Results 1 to 3 of 3

Thread: simple paheli...

  1. #1

    simple paheli...

    Teen aadmi ek hotel mein jaatey hain ngiht stay ke liye. Unhone 30 rupees manager ko diye(10 each) room ke liye aur room mein chale gaye. Baad mein manager ne dekha to pata laga ki room ka rate sirf 25 ruppes thaa, to usne Bhagat waiter ko 5 rupees waapis karne ko de diye. Bhagat ne room ki taraf jaatey hue socha ki 5 rupees ko 3 persons mein divide karne mein dikkat aa sakti hai isliye usne 2 ka note to apni jeb mein daal liya aur baaki 3 rupeye mein se 1-1 ka note un teeno ko de diya. Ab, teeno bandon ne 10 rupye pay kiye they aur un sab ko 1-1 rupya waapis bhee mil gaya…to unhone ne diye 9 each for the room totaling 27 rupees. Bhagat bhee apne 2 goj mein ghaal gya. To total ho gaye 27+2 = 29. Ab woh ek rupiya kahan gaya?
    Suit the action to the word, the word to the action.

  2. #2
    Bhai Navin,Ram Ram.

    Bhai vo 1 rupya kanhi nahi gaya vo un bandhuo ke hi paas hai.
    Ar is paheli ka answer niu banai sai,
    30 mai tai pahala Bhagat ke 2Re.ghata jo usane apni jeb mai daal liye the...30-2=28 30 mai tai bache 28 fer ghata un tino bandhuo ke 1+1+1=3
    28-3=25
    bhai mere khyaal mai answer yohe honea chaaiye.





    Teen aadmi ek hotel mein jaatey hain ngiht stay ke liye. Unhone 30 rupees manager ko diye(10 each) room ke liye aur room mein chale gaye. Baad mein manager ne dekha to pata laga ki room ka rate sirf 25 ruppes thaa, to usne Bhagat waiter ko 5 rupees waapis karne ko de diye. Bhagat ne room ki taraf jaatey hue socha ki 5 rupees ko 3 persons mein divide karne mein dikkat aa sakti hai isliye usne 2 ka note to apni jeb mein daal liya aur baaki 3 rupeye mein se 1-1 ka note un teeno ko de diya. Ab, teeno bandon ne 10 rupye pay kiye they aur un sab ko 1-1 rupya waapis bhee mil gaya…to unhone ne diye 9 each for the room totaling 27 rupees. Bhagat bhee apne 2 goj mein ghaal gya. To total ho gaye 27+2 = 29. Ab woh ek rupiya kahan gaya?[/quote]

  3. #3
    Ashok Bhai
    Bann gayi baat! Paheli te kuch khaas na thee par samjhaney ka antar sai...

    Bravo!
    Suit the action to the word, the word to the action.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •