Results 1 to 6 of 6

Thread: Zaroori To Nahi

  1. #1

    Zaroori To Nahi

    Zab Kabhi Na Kabhi Tu Aajaye gi

    Hamain Woh Tasalee De Yeh Zaroori To Nahi

    Zinda Dil Hain Hans Kar Do Ghum Sah Lainge

    Har Ghum Main Tera Saath Ho Yeh Zaroori To Nahi

    Yun To Woh Bohat Wafa Shaar Hain Magar Phir Bhi

    Har Kadam Pe Wafa Karain Yeh Zaroori To Nahi

    Hosle Aur Bhi Bhar Jainge Shikast K Baad

    Jeet Yahan Sada Hamari Ho Yeh Zaroori to Nahi

    Shidat-e-Ghum Main Insaan Ro Bhi Daita Hai

    Samne Tera Aanchal Ho Yeh Zaroori To Nahi

    Nazrain Thi Buss Kia Karti Pathar Hogai

    Tere Baad Kisi Aur Ko Dekhay Yeh Zaroori To nahi

    Hum Ne Hamesha Usse Toot K Chaha Hai ,

    Woh Bhi Hamain Toot K Chahe Yeh Zaroori To Nahi
    PLAY IT TILL YOUR FINGERS BLEED!!

  2. #2
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    good lines aabhishek.

  3. #3
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    is tht ur own composition abhishek? its beautiful

  4. #4
    Quote Originally Posted by nikitadhaiya
    is tht ur own composition abhishek? its beautiful
    look at the following link for source;

    http://www.sawf.org/bin/tips.dll/get...bclass=&arch=0

    RK^2

  5. #5
    hehehhehe.hahahah........ RK ji thaam bhi Deswaal ji dhaalla katai khojji ho liye................ majhe issa lagge eibb yeh saarare shayar....... "It's my own creation " kahan aale dharti ke laag jaange......... yeh na eibb bhaajje bhi haatha aawe.......... hehhehehe.........ROOKKA@ KHOJJI............................lagge Raho RK ji............................
    Become more and more innocent, less knowledgeable and more childlike. Take life as fun - because that's precisely what it is!

  6. #6

    Good links

    Quote Originally Posted by rkumar
    look at the following link for source;

    http://www.sawf.org/bin/tips.dll/get...bclass=&arch=0

    RK^2
    Rajendraji

    Aapke links ka to jawab hi nahin, akhir doondh hi liya.

    Thanks

    Ajay
    Ajay Verma

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •