Results 1 to 4 of 4

Thread: wha bhai jat ("vyathit")

  1. #1

    wha bhai jat ("vyathit")

    jat ka ghar loot, ghar bharta hai jat'
    mar karke jat aap marta hai jat'
    sabse jyada jat se jhagadta hai jat'
    sabse jyada jat ko ragadta hai jat'
    kabhi nahi jat ka dukh harta hai jat'
    jat ka ahsan nahi dharta hai jat'
    jat ki tarraki sahan nahi karta hai jat'
    bandhuta ka dambh verth bharta hai jat
    shantipurvak rahne se darta hai jat
    jatpan ke karan nahi ubharta hai jat
    sabse jyada jatko dukh deta hai jat
    jat se jaroor badla leta hai jat
    jat ke samjhane se nahi manta hai jat
    dusman ya jat ko hi janta hai jat
    sda apne se hi jang thanta hai jat
    jat ka nuksan kar khush hota hai jat
    jat ki rahh me kante bota hai jat
    muncho ki ladai me ghar khota hai jat
    kuritiyon ka bojh sir dhota hai jat
    jat ke jagane se nahi jagta hai jat
    daru'martyubhoj nahi tyagta hai jat
    jat ke to pass bhi nahi bethta hai jat
    jat ko to dekhte hi enthta hai jat
    ram jane aisa kyon karta hai jat
    ab bhi samay hai sudhar ja re jat........

  2. #2
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    [quote=jatbhaihiralal;159532]jat ka ghar loot, ghar bharta hai jat'
    mar karke jat aap marta hai jat'
    sabse jyada jat se jhagadta hai jat'
    sabse jyada jat ko ragadta hai jat'
    kabhi nahi jat ka dukh harta hai jat'
    jat ka ahsan nahi dharta hai jat'
    wa bhai wa hiralal lal ji aapne jat ke bare me
    kya sachhai bayan ki h sach much hame apne ko
    sudharne ki jarurat h .... jai jat

  3. #3
    Quote Originally Posted by jatbhaihiralal View Post
    jat ka ghar loot, ghar bharta hai jat'
    mar karke jat aap marta hai jat'
    sabse jyada jat se jhagadta hai jat'
    sabse jyada jat ko ragadta hai jat'
    kabhi nahi jat ka dukh harta hai jat'
    jat ka ahsan nahi dharta hai jat'
    jat ki tarraki sahan nahi karta hai jat'
    bandhuta ka dambh verth bharta hai jat
    shantipurvak rahne se darta hai jat
    jatpan ke karan nahi ubharta hai jat
    sabse jyada jatko dukh deta hai jat
    jat se jaroor badla leta hai jat
    jat ke samjhane se nahi manta hai jat
    dusman ya jat ko hi janta hai jat
    sda apne se hi jang thanta hai jat
    jat ka nuksan kar khush hota hai jat
    jat ki rahh me kante bota hai jat
    muncho ki ladai me ghar khota hai jat
    kuritiyon ka bojh sir dhota hai jat
    jat ke jagane se nahi jagta hai jat
    daru'martyubhoj nahi tyagta hai jat
    jat ke to pass bhi nahi bethta hai jat
    jat ko to dekhte hi enthta hai jat
    ram jane aisa kyon karta hai jat
    ab bhi samay hai sudhar ja re jat........

    This is not necessarily with Jats only... this is a problem with a Jat and non Jat also ... between 2 non jats also ... so y to make this jat specific ????
    its a common problem with everyone and moreover its human nature...

  4. #4
    Quote Originally Posted by dkumars View Post
    This is not necessarily with Jats only... this is a problem with a Jat and non Jat also ... between 2 non jats also ... so y to make this jat specific ????
    its a common problem with everyone and moreover its human nature...
    ठीक कही, देवेन्द्र । ये कुछ लाइनें मैं भी जोड़ देता हूं :

    प्यार और मोहब्बत को तरसता भी है जाट
    सिर्फ गरजता ही नहीं, बरसता भी है जाट
    कठोर जरूर है, लेकिन लरजता भी है जाट
    बुरे काम करने वाले को बरजता भी है जाट

    .
    तमसो मा ज्योतिर्गमय

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •