Page 2 of 28 FirstFirst 1 2 3 4 5 6 12 ... LastLast
Results 21 to 40 of 543

Thread: Yaadon Ke Pal

  1. #21

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by anilsangwan View Post
    Kaka..

    Poojhadd paddan aali kenne gobbar ki hail utthwawoonga,
    Je Ganni ND paaki, to paani ki Dhogadd bharwawoonga,
    Je banni ghanni syaani waa, Mheins bhai Charwawoonga,
    Aar k karo so baat, taddkey saanjhi paa bhi dabbwawoonga...

    Hey raam yoh ke khuwa lee... ebb meri khair koni... yeh 2-3 bebe e mera khoon pee leengi... Kaka tenne mere tein k dushmanni thee.... :D :D :D


    [Ek baat bata kaka... Yeh hum ne K bhaand diya iss taagey mein... Yoh to kimmey na "Yadon ke pall"..... Ebb yoh BJ mere paacchhey latth le ki paddega..]


    Tu heil thhwaiwegga akk wa terre dhorre Cha banwaweiggi
    Merre bhateejj ya terre shyahmi tawalli e aaweiggi
    Tnnei mheinss banna ke wa terri baithhe gi kadd pe
    Arr terre dhorre petrol ka kharcha bi bharwaweiggi.



    ha..ha..ha..ha..manne ke appne balak tahin issi sochhi thi..hey ram manne mwaf kar diye..leelli chatri aale.
    Last edited by devdahiya; November 20th, 2006 at 09:16 PM.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  2. #22
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Quote Originally Posted by devdahiya View Post
    Pangga liya sei te himmat bi raakh
    Tanne biggad di sei apni arr merri donnuwan ki saakh
    Par koe na tu shayari kar le sei kammal
    Chal tu kar liya Shayrran mei shamil

    Koni biggdi saakh, sabb ne bera kissa saara,
    Hum kaka ke baalak, aar kaka bujurg mahara,

    ND Shayari ka Kaka sei Guru, Gyani sei nyaara,
    Keh Jelly aala maar rukka, na ho kaka bin Gujaara!

    :D :D :D :D :D

  3. #23
    Quote Originally Posted by vijay View Post
    Kya mohabbat karna koi gunaah hai yahan
    Khushiyan bhi yahan kya kisi ki jaagir hai
    Mohabbat to sadiyon se karte aaye hain log
    Kisi ko mili ya na mili ye to uski taqdeer hai

    Kaun kehta hei ke mohobbat karna gunha hota hei
    Jaageer tou hei uss khudda ki saari,insaan tou unn hi rota hei
    Mana ke saddiyon se karte aaye hein mohobbat log
    Par harr shakss katt-ta tou wahi hei na jo bota hei.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  4. #24

    Question

    Quote Originally Posted by anilsangwan View Post
    Koni biggdi saakh, sabb ne bera kissa saara,
    Hum kaka ke baalak, aar kaka bujurg mahara,

    ND Shayari ka Kaka sei Guru, Gyani sei nyaara,
    Keh Jelly aala maar rukka, na ho kaka bin Gujaara!

    :D :D :D :D :D


    Ha..ha..ha..ha..ha..ha...Nd tukkbanddi bhai.....Tu shayyar ho liya bhai.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  5. #25

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by anilsangwan View Post
    [Ek baat bata kaka... Yeh hum ne K bhaand diya iss taagey mein... Yoh to kimmey na "Yadon ke pall"..... Ebb yoh BJ mere paacchhey latth le ki paddega..]
    Koi baat na Anile,

    bus swad aa rahya se isme bhi manne.... kaka bhattije ki nok jhonk mein

    i am also enjoying this bhai Anil, really
    It's better to be alone than in a bad company.

  6. #26
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Vijay bhai tha thodda sa pareshaan, kara taaga shuru bulaye mehmaan,

    Kaka bhateeja ne, kara shuru kaam, Shayari ki jo bithayee kasooti taan,

    Bitayee kasooti taan Donuaa ne , taaga laambaa kheench bagaya,

    Aar ebb mein chaalya Kaka, nahi to tadkey mera boss paawega birrddaya!


    :D :D :D :D


    Quote Originally Posted by devdahiya View Post
    Ha..ha..ha..ha..ha..ha...Nd tukkbanddi bhai.....Tu shayyar ho liya bhai.

  7. #27

    Smile

    Quote Originally Posted by devdahiya View Post
    Kaun kehta hei ke mohobbat karna gunha hota hei
    Jaageer tou hei uss khudda ki saari,insaan tou unn hi rota hei
    Mana ke saddiyon se karte aaye hein mohobbat log
    Par harr shakss katt-ta tou wahi hei na jo bota hei.

    Fir kyon duniyan mohabbat ke naam se darti hai
    Aur kyon een duniyan waalon ko unse nafrat hai
    Humne to bewafai nahin ki mohabbat mein kabhi
    To kisliye abb humko mili ye saza-e-mohabbat hai
    It's better to be alone than in a bad company.

  8. #28

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by anilsangwan View Post
    Vijay bhai tha thodda sa pareshaan, kara taaga shuru bulaye mehmaan,

    Kaka bhateeja ne, kara shuru kaam, Shayari ki jo bithayee kasooti taan,

    Bitayee kasooti taan Donuaa ne , taaga laambaa kheench bagaya,

    Aar ebb mein chaalya Kaka, nahi to tadkey mera boss paawega birrddaya!


    :D :D :D :D


    Mei bi challungga na tei aaj Rotti nahin sein
    Hadde shyarri karraniya tei aur bi kai sein
    Parr terri Kaki tei merre se wa ekalli
    Uske bina merra gujjara nahin sei.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  9. #29
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Thank you bhai Vijay !!!! This is what I wanted..have a nice time....

    khush raho, aabad raho...
    chahe Dilli raho.. ya Ghaziabad raho

    Quote Originally Posted by vijay View Post
    Koi baat na Anile,

    bus swad aa rahya se isme bhi manne.... kaka bhattije ki nok jhonk mein

    i am also enjoying this bhai Anil, really

  10. #30

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by vijay View Post
    Fir kyon duniyan mohabbat ke naam se darti hai
    Aur kyon een duniyan waalon ko unse nafrat hai
    Humne to bewafai nahin ki mohabbat mein kabhi
    To kisliye abb humko mili ye saza-e-mohabbat hai


    Karam tum appne karte chalo
    Ghaon ko yaddon se bharte chalo
    Mohobbat aur sazza ka hei rista purana
    Zurmana lagge tou bharte chalo
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  11. #31

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by devdahiya View Post
    Karam tum appne karte chalo
    Ghaon ko yaddon se bharte chalo
    Mohobbat aur sazza ka hei rista purana
    Zurmana lagge tou bharte chalo
    Unko yaadon mein hi hum marte gaye
    Zindagi ne jo bhi kaha woh karte gaye
    Mohabbat mein ye sazaa milti hai kyon
    Ki hum mohabbat ke naam se darte gaye
    It's better to be alone than in a bad company.

  12. #32
    yaado ke pal judjud kar dastan bana jaate h
    lamho se lamhe milkar karvan bana jaate h

    vo pahli mohbbat me kaise mile the hum onsse
    ankhe jab mili dil gaya begane hue hum khudse

    hai vo jalim intzaar kaisa tha bedardi
    na koi tariq na mahina sabr ki intaah kar di

    aur jab vo mile to aise mile ke kabhi jaise bichade hi na the
    shikvae shikayat sab kahne to chahe par harf juba se nikale hi na the

    on yaado ke karvan me vo masoomiyat chaht ki aaj bhi jinda h
    waqt aage nikal gaya h kahi par on yaado me dil ka koi hissa ab bhi jinda h
    Quote Originally Posted by vijay View Post
    Hi all worthy members,

    Thanks for your valuable contribution at "Wafa aur Mohabbat". I hope that same spirit here too.


    Kaise bhoolaaye jaayenge woh Yaadon ke pal
    Essi mohabbat ne humko jeena sikhaaya hai

    Ek hi patjhad mein ghabrakar munh mod liya
    Abhi to bahaaron ke mausam bhi bakaaya hai

    Hazaaron shaamil the khushi ki mehfil mein
    Aur aaj gum ka saathi sirf hamaara saaya hai

    Khushi se bharna chahte the kisi ka daaman
    Umar bhar ka gum badle mein inaam paaya hai

    Log kis tarah se lut jaate hain mohabbat mein
    Ye raaz to aab hamaari samajh mein aaya hai

    Es dil ke un jakhmon ki dava ki talaash mein
    "Vijay" ne aaj fir koi naya jakhm khaaya hai
    Last edited by ritu; November 21st, 2006 at 12:26 AM.

  13. #33
    Tha jab mashoor afsana hamara
    Dushman tha zalim zamana hamara
    Aaj fir fer le nazarein usne
    Jo tha kabhi dewana hamara

  14. #34
    Karte the aap kabhi jisse mohabbat bepanaah
    Likhte the nagme, ase the uske har ada
    Dekho kis mod pe le aaye hai zindagi
    aaj usi shyari mein woh bana gaya bewafaa

  15. #35

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by divyakadyan View Post
    Tha jab mashoor afsana hamara
    Dushman tha zalim zamana hamara
    Aaj fir fer le nazarein usne
    Jo tha kabhi dewana hamara
    Jab ess zamaane mein mashoor tha koi
    To chahne walon ki koi kadar na thi unko
    Ab jab woh jamaane chale gaye shohrat ke
    Aaj fir barson baad aai hamaari yaad unko
    It's better to be alone than in a bad company.

  16. #36

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by divyakadyan View Post
    Karte the aap kabhi jisse mohabbat bepanaah
    Likhte the nagme, ase the uske har ada
    Dekho kis mod pe le aaye hai zindagi
    aaj usi shyari mein woh bana gaya bewafaa
    Unse mohabbat thi kabhi aur ab bhi karte hai
    Hum dilwaale bus es mohabbat par marte hai
    Kaise kahen bewafaa unko hum apni jabaan se
    Shayaad hum aaj bhi unki berukhi se darte hain
    It's better to be alone than in a bad company.

  17. The Following User Says Thank You to vijay For This Useful Post:

    kamnanadar (January 21st, 2012)

  18. #37
    Quote Originally Posted by vijay View Post
    Jab ess zamaane mein mashoor tha koi
    To chahne walon ki koi kadar na thi unko
    Ab jab woh jamaane chale gaye shohrat ke
    Aaj fir barson baad aai hamaari yaad unko
    Yaad to uski aate hai jise ho kabhi bhulaya
    Apko to humne apne dil mein hai basaya
    laga kar tauhmat, hamari wafa pe
    Aaj aapne fir se hame bahut rulayaa

  19. #38

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by divyakadyan View Post
    Yaad to uski aate hai jise ho kabhi bhulaya
    Apko to humne apne dil mein hai basaya
    laga kar tauhmat, hamari wafa pe
    Aaj aapne fir se hame bahut rulayaa
    Yaad aane waale to kabhi bhulaaye nahin jaate
    Dilbar to hardum is pyar bhare dil mein rahte hai
    Agar unki ankho mein aansho aaye hamaare liye
    Koi bataaye humen zara ki woh kahaan rahte hai
    It's better to be alone than in a bad company.

  20. #39

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by vijay View Post
    Unse mohabbat thi kabhi aur ab bhi karte hai
    Hum dilwaale bus es mohabbat par marte hai
    Kaise kahen bewafaa unko hum apni jabaan se
    Shayaad hum aaj bhi unki berukhi se darte hain
    Jo karte ho mohabbat to kaise gila shikwa
    rehte ho hamesha kyo ase khafa-khafa
    kahin bhi raho duniya mein, a dost
    na kar paaoge khud ko unke yadon se juda

  21. #40
    Sanam mere jab se aaye nigah mei,Badli thi duniya aissi hamaari
    Harr wo adda pehle na bhatti thi humko,lagne laggi thi jaan se bhi pyari
    Yakin na ho to karr mohobbat tum dekho
    Mohobbat ke aagge kuchh bhi nahi hei,jhhutti lagge gi tumhein Duniyadaari.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •