Page 4 of 28 FirstFirst 1 2 3 4 5 6 7 8 14 ... LastLast
Results 61 to 80 of 543

Thread: Yaadon Ke Pal

  1. #61
    kuch pal hote hain
    kuch pal ke liye
    jee le inhe hum har pal ke liye
    ye waqt to ret ki tarah fisal jayega
    de jayega yaaden umar bhar ke liye

  2. #62
    Quote Originally Posted by ritikarathee View Post
    kuch pal hote hain
    kuch pal ke liye
    jee le inhe hum har pal ke liye
    ye waqt to ret ki tarah fisal jayega
    de jayega yaaden umar bhar ke liye


    Palon ko na dekho baharon ko dekho
    Jammi pe raho par sheetaron ko dekho
    Jitna bhi jeeo ji bhar ke jeeo
    Dil ke har konne se dildarron ko dekho.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  3. #63

    Smile

    [quote=devdahiya;123105]Appni khubsurati ka raaaz sarre aam na kholo
    Ai mere hamm nassi Jarra soch samajh kar bolo
    Hussan tou parde mei mehfuuz achha lagta hei
    Iss chilman ko jara dheere-2 kholo.

    Jab-jab hamara chilman sarakta gaya
    Tab-tab aapka dil dhadakta gaya
    asa hai nasha in akhoon mein
    aap kya sara jahan behakta gaya

  4. #64

    Thumbs up

    [QUOTE=divyakadyan;123168]
    Quote Originally Posted by devdahiya View Post
    Appni khubsurati ka raaaz sarre aam na kholo
    Ai mere hamm nassi Jarra soch samajh kar bolo
    Hussan tou parde mei mehfuuz achha lagta hei
    Iss chilman ko jara dheere-2 kholo.

    Jab-jab hamara chilman sarakta gaya
    Tab-tab aapka dil dhadakta gaya
    asa hai nasha in akhoon mein
    aap kya sara jahan behakta gaya


    Nakhre bhi hein addaein bhi hein,Andazze bayan bhi anokha sanam
    Behka ke jammane ko se teere nazzar,karte ho dhoka aur jullme sittam
    Ye manna tumhara nissana thhe hum
    Par duniya ko karnne pe amadda kyun khatam.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  5. #65

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by divyakadyan View Post
    Woh jo aaj samajhte nahin aapke jasbaat ko
    kal tarsenge wahi ek chote se mulaqat ko
    nikal jaayega jab waqt hathoon se
    tab karenge yaad apki kahi har baat ko
    Ye zazbaat hi to mohabbat ka aaina hai
    Bina ahsaas ke koi bhi dil pyar nahin karta
    Hum to shayad intezaar ker lenge kisi ka
    Lekin ye waqt kisi ka intezaar nahin karta
    It's better to be alone than in a bad company.

  6. #66

    Smile

    Quote Originally Posted by divyakadyan View Post
    Jab-jab hamara chilman sarakta gaya
    Tab-tab aapka dil dhadakta gaya
    asa hai nasha in akhoon mein
    aap kya sara jahan behakta gaya

    Ess chilman ke sarkane se dharka tha jo dil
    Aise bahake ki aaj tak bhi hosh mein nahin aaya
    Ye julm-o-sitam aakheer kya kaam aaya unke
    Husn ke garur mein unhone pyaar nahin paaya
    It's better to be alone than in a bad company.

  7. #67

    Thumbs up

    [quote=devdahiya;123172]
    Quote Originally Posted by divyakadyan View Post



    Nakhre bhi hein addaein bhi hein,Andazze bayan bhi anokha sanam
    Behka ke jammane ko se teere nazzar,karte ho dhoka aur jullme sittam
    Ye manna tumhara nissana thhe hum
    Par duniya ko karnne pe amadda kyun khatam.

    Jo kare zulm aur dhaaye sitam
    husn nahin hota itna beraham
    woh to aap ka he dil jaata hai fisal
    aur ban jata hai khud aapka dushman

  8. #68

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by vijay View Post
    Ye zazbaat hi to mohabbat ka aaina hai
    Bina ahsaas ke koi bhi dil pyar nahin karta
    Hum to shayad intezaar ker lenge kisi ka
    Lekin ye waqt kisi ka intezaar nahin karta
    Jasbaat badal jaate hai, khayalat badal jaate hain
    hamare- aapke, sab ke halaat badal jaate hain
    jaise -jaise guzarta hain waqt aur badalta hai daur
    zindagi se pochne waale savalaat badal jaate hain

  9. The Following User Says Thank You to divyakadyan For This Useful Post:

    kamnanadar (January 21st, 2012)

  10. #69

    Smile

    Quote Originally Posted by vijay View Post
    Ess chilman ke sarkane se dharka tha jo dil
    Aise bahake ki aaj tak bhi hosh mein nahin aaya

    Ajab hai, gazab hai, ye husn ka jadoo
    dil he to hai, ho he jata hai bekaboo
    Last edited by divyakadyan; November 23rd, 2006 at 09:07 PM.

  11. #70
    Quote Originally Posted by divyakadyan View Post
    Ajab hai, gazab hai, ye husn ka jadoo
    dil he to hai, ho he jata hai bekaboo


    Iss dil ka kya bharossa,jaane kis pe aa jaye
    Behoshi hei na janne jis pe chha jaye
    Madhoss ho kar pyar nahin hotte
    Warna maikhanne wale sab Mumtaz le aaiyen.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  12. #71

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by divyakadyan View Post
    Jasbaat badal jaate hai, khayalat badal jaate hain
    hamare- aapke, sab ke halaat badal jaate hain
    jaise -jaise guzarta hain waqt aur badalta hai daur
    zindagi se pochne waale savalaat badal jaate hain

    Dil mein agar hai zazbaat to nahin badal sakte
    Zindagi kaisi bhi hi khayalaat nahin badal sakte
    Khudgarzon ke liye badalta hoga zindagi ka daur
    Sachhi mohabbat ke liye halaat nahin badal sakte
    It's better to be alone than in a bad company.

  13. The Following User Says Thank You to vijay For This Useful Post:

    kamnanadar (January 21st, 2012)

  14. #72

    Smile

    Quote Originally Posted by divyakadyan View Post
    Ajab hai, gazab hai, ye husn ka jadoo
    dil he to hai, ho he jata hai bekaboo

    Ye husn bhi dekha hai humne aur husn waale bhi
    Hamaare ishq ke bina ees husn ki ahmiyat kya hai
    It's better to be alone than in a bad company.

  15. #73
    Quote Originally Posted by vijay View Post
    Hi all worthy members,

    Thanks for your valuable contribution at "Wafa aur Mohabbat". I hope that same spirit here too.


    Kaise bhoolaaye jaayenge woh Yaadon ke pal
    Essi mohabbat ne humko jeena sikhaaya hai

    Ek hi patjhad mein ghabrakar munh mod liya
    Abhi to bahaaron ke mausam bhi bakaaya hai

    Hazaaron shaamil the khushi ki mehfil mein
    Aur aaj gum ka saathi sirf hamaara saaya hai

    Khushi se bharna chahte the kisi ka daaman
    Umar bhar ka gum badle mein inaam paaya hai

    Log kis tarah se lut jaate hain mohabbat mein
    Ye raaz to aab hamaari samajh mein aaya hai

    Es dil ke un jakhmon ki dava ki talaash mein
    "Vijay" ne aaj fir koi naya jakhm khaaya hai
    "Kehne ko to jamane ke liye meri barat hogi,
    Per jindadili ke aangan mein meri chalti firti laash hogi,
    Phele tujhe teri maanzil tak pahunchyenge hum,
    Phir aapni lash ko khud samshaan leker jayenge hum"

  16. #74

    Thumbs up

    Quote Originally Posted by satender View Post
    "Kehne ko to jamane ke liye meri barat hogi,
    Per jindadili ke aangan mein meri chalti firti laash hogi,
    Phele tujhe teri maanzil tak pahunchyenge hum,
    Phir aapni lash ko khud samshaan leker jayenge hum"

    Us baraat ke baare ab mein kya puuchoge ae dost
    Kahin andhiyara hua tha aur to kahin koi deepak jala
    Ye manzile to har koi muqarara karta hai apne liye
    Dekhte hain kabhi milegi ya nahin ye mushafir to chala
    It's better to be alone than in a bad company.

  17. #75
    Quote Originally Posted by vijay View Post
    Us baraat ke baare ab mein kya puuchoge ae dost
    Kahin andhiyara hua tha aur to kahin koi deepak jala
    Ye manzile to har koi muqarara karta hai apne liye
    Dekhte hain kabhi milegi ya nahin ye mushafir to chala


    Mohobbat sisakti hei aashiq ke chale jaane ke baad
    Bewaffaon ko bhi aati hei unnki waffai ki barabar yaad
    Harr mohobbat ka yahi anjjam hota hei
    Koi marr ke pata hei,koi jee ke khota hei.
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

  18. #76

    Smile

    Quote Originally Posted by devdahiya View Post
    Mohobbat sisakti hei aashiq ke chale jaane ke baad
    Bewaffaon ko bhi aati hei unnki waffai ki barabar yaad
    Harr mohobbat ka yahi anjjam hota hei
    Koi marr ke pata hei,koi jee ke khota hei.
    Essi ka to naam mohabbat hai ees matlabi duniyan mein
    Koi chala jaaye to uske baad hi uski wafaa yaad aati hai
    Jab koi tadapata hai kisi ke liye to woh parwah nahin karte
    Unko bhool jaane ke baad unse bar bar fariyaad aati hai
    It's better to be alone than in a bad company.

  19. #77
    Quote Originally Posted by vijay View Post
    Essi ka to naam mohabbat hai ees matlabi duniyan mein
    Koi chala jaaye to uske baad hi uski wafaa yaad aati hai
    Jab koi tadapata hai kisi ke liye to woh parwah nahin karte
    Unko bhool jaane ke baad unse bar bar fariyaad aati hai
    Gehra aur khubsoorat mohabbat ka ahsaas hai
    Dilkash aur anokha hamare sanam ka andaaz hai
    Aaj woh door sahi, kisi wajeh se majboor sahi
    Fir bhi hame apne pasand par behad naaz hai

  20. #78
    Kabhi har Pal baste the woh hamari yaadon mein
    Roj aate the milne raat ko, khawaboon mein
    Aaj hain woh shaamil jeevan mein is tareh,
    Jaise sukha hua phool koi rehta hai kitaboon mein

  21. #79
    Email Verification Pending
    Login to view details.

    Exclamation

    Quote Originally Posted by divyakadyan View Post
    Kabhi har Pal baste the woh hamari yaadon mein
    Roj aate the milne raat ko, khawaboon mein
    Aaj hain woh shaamil jeevan mein is tareh,
    Jaise sukha hua phool koi rehta hai kitaboon mein

    na puch dil ka aalam aiy dost
    ab to dawa bhi dard sa asar dikhati hai
    chod gaye ho hamein us sham ki tareh
    jise na din apnata hai na raat apnaati hai

  22. #80
    Quote Originally Posted by swati View Post
    na puch dil ka aalam aiy dost
    ab to dawa bhi dard sa asar dikhati hai
    chod gaye ho hamein us sham ki tareh
    jise na din apnata hai na raat apnaati hai


    Wa bobo wah-2


    Harr sham dhhal kar raat ho jati hei
    Harr Raat subeh ko jaggati hei
    Par bewaffai ka aalam tou dekho
    Aane se pehle chali jatti hei
    "LIFE TEACHES EVERY ONE IN A NATURAL WAY.NO ONE CAN ESCAPE THIS REALITY"

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •