamane se kyon shikayat karte ho.
    Last edited by dndeswal; August 17th, 2006 at 03:52 PM. Reason: Posts merged
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  14. #53
    Quote Originally Posted by jakhar77
    jab malum hai adayen katil hain, phir bhi unse dil lagate ho,
    chot jo lagi dil pe, phir jamane se kyon shikayat karte ho.


    Kattal karna hasinaon ka shok hei
    Unki shikayat karna hamara shok hei
    Wo kattal karne se bajj aa jayein
    To phir hum kyun shikayat lagayein?
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  15. #54
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Kattal karna hasinaon ka shok hei
    Unki shikayat karna hamara shok hei
    Wo kattal karne se bajj aa jayein
    To phir hum kyun shikayat lagayein?


    Maar kar mujhko door khade ho gaye mere qatil
    Unko ye shak hai ki mujhme abhi jaan baaki hai
    It's better to be alone than in a bad company.

  16. #55
    Quote Originally Posted by vijay
    Maar kar mujhko door khade ho gaye mere qatil
    Unko ye shak hai ki mujhme abhi jaan baaki hai



    Hum marr bhi gaye to kya,Abhi nahin to 2 din baad jayenge
    Par kassam hei khudda ki ke unko sapne mei bhi yaad aayengge.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  17. #56
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Hum marr bhi gaye to kya,Abhi nahin to 2 din baad jayenge
    Par kassam hei khudda ki ke unko sapne mei bhi yaad aayengge.


    Aap aaye bhi aur kattal kar ke chal bhi diye
    Es aada ko main kya naam mere yaar doon
    Ek sapna tha jo neend main kabhi dekh liya
    Ek neend hai jo teri Muhabbat pe waar doon.
    It's better to be alone than in a bad company.

  18. #57
    Quote Originally Posted by vijay
    Aap aaye bhi aur kattal kar ke chal bhi diye
    Es aada ko main kya naam mere yaar doon
    Ek sapna tha jo neend main kabhi dekh liya
    Ek neend hai jo teri Muhabbat pe waar doon.

    Ab to khuda se dua hei ek meri,ke ek achhook neendd de de mujhe
    Ke mei jagg-2 kar lahuluhan ho chuka;
    Gafflat mei sab kuchh nikal gaya
    Na sukun raha aur na deedaare yaar raha.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  19. #58
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Ab to khuda se dua hei ek meri,ke ek achhook neendd de de mujhe
    Ke mei jagg-2 kar lahuluhan ho chuka;
    Gafflat mei sab kuchh nikal gaya
    Na sukun raha aur na deedaare yaar raha.

    Koi had bhi ho aakhir kahan tak Maut ko zindgani pukare
    yaad ko apni roko ki mihjko marte dum tak de rahi hai sahare
    It's better to be alone than in a bad company.

  20. #59
    Quote Originally Posted by vijay
    Koi had bhi ho aakhir kahan tak Maut ko zindgani pukare
    yaad ko apni roko ki mihjko marte dum tak de rahi hai sahare


    Yo to hum naddan thhe,ya hum mohobbat ke mayne samajh na paye
    Nahin to kis ko shauk hei ke deewana kehlaye.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  21. #60
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Yo to hum naddan thhe,ya hum mohobbat ke mayne samajh na paye
    Nahin to kis ko shauk hei ke deewana kehlaye.


    Jo deewane hue mohabbat main unhe zindagi ka gum na hua
    Jo apni aag main na jal sake woh parai aag main jal gaye
    It's better to be alone than in a bad company.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •