Page 63 of 63 FirstFirst ... 13 53 59 60 61 62 63
Results 1,241 to 1,259 of 1259

Thread: Wafa aur mohabbat

  1. #1241
    Koi milla humko chandani ban kar
    Koi mila pariyon ki kahani ban kar
    Par jisko bhi palkon mei baithhaya humnei
    Wahi nikkla iss aankh se paani ban kar
    Last edited by devdahiya; November 17th, 2006 at 08:36 PM.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  2. #1242
    bithan tha to dil me baithte onko
    palko ki to taseer hi hoti h hilna
    shukar h gire bhi vo to ansoo ban kar
    jate jate ankho ki safai to kar gaye:p
    Quote Originally Posted by devdahiya View Post
    Koi milla humko chandani ban kar
    Koi mila pariyon ki kahani ban kar
    Par jisko bhi palkon mei baithhaya humnei
    Wahi nikkla iss aankh se paani ban kar

  3. #1243
    shama ki to taseer hi h jalna isme pahle kya bad m kya
    os shama ko fir bhi rakha jata h gumnam aur parwano ka charcha har gali m hojata h
    Quote Originally Posted by divyakadyan View Post
    Jo ki hai mohabbat, to iske kayadoon par chalna padta hai
    shama parwane ke milan mein,parwane ko pehle jalna padta hai

  4. #1244

    Smile

    Quote Originally Posted by devdahiya View Post
    Koi milla humko chandani ban kar
    Koi mila pariyon ki kahani ban kar
    Par jisko bhi palkon mei baithhaya humnei
    Wahi nikkla iss aankh se paani ban kar

    Woh agar humko mile ye khuda ki kudrat hai
    Unse mohabbbat hui ye zindagi ki neeyat hai
    Jo anshooo bahe hamaare unki yaad mein kabhi
    Hamari kismat thi ye, ab unse kya shikaayat hai
    It's better to be alone than in a bad company.

  5. #1245
    Quote Originally Posted by vijay View Post

    Lakhon marr gaye Mohobbat ki sachhai se roob kar
    Annekon marr gaye mohobbat ki gehraai mei doob kar
    Karke mohobbat koi bache ga nahin
    Aur bach bhi gaya tou tou marrengge tanhai se oob kar
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  6. #1246

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by devdahiya View Post
    Lakhon marr gaye Mohobbat ki sachhai se roob kar
    Annekon marr gaye mohobbat ki gehraai mei doob kar
    Karke mohobbat koi bache ga nahin
    Aur bach bhi gaya tou tou marrengge tanhai se oob kar

    Es mohabbat mein ahsaas hai aur gahraai bhi
    Agar wafa mili to baharen warna tanhaai hai
    Koi mitt jata hain aur Koi mita deta yahan
    Mohabbat karne walon ki bus yahi sachhai hai
    It's better to be alone than in a bad company.

  7. #1247

    .....

    heer sohnni sii par ranjha sohnaa nahi
    juliet bhi par romeo nahi
    laila bhi par majnu nahi
    shayad isliye hum unsey bichadd gaee
    duniya unhey sundar kehti thi par shayad hamen nahi....!!
    Rozz Suraj Ki Tarah Ugg Kar Doobna Nai Chaahtaa..!!
    JAI KILKII TAULL!!!!!!!!

  8. #1248

    Smile Welcome Vikas !

    Quote Originally Posted by ratheetheraist View Post
    heer sohnni sii par ranjha sohnaa nahi
    juliet bhi par romeo nahi
    laila bhi par majnu nahi
    shayad isliye hum unsey bichadd gaee
    duniya unhey sundar kehti thi par shayad hamen nahi....!!
    Woh haseen chehra kya hai agar unko kisi se mohabbat nahin
    Hamaari chaahat ke bina us sunderta ki koi bhe keemat nahin
    Agar woh bewafaai karte rahenge eesi tarah hum dilwaalon se
    Zamana bhi kahega ki en haseen chehron ki koi bhi asliyat nahin
    It's better to be alone than in a bad company.

  9. #1249

    ....

    Quote Originally Posted by vijay View Post
    Woh haseen chehra kya hai agar unko kisi se mohabbat nahin
    Hamaari chaahat ke bina us sunderta ki koi bhe keemat nahin
    Agar woh bewafaai karte rahenge eesi tarah hum dilwaalon se
    Zamana bhi kahega ki en haseen chehron ki koi bhi asliyat nahin
    hasseen chehron par koi ilzaam mat lagao. ismey chehrey ka koi kasoor nahin
    woh(haseen chehron wali) sirf ek chehra nahi rakhti hai ek dil bhi, jo dhadkata hai, par sabkey liye nahin
    aur agar uss chehrey ko paaney k liye ko tarasta nahi to maano k woh chehra haseen nahin
    aur zaalim ye dil bhi kisi ko detey hain to poora hi, tukkdey tukddey kar k baantey nahin
    Rozz Suraj Ki Tarah Ugg Kar Doobna Nai Chaahtaa..!!
    JAI KILKII TAULL!!!!!!!!

  10. #1250
    Hmmmm....ND:D :p :p
    Quote Originally Posted by ratheetheraist View Post
    hasseen chehron par koi ilzaam mat lagao. ismey chehrey ka koi kasoor nahin
    woh(haseen chehron wali) sirf ek chehra nahi rakhti hai ek dil bhi, jo dhadkata hai, par sabkey liye nahin
    aur agar uss chehrey ko paaney k liye ko tarasta nahi to maano k woh chehra haseen nahin
    aur zaalim ye dil bhi kisi ko detey hain to poora hi, tukkdey tukddey kar k baantey nahin
    I AM WHAT I AM....JAT.... 16X2=8

  11. #1251

    Kaun yahan ab kisi haseen chehre par ilzaam lagaata hai
    Lekin uss haseen ke dil ki dharkan bhi to humne suni hai
    Kisi be-imaan ka dil tarasata hogaa unki chaahat ke liye
    Tukde kisne kiske dil ke kiye ye dastan tumne nahin suni hai
    It's better to be alone than in a bad company.

  12. #1252

    Thumbs up .....

    Quote Originally Posted by vijay View Post
    Kaun yahan ab kisi haseen chehre par ilzaam lagaata hai
    Lekin uss haseen ke dil ki dharkan bhi to humne suni hai
    Kisi be-imaan ka dil tarasata hogaa unki chaahat ke liye
    Tukde kisne kiske dil ke kiye ye dastan tumne nahin suni hai
    abb ilzaamon ki mehfil main beth kar kuch kehney ko dil izzazat deta nahi
    aur tujh sey ho jaaun khafa aaaj iski bhi yeh dil izzazat deta nahi
    Rozz Suraj Ki Tarah Ugg Kar Doobna Nai Chaahtaa..!!
    JAI KILKII TAULL!!!!!!!!

  13. #1253
    Quote Originally Posted by ratheetheraist View Post
    abb ilzaamon ki mehfil main beth kar kuch kehney ko dil izzazat deta nahi
    aur tujh sey ho jaaun khafa aaaj iski bhi yeh dil izzazat deta nahi
    hhhhhhhmmmmmmm NDIIIIIIII :p :D

  14. #1254
    hhhhhhhmmmmmmm NDIIIIIIII :p :D
    It's better to be alone than in a bad company.

  15. #1255
    hahahhahahaah ya shyari thi ek kahani thi.
    vaise mere samjh se m na ayi moral of the story k tha dil haseen hona chhiye ke chehra.dostt kuch golmal se baat kah gaya tu :p :eek:
    Quote Originally Posted by ratheetheraist View Post
    hasseen chehron par koi ilzaam mat lagao. ismey chehrey ka koi kasoor nahin
    woh(haseen chehron wali) sirf ek chehra nahi rakhti hai ek dil bhi, jo dhadkata hai, par sabkey liye nahin
    aur agar uss chehrey ko paaney k liye ko tarasta nahi to maano k woh chehra haseen nahin
    aur zaalim ye dil bhi kisi ko detey hain to poora hi, tukkdey tukddey kar k baantey nahin

  16. #1256

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by ratheetheraist View Post
    abb ilzaamon ki mehfil main beth kar kuch kehney ko dil izzazat deta nahi
    aur tujh sey ho jaaun khafa aaaj iski bhi yeh dil izzazat deta nahi

    Agar sirf ilzaam dene se hi ye zindagi khushgawar ho jaati
    To hum khud ko hi ilzaam dete ki humne mohabbat kyon ki
    It's better to be alone than in a bad company.

  17. #1257
    Quote Originally Posted by ratheetheraist View Post
    heer sohnni sii par ranjha sohnaa nahi
    juliet bhi par romeo nahi
    laila bhi par majnu nahi
    shayad isliye hum unsey bichadd gaee
    duniya unhey sundar kehti thi par shayad hamen nahi....!!

    Ke tha rei yo........Tu nyu sochta hoga akk 4 kilo teill ki peeppi hath mei thhaye paachhe koe bi BANNIYA ho sakke sei.........Tu kyun aaya hadde..ye terre Sttannddarrddan ki baat na sein...tu tei wei bhuttani aale kisse likhein jaya kar merre Kaljje ke tuuk.Batta dhhansh gya na GARYA mei...ibb handde ja johadd mein dhhontta...hai re ya manne ke keh di appne ladle bette tein..iss tein pehlyan ya merri jeebhh kyu na kattt ke padd gi....Manne mwaaf krriye leeli chhattri aale.....sob-sob-sob.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  18. #1258
    Quote Originally Posted by vijay View Post
    Agar sirf ilzaam dene se hi ye zindagi khushgawar ho jaati
    To hum khud ko hi ilzaam dete ki humne mohabbat kyon ki

    Na ilzzam kaffi hein na paryass kaafi hei
    Mohobbat karne walon ko na di kisi nei mwaffi hei
    Agar pyar ke saagar mei marrne ka shauk hei pyre
    Tou ek magroor mehboob kaaffi hei.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  19. #1259
    This thread has become too big (over 1200 posts), and is causing some server load everytime its accessed.

    Thread continued on
    http://www.jatland.com/forums/showthread.php?t=17979

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •