Page 33 of 79 FirstFirst ... 23 29 30 31 32 33 34 35 36 37 43 ... LastLast
Results 641 to 660 of 1570

Thread: Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

  1. #641
    anil tham ja bhai bahut rava diyye
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  2. #642
    nice oldies bye renu and neelam .keep posting guys
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  3. #643

    another nice song

    Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili Hosh Aap Ko Mila Mujhe To Bekhudi Mili Phir Bhi Pyaar Aapse
    Hi Karat Hai Dil Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili O Ho Hosh Aap Ko Mila Mujhe To Bekhudi
    Mili Phir Bhi Pyaar Aapse Hi Karat Hai Dil Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili Manao To Ise
    Main Kaise Yeh Dil Deewana Hai Na Mane Batao To Main Kaise Yeh Ishq Kya Hai Yeh Na Jane Shedayi
    Main Tera Hua Tujhko Nahi Hai Yeh Pata Jaam Aapko Mila Mujhe To Berukhi Mili O Ho Hosh Aap Ko Mila
    Mujhe To Bekhudi Mili Phir Bhi Pyaar Aapse Hi Karat Hai Dil Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee
    Mili Koi Kisi Pe Jaan De De Koi Kare Hai Bewafai Yeh Faaslo Ka Dard Kya Hai Yeh Jaanti Hai Bas
    Judai Tujhse Mili Jabse Nazar Deewani Main Ho Gayi Neend Aap Ko Mili Mujhe To Bebasi Mili Ha Ha
    Ha Hosh Aap Ko Mila Mujhe To Bekhudi Mili Phir Bhi Pyaar Aapse Hi Karat Hai Dil Chain Aap Ko Mila
    Mujhe Deewangee Mili Ha Ha Ha Hosh Aap Ko Mila Mujhe To Bekhudi Mili
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  4. The Following User Says Thank You to ritu For This Useful Post:

    kamnanadar (September 16th, 2014)

  5. #644

    a very nice old song

    rulaa ke gayaa, sapanaa meraabaithhee hoo kab ho saweraa
    wahee hain gama-ye-dil wahee hain chandaa taare
    wahee hum besahaare aadhee raat wahee hain, aaur har baat wahee
    hainfir bhee naa aayaa looteraakaisee ye jindagee, ke saanso se hum ubeke dil doobaa,
    hum doobey ek dukhiyaa beachaaree, is jeewan se haaree us par ye gam kaa andheraa
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  6. #645
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    @ Ritu Di : wasnt anything personal , was just appreciating th gorgeous lyrics! Anyways let me write some non-sad ones.

  7. #646
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    humko to jaan se pyaari hain tumhari aankhein
    haaye kaajal bhari madhosh yeh pyaari aankhein ..
    humko to jaan se pyaari hain tumhari aankhein ,......


    mast aankhein hain ki gaate hue maikhaane hain
    mast aankhein hain ki chalke hue paimaane hain
    humne dekhi nahi aisi to kanwaari aankhein
    haaye kaajal bhari madhosh yeh pyaari aankhein ....



    nargisi fool hain has has ke khili jaati hain
    neend ke bojh se sharma ke jhuki jaati hain
    aur kaatil hain sanam neend se bhaari aankhein
    haaye kaajal bhari madhosh yeh pyaari aankhein ....


    roshni chaand mein suraj mein hai jab tak kaayam
    jyot roshan rahe aankhon mein tumhari hardam
    yeh dua hai ke salaamat rahein pyaari aankhein
    haaye kaajal bhari madhosh yeh pyaari aankhein ....

  8. #647
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Laal chadi
    maidaan khadi
    kya khoob ladi
    kya khoob ladi
    hum dil se gaye
    hum jaan se gaye
    bas aankh mili aur baat badhi
    laal chadi ....



    woh teekhe teekhe do naina
    us shikh se aankh milaana tha
    deni thi kayaamat ko daawat
    ek aafat se takraana tha
    mat poocho hum par kya gujri
    bijli si giri
    aur dil pe padi
    hum dil se gaye
    hum jaan se gaye
    bas aankh mili aur baat badhi
    laal chadi ....




    tan tan kar jaalim ne apna
    har teer nishaane par maara
    hai shukar ki ab tak jinda hun
    main dil ka ghaayal bechaara
    use dekh ke laal dupatte mein
    maine naam diya hai laal chadi
    hum dil se gaye
    hum jaan se gaye
    bas aankh mili aur baat badhi
    laal chadi ....

  9. #648
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Too is tarah se meri jindagi mein shaaamil hai
    jahan bhi jaaon yeh lagta hai teri mehfil hai
    too is tarah se ....



    Yeh aasmaan yeh baadal
    yeh raaste yeh hawa
    har ek cheej hai apni
    jagah thikaane se
    kai dino se shikayat nahi jamane se
    yeh jindagi hai safar
    tu safar ki manjil hai
    jahan bhi jaaon yeh lagta hai teri mehfil hai
    too is tarah se ....


    tere bagair jahan mein koi kami si thi
    bhatak rahi thi jawani andheri raahon mein
    sukoon dil ko mila aake teri baahon mein
    main ek khoyi hui mauj hoon tu saahil hai
    jahan bhi jaaon yeh lagta hai teri mehfil hai
    too is tarah se ....


    tere jamaal se roshan hai kaaynaat meri
    meri talaash teri dilkashi rahe baaki
    khuda kare ki yeh deewangi rahe baaki
    tri wafa hi meri har khushi ka haasil hai
    jahan bhi jaaon yeh lagta hai teri mehfil hai
    too is tarah se ....

  10. The Following User Says Thank You to anilsinghd For This Useful Post:

    kamnanadar (September 16th, 2014)

  11. #649
    wow its my fav one too and i was just kidding i know sad songs are alwys close to heart.
    Quote Originally Posted by anilsinghd View Post
    Too is tarah se meri jindagi mein shaaamil hai
    jahan bhi jaaon yeh lagta hai teri mehfil hai
    too is tarah se ....



    Yeh aasmaan yeh baadal
    yeh raaste yeh hawa
    har ek cheej hai apni
    jagah thikaane se
    kai dino se shikayat nahi jamane se
    yeh jindagi hai safar
    tu safar ki manjil hai
    jahan bhi jaaon yeh lagta hai teri mehfil hai
    too is tarah se ....


    tere bagair jahan mein koi kami si thi
    bhatak rahi thi jawani andheri raahon mein
    sukoon dil ko mila aake teri baahon mein
    main ek khoyi hui mauj hoon tu saahil hai
    jahan bhi jaaon yeh lagta hai teri mehfil hai
    too is tarah se ....


    tere jamaal se roshan hai kaaynaat meri
    meri talaash teri dilkashi rahe baaki
    khuda kare ki yeh deewangi rahe baaki
    tri wafa hi meri har khushi ka haasil hai
    jahan bhi jaaon yeh lagta hai teri mehfil hai
    too is tarah se ....
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  12. #650

    kasame waade

    Koyi kisi ka nahi ye jhoothhe,
    Naate hain naato ka kya
    Kasme waade pyaar wafaa sab,
    Baatein hain baato ka kya

    Hoga masiha ...
    Hoga masiha saamne tere,
    Phir bhi na tu bach paayega
    Tera apna…
    Tera apna khoon hi aakhir tujhko aag lagaayega
    Aasmaan mein ...
    Aasmaan me udne waale mitti mein mil jaayega
    Kasme waade pyaar wafaa sab, baatein hain baato ka kya

    Sukh mein tere ...
    Sukh mein tere saath chalenge,
    Dukh mein sab mukh modenge
    Duniya waale ...
    Duniya waale tere bankar tera hi dil todenge
    Dete hain ...
    Dete hain bhagwaan ko dhokha,
    Insaan ko kya chhodenge
    Kasme waade pyaar wafaa sab,
    Baatein hain baato ka kya
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  13. The Following User Says Thank You to ritu For This Useful Post:

    kamnanadar (February 18th, 2012)

  14. #651

    this song is so close to my heart

    Tere dar par sanam chale aaye
    Tu na aaya to hum chale aaye
    Chale aaye, chale aaye
    Tere dar par sanam chale aaye
    Tu na aaya to hum chale aaye
    Bin tere koi aas bhi na rahi
    Itne tarse ke pyaas bhi na rahi
    Oh, bin tere koi aas bhi na rahi
    Itne tarse ke pyaas bhi na rahi
    Ladkhadaaye kadam, chale aaye
    Chale aaye, chale aaye
    Tere dar par sanam chale aaye
    Tu na aaya to hum chale aaye
    (Dil ko dhadka laga tha pal pal to
    Shor sun le na koi paayal ka)
    Phir bhi teri kasam chale aaye Chale aaye, chale aaye
    (Tere dar par sanam chale aaye
    Tu na aaya to hum chale aaye)
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  15. The Following User Says Thank You to ritu For This Useful Post:

    kamnanadar (February 18th, 2012)

  16. #652
    Email Verification Pending
    Login to view details.

    Bhavna this is in response to you !

    Quote Originally Posted by bhavnasingh20 View Post
    anil tumhe aur koi kaam nahin hai....:p


    mujhe mat roko
    mujhe gaane do
    jo hota hai ho jaane do ...:p


    main hun jinda yeh kya kam hai
    jab tak in haathon mein dam hai
    dafli waale ko dafli bajaane do
    mujhe mat roko ...


    na sona na chaandi
    na ghode na haathi
    mere geet mere saathi
    main hun dulha yeh baarati :eek:
    mujhe geeton ki doli sajaane do
    mujhe mat roko mujhe gaane do
    .....


    main bhi hun mushkil mein
    tu bhi hai mushkil mein :thappad
    tera gam hai mere dil mein
    mera gam hai tere dil mein
    is dil ko jara behlaane do
    mujhe mat roko
    mujhe gaane do ....

  17. #653
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Tere naam ka deewana
    tere ghar ko dhoondta hai
    jis najar pe dil fidaa hai
    us najar ko dhoondta hai
    ....



    awaj dil ki pehchaan le
    main kaun hun tu yeh jaan le
    ek raat ka sitaara
    ek sehar ko dhoonta hai
    tere naam ka deewana
    tere ghar ko dhoondta hai...


    jaan e wafa o jaan e jigar
    yeh jindagi to hai ek safar
    is safar mein ek musafir
    hamsafar ko dhoondta hai
    tere naam ka ....



    foolon mein jaise hai rang o boo
    mujhko chupa le aankhon mein tu
    mera dil tadap tadap kar
    dilbar ko dhoondta hai ....



  18. #654

    Thumbs up

    wah wah aisse aur aane do kuch badiya se gaane.
    Quote Originally Posted by anilsinghd View Post
    Tere naam ka deewana
    tere ghar ko dhoondta hai
    jis najar pe dil fidaa hai
    us najar ko dhoondta hai
    ....



    awaj dil ki pehchaan le
    main kaun hun tu yeh jaan le
    ek raat ka sitaara
    ek sehar ko dhoonta hai
    tere naam ka deewana
    tere ghar ko dhoondta hai...


    jaan e wafa o jaan e jigar
    yeh jindagi to hai ek safar
    is safar mein ek musafir
    hamsafar ko dhoondta hai
    tere naam ka ....



    foolon mein jaise hai rang o boo
    mujhko chupa le aankhon mein tu
    mera dil tadap tadap kar
    dilbar ko dhoondta hai ....


    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  19. #655
    Email Verification Pending
    Login to view details.

    A beautiful one!

    Falak se tod kar dekho
    sitare log laaye hain
    magar main woh nahi laaya
    jo saare log laaye hain



    koi najraana lekar aaya hun main deewana tere liye
    aaj chalka hai khushiyon se dil ka paimana tere liye
    koi najraana lekar ......



    sabhi ke dilon ko yeh dhadka raha hai
    samaan saaj e dil pe gajal gaa raha hai
    saari baatein ruk gayin hain
    sabki aankhein jhuk gayin hain
    teri mehfil mein aaya shayar koi mastana tere liye .....


    kahengi nigaahein sunengi nigaahein
    jubaan se na hogi bayaan yeh kahani
    ho mubarak yeh haseen din
    koi samjha na tere bin
    mere chehre pe dil ne likha hai ek afsana tere liye ....


    tujhe dushmano ki najar lag na jaye
    rahe door tujhse sadaa gum ke saaye
    gungunaaye tu hamesha
    muskuraaye tu hamesha
    gulshan ban jaaye umeedon ka har ek veerana tere liye ....

  20. #656
    Email Verification Pending
    Login to view details.

    Another classic from Rafi!

    Aaya re khilone wala
    khel khilone le ke aaya re
    aaya re
    aayo meri aankh ke taaron
    kahan gaye o mere pyaaron
    aaaya re khilone wala
    khel khilone leke aaya re ......



    Shor kyun machaati hai
    yeh barkha deewani
    barsa ghataaon se laakhon man paani
    meri tarah tum kabhi roye ho
    o saawan ke najaron
    aaya re khilonewala .......



    Bhari hai kaliyon se
    har baag ki daali
    meri to jholi mein do fool they khaali
    cheen liye woh bhi kaahe tumne
    o beimaan baharon
    aaya re khilonewaala .....


    Dekho maine gudde ki shaadi hai rachaai
    meri pyaari gudia ki baarat hai aayi
    gori chali baabul ke ghar se
    doli le aaon kahaaron
    aaya re khilonewala ....


  21. #657

    chahunga me tujhe

    fir bhi kabhi ab naam ko tere awaz main na dunga.
    dekh mujhe sab hai pata sunta hai tu mann ki sada
    mitwa
    mere yaar tujhko baar baar awaz main na dunga.
    awaz main na dunga.

    dard bhi tu chain bhi tu.
    daras bhi tu nain bhi tu
    mitwa
    mere yaar tujhko baar baar awaz mainna dunga.
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  22. The Following User Says Thank You to ritu For This Useful Post:

    kamnanadar (September 16th, 2014)

  23. #658
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Leave for the day woth this :
    ==============================


    Dil kahe ruk jaa re ruk jaa
    yahin pe kahin
    jo baat is jagah
    hai kahin par nahi
    jo baat is jagah hai kahin par nahi !!



    parbat upar khidke khole
    jhaanke sundar bhor
    chale pawan suhaani
    nadiyon ke yeh raag raseele
    jharnon ka yeh shor
    bahe jhar jhar paani
    madbara madbhara samnaa
    ban ghula ghula
    har kali sukh pali yahan
    ras ghula ghula
    to dil kahe
    ruk jaa re ruk jaa
    yahin pe kahin
    jo baat is jagah
    hai kahin par nahi



    neeli neeli jheel mein jhalke neel gagan ka roop
    bahe rang ke dhaare
    unche unche ped ghanere chanti jinse dhoop
    khade baanh pasaare
    champayi champayi fijaa
    dil khila khila
    daali daali chidiyon ki sadaa
    sur mila mila
    to dil kahe
    ruk jaa re ruk jaa
    yahin pe kahin
    jo baat is jagah
    hai kahin par nahi

    pariyon ke yeh jamghat jinke foolon jaise gaal
    sabhi shokh hatheeli
    inmein hai woh alhad
    hirni jaisi chaal
    badi chail chabeeli
    manchali manchali adaa
    sab jawaan jawaan
    har ghadi chadh raha
    sudh rahi kahan
    to dil kahe ruk jaa re ruk jaa
    yahin pe kahin
    jo baat is jagah
    hai kahin par nahi


  24. #659

    for you anil....heheheehe

    Meet Na Mila Re Manka Meet Na Mila Re Manka Koi To Milan Ka Koi To Milan Ka Karo Re Upaay Meet
    Na .. Chein Nahin Bahaar Chein Nahin Ghar Mein Mann Mera Dharti Par Aur Kabhi Ambar Mein Usko
    Dhoondha Har Dagar Mein Har Nagar Mein Gali Gali Dekha Nayan Uthaaye Meet Na .. Roz Main Apne
    Hi Pyaar Ko Samjhaoon Vo Nahin Aayega Main Nahin Paoon Shaam Hi Se Prem Deepak Main Jalaoon Phir
    Vohi Deepak Doon Mein Bujhaaye Meet Na .. Der Se Mann Mera Aas Liye Dole Der Se Mann Mera Aas
    Liye Dole Preet Bhaari Baani Raag Mera Bole Koi Sajni Ek Khidki Bhi Na Khole Laakh Taraane Kahan
    Main Sunaaye Meet Na
    " If the loser keeps his smile........
    Then the winner will loose the thrill of the victory.......
    Attitude make the difference......"

  25. #660
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Quote Originally Posted by ritu View Post
    fir bhi kabhi ab naam ko tere awaz main na dunga.
    dekh mujhe sab hai pata sunta hai tu mann ki sada
    mitwa
    mere yaar tujhko baar baar awaz main na dunga.
    awaz main na dunga.

    dard bhi tu chain bhi tu.
    daras bhi tu nain bhi tu
    mitwa
    mere yaar tujhko baar baar awaz mainna dunga.
    One of my favos too ! Another one in line with this !!

    Kind of on the other side of this song....




    Mere mitwaa
    mere meet re
    aaja tujhko pukaare mere geet re ....
    o mere mitwa ....



    naam na jaanu tera desh na jaanu
    kaise main bhejoon sandesh na jaannu
    yeh foolon ki yeh jhoolon ki
    rut na jaye beet re ...
    aaja tujhko pukaare mere geet re .....


    Tarsegi kab tak pyaasi najaria
    barsegi kab mere aangan badariya
    chod ke aaja tod ke aa jaa
    duniya ki har reet re
    aaja tujhko pukaare mere geet re
    mere geet re
    o mere mitwa
    mere meet re ....
    aaja tujhko pukaare
    mere geet re ...
    mere geet re .....





Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •