Results 1 to 3 of 3

Thread: Sharabi Jaat

  1. #1

    Sharabi Jaat

    ek ber ke hoa bhaio....... ek apna jaat bhai rojna mahadev shankar ki pooja kare tha..... roj khetan pe jaan te pahla ude shiv mandir pe jave tha aur kati mann te shankar ki pooja kare tha.... ek din shankar ji ho liey khush, ta unne sochi ke aaj is jaat te darshan de dun aur wa nikal liya jaat maun ne.... jaat ke dhore pahunch ke bolya sun bhai main teri is pooja te ghana khush sun, ib bata tene ke chahiye, kuch bhi maang liye sab de dunga.

    apna jaat bhai bolya shiv ji thare darshan ho liye ib maine kuch na chahiye,
    shankra ji bolye ke na bhai isa na chale tene kuch to lena padega... jat ne pher mana kar di, bole mere te to tamne sab kuch de rakhya se mane aur kuch na chahiye...

    jib shankar ji ne Shiv Ling jaat ke haathan main diya aur kaha ke yo mere hi roop hai.....aur shivling de ke na bhai ve to nikal liye.

    ib jaat soch main pad gya ke is shiv ling ka ke hovega, usne ke kara apna ghota us shiv ling te bandh diya..... ib wo ghota jit bhi jaye shiv ling piche ghisdta haande..... ut kailash parwat pe shankar ji chile pade... parvti bole: naath yo ke hua... thare to haath parya main te khun nikal raha se... ke baat ho gi....

    Shankar ji bole: nik sun, tu to rehe hai na tizori main band, per ek baat dhyan rakhiye jis din kisi jaat jimidar ke palle pad gi na to aisa hi haal hona hai...

  2. #2
    Quote Originally Posted by 1gabrujaat View Post

    ib jaat soch main pad gya ke is shiv ling ka ke hovega, usne ke kara apna ghota us shiv ling te bandh diya..... ib wo ghota jit bhi jaye shiv ling piche ghisdta haande.....
    First thread by a new member - par bhai, ye 'ghota' ka meaning samajh mein nahin aaya. Kahin ye 'jhota' to nahin?
    .
    तमसो मा ज्योतिर्गमय

  3. #3
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    good One. Lage raho.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •