Page 4 of 63 FirstFirst 1 2 3 4 5 6 7 8 14 54 ... LastLast
Results 61 to 80 of 1259

Thread: Wafa aur mohabbat

  1. #61
    Quote Originally Posted by vijay
    Jo deewane hue mohabbat main unhe zindagi ka gum na hua
    Jo apni aag main na jal sake woh parai aag main jal gaye
    Jalte rehte hein bhanware lakhon ki taddad mei
    Kya kabhi phool nei aanssu bahaye hein?

    ---------------------------------------------------------------

    Quote Originally Posted by devdahiya
    Jalte rehte hein bhanware lakhon ki taddad mei
    Kya kabhi phool nei aanssu bahaye hein?
    Mahakane dijiye in phoolo ko gulshan main isi tarah
    Ansoo bahane ka kaam hum deewano par chodiye

    --------------------------------------------------------------

    Quote Originally Posted by vijay
    Mahakane dijiye in phoolo ko gulshan main isi tarah
    Ansoo bahane ka kaam hum deewano par chodiye
    Hum meikhanne chale aur wo dolli mei baithh gaye
    Unki raat kaisse gujjari..nahin patta...par hum buss peete rahe.
    Last edited by dndeswal; August 17th, 2006 at 03:55 PM. Reason: Posts merged
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  2. #62
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Hum meikhanne chale aur wo dolli mei baithh gaye
    Unki raat kaisse gujjari..nahin patta...par hum buss peete rahe.


    Main najar se pee raha hoon ye saman badal na ajaye
    Na jhukaao tum nigaahen kahin raat dhal na jaaye
    Mere ashaq bhi hain isme ye sharab ubal na jaaye
    Mera jaam choone wale kahin tere haath jal na jaaye
    It's better to be alone than in a bad company.

  3. #63
    Quote Originally Posted by vijay
    Main najar se pee raha hoon ye saman badal na ajaye
    Na jhukaao tum nigaahen kahin raat dhal na jaaye
    Mere ashaq bhi hain isme ye sharab ubal na jaaye
    Mera jaam choone wale kahin tere haath jal na jaaye


    Kajjra lagga ke aaye,tuffan jaisse aaya
    Anggddaiyon ne unki paggal mujhe banaya
    Nasha khudd hein jalim
    Peene ko keh rahe hein.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  4. #64
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Kajjra lagga ke aaye,tuffan jaisse aaya
    Anggddaiyon ne unki paggal mujhe banaya
    Nasha khudd hein jalim
    Peene ko keh rahe hein.

    Aaj saaki ko pila di jayegi
    Bus yahi usko saja di jayegi
    Aag dil main dabi hai jo pyar ki
    Aaj phir usko hawa di jayegi
    It's better to be alone than in a bad company.

  5. #65
    Quote Originally Posted by vijay
    Aaj saaki ko pila di jayegi
    Bus yahi usko saja di jayegi
    Aag dil main dabi hai jo pyar ki
    Aaj phir usko hawa di jayegi


    Peene ki unko bolo,kya jeir he batao
    Wo tahum khudd nasha hei,tum aag na lagao.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  6. #66
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Peene ki unko bolo,kya jeir he batao
    Wo tahum khudd nasha hei,tum aag na lagao.

    Hum tum main doob jate Tum hum main doodb jaate
    Saagar jahan bhar ke shabnam main doob jaate
    Kuchhh doosari hi hoti humari kismat ki kahani
    ansoo se bach nikalte aur sangam main dood jaate
    It's better to be alone than in a bad company.

  7. #67
    Quote Originally Posted by vijay
    Hum tum main doob jate Tum hum main doodb jaate
    Saagar jahan bhar ke shabnam main doob jaate
    Kuchhh doosari hi hoti humari kismat ki kahani
    ansoo se bach nikalte aur sangam main dood jaate




    Sanggam to khavab bhar hei,wo ho gaye virane
    Mili Khak mei muhobbat,sunta huun bass mei tanne.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  8. #68
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Sanggam to khavab bhar hei,wo ho gaye virane
    Mili Khak mei muhobbat,sunta huun bass mei tanne.

    Na shikayat karta jamaane se koi
    Agar maan jata manaane se koi
    Kisi ko bhi koi na phir yaad karta
    Agar bhool jata bhulane se koi
    It's better to be alone than in a bad company.

  9. The Following User Says Thank You to vijay For This Useful Post:

    kamnanadar (January 30th, 2012)

  10. #69
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Jalte rehte hein bhanware lakhon ki taddad mei
    Kya kabhi phool nei aanssu bahaye hein?
    Janab!

    Bhanware gungunaya karte hain, jalte nahi
    phool muskuraya karte hain, roya karte nahi

    RK^2

    -------------------------------------------------------------------

    Quote Originally Posted by vijay
    Main najar se pee raha hoon ye saman badal na ajaye
    Na jhukaao tum nigaahen kahin raat dhal na jaaye
    Mere ashaq bhi hain isme ye sharab ubal na jaaye
    Mera jaam choone wale kahin tere haath jal na jaaye
    Bahut Khoob mian...

    RK^2

    ----------------------------------------------------------------

    Quote Originally Posted by vijay
    Na shikayat karta jamaane se koi
    Agar maan jata manaane se koi
    Kisi ko bhi koi na phir yaad karta
    Agar bhool jata bhulane se koi
    Balle balle...subhan-allahhhh

    RK^2
    Last edited by dndeswal; August 17th, 2006 at 03:57 PM. Reason: Posts merged

  11. #70
    Good Good Good everyone!!!
    Way to go......
    "Twenty years from now you will be more disappointed by the things you didn't do than by the ones you did do. So throw off the bowlines. Sail away from the safe harbor. Catch the trade winds in your sails. Explore. Dream. Discover."
    -Mark Twain

  12. #71
    Quote Originally Posted by rkumar
    Janab!

    Bhanware gungunaya karte hain, jalte nahi
    phool muskuraya karte hain, roya karte nahi

    RK^2
    abkey yun bichdrey to phir kabhi khawaboon mein millen
    jaisey sukkey huye phool kitaboon mein millen
    I dont have personality,i am mere statistics.I used to be "downtoearth". Now this is my present name. Do i possess a name, a face ,an individuality ?:rolleyes:


  13. #72

    Talking

    Tumko dekha to ye khayaal ayaa,
    Khuda ne ye ‘hatelaa’ piece kaise banaya
    ..:D :D

    Sorry guys, tumhari serious shayari ka band bajaane ka…
    lekin hai ekdam original bole to jhakkaas..:D :D

    Aur later...
    "Twenty years from now you will be more disappointed by the things you didn't do than by the ones you did do. So throw off the bowlines. Sail away from the safe harbor. Catch the trade winds in your sails. Explore. Dream. Discover."
    -Mark Twain

  14. #73
    Quote Originally Posted by downtoearth
    abkey yun bichdrey to phir kabhi khawaboon mein millen
    jaisey sukkey huye phool kitaboon mein millen


    Tamam umar tera intezaar kar lenge hum
    Magar ye ranj rahega ki zindagi kum hai
    It's better to be alone than in a bad company.

  15. #74
    Quote Originally Posted by poonam
    Tumko dekha to ye khayaal ayaa,
    Khuda ne ye ‘hatelaa’ piece kaise banaya
    ..:D :D

    Sorry guys, tumhari serious shayari ka band bajaane ka…
    lekin hai ekdam original bole to jhakkaas..:D :D

    Aur later...



    Mhara konni bajje band tere nyun kehne tein Poonam bebe
    Hamnne bhi jinddagi mei kum na krein sein khuttebbe?



    Kissi rahi jiji?
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  16. #75
    welll guys keep it up


    lo ek meri aur sai bhi

    Karni khuda swe kuch fariyad baki hai, hume unse karni kuch baat baki ha, Maut ayi to keh denge ruk, sabse ache dost se maulakat baki hai.

  17. #76
    Quote Originally Posted by sunilchhikara
    welll guys keep it up


    lo ek meri aur sai bhi

    Karni khuda swe kuch fariyad baki hai, hume unse karni kuch baat baki ha, Maut ayi to keh denge ruk, sabse ache dost se maulakat baki hai.


    Apne man mein hi achanak yun safal ho jayenge
    Kya khabar thi aapse milkar gazal ho jayenge
    Yeh kise maloom tha wah waqt bhi aa jaayega
    Ki aap meri zindagi ke rashifal ho jayenge
    It's better to be alone than in a bad company.

  18. #77
    Quote Originally Posted by vijay
    Apne man mein hi achanak yun safal ho jayenge
    Kya khabar thi aapse milkar gazal ho jayenge
    Yeh kise maloom tha wah waqt bhi aa jaayega
    Ki aap meri zindagi ke rashifal ho jayenge


    Wo to khudda bhi thhe,sabse judda bhi thhe
    Ye to hum hi nikkamme thhe,Ke hum unke kabbil nahi thhe.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  19. #78
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Wo to khudda bhi thhe,sabse judda bhi thhe
    Ye to hum hi nikkamme thhe,Ke hum unke kabbil nahi thhe.

    Dev sir,

    Hum nikkamme nahi the na woh khuda the yeh to humari bhool thi ki.......


    Hum kisi dar par na rooke na kahin dastak di
    Bahut se dar the meri jaan tere dar se pahle
    It's better to be alone than in a bad company.

  20. #79
    Quote Originally Posted by vijay
    Dev sir,

    Hum nikkamme nahi the na woh khuda the yeh to humari bhool thi ki.......


    Hum kisi dar par na rooke na kahin dastak di
    Bahut se dar the meri jaan tere dar se pahle


    Bhai Vijay,



    Unko dosh dene se kya phayada,wo to kasoor karte hi nahin
    Khudda bhi ghuttne tek deta hei,lekin wo to dartte hi nahin
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  21. #80
    Quote Originally Posted by devdahiya
    Bhai Vijay,



    Unko dosh dene se kya phayada,wo to kasoor karte hi nahin
    Khudda bhi ghuttne tek deta hei,lekin wo to dartte hi nahin

    Good Dev sir,

    Lekin hum ghuttne tekne walo main nahi...



    Dil gaya tumne liya hum kya katen
    Jaane wali cheez kla gum kya karen
    Mamla aaj hai hushno-ishq ka
    Dekhjye woh kya karen hum kya karen
    It's better to be alone than in a bad company.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •