Page 4 of 4 FirstFirst 1 2 3 4
Results 61 to 78 of 78

Thread: Sher-o-Shayari

  1. #61
    Quote Originally Posted by sanjeetsparp View Post
    lal diwar par chune se likha tha ghalib ne ,
    Lal diwar par chune se likha tha ghalib ne
    Yahan likhna mana hai.

    aahat si koi aaye to lagta hai ke tum ho
    saaya koi lehraye to lagta ahi ke tum ho
    ab khud hi batao jaan-e-jaan
    Khulle Baal main kya tum kissi bhoot se kum ho??

    Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
    Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
    aur vo boli ki Thanda matlab Coca Cola

    majja aa gya bhai ... ghana hassa diya tadke tadak

  2. #62

    Talking Sudhh Sher ...

    Devender Bhai ek or yaad aaya .....

    Teri Julfein hain ya Ghanghor Andhera..
    Teri Julfein hain ya Ghanghor Andhera..
    Teri Julfein hain ya Ghanghor Andhera..
    Ho jya Ganji kerde Savera .....

    Teri Julfon ke khane Jungle main basne ka ji chahta hai ..
    Teri Julfon ke khane Jungle main basne ka ji chahta hai ..
    Teri Julfon ke khane Jungle main basne ka ji chahta hai ..
    Per ye Jungli jaanver ... mera honsla tod dete hain..
    to Ghoslaa apna banaaoon kaise
    Sanjeet Ahlawat
    "Be less curious about people and more curious about ideas." - Marie Curie
    +91 9873485784
    ----
    :p:D

  3. #63
    Quote Originally Posted by sanjeetsparp View Post
    Devender Bhai ek or yaad aaya .....

    Teri Julfein hain ya Ghanghor Andhera..
    Teri Julfein hain ya Ghanghor Andhera..
    Teri Julfein hain ya Ghanghor Andhera..
    Ho jya Ganji kerde Savera .....

    Teri Julfon ke khane Jungle main basne ka ji chahta hai ..
    Teri Julfon ke khane Jungle main basne ka ji chahta hai ..
    Teri Julfon ke khane Jungle main basne ka ji chahta hai ..
    Per ye Jungli jaanver ... mera honsla tod dete hain..
    to Ghoslaa apna banaaoon kaise

    hahahahaha ...
    aande aande ... aur aande bhai isse he :p

  4. #64

    Talking Ek Or

    Muhabbat Kerne Walon ko inkaar achha nahi Legta
    Duniya walon ko pyaar achha nahi legta
    Jab tak Ladka - Ladki Bhag na Jaayein
    In Salon ko pyaar sachha nahi legta ..
    Sanjeet Ahlawat
    "Be less curious about people and more curious about ideas." - Marie Curie
    +91 9873485784
    ----
    :p:D

  5. #65

    ND Chhora - Ramloo

    .
    छोहरा रमलू था चारूं भाइयां मैं सब-तैं छोटा
    बाकी सारे मरियल थे पर वो था घणा मोटा
    जितना था वो छोटा, उसतैं फालतू था खोटा
    दूर तैं इसा लागै था जणूं खेत मैं खड़्या सै झोटा !
    .
    तमसो मा ज्योतिर्गमय

  6. #66

    Talking

    Wah Wah DnD sir pehla Sher Haryanvi Language main Suna hai ... bahut badhiya .... ek main or bataoon

    Kidi Mergi paal pe gheesan chaale chemmar
    900 jode jutti ban gi saante kai hazaar ..

    Jhooth nahi bolaange mehaare jhooth ki sai aan
    Panipat ki sardak uper meendak baatein baan ..

    Bhanmati ne kuaan joda ... lobaan pehra de ..
    Kaag naaka Tod gya Bilai Rooka de....

    Meri Daddi Sunaya kerti ise ise .... ib te ye he yaad reh re hain .. baaki bhool gya
    Sanjeet Ahlawat
    "Be less curious about people and more curious about ideas." - Marie Curie
    +91 9873485784
    ----
    :p:D

  7. #67

    Talking Kuch or Bhi

    Khabhi Kehte Thee Dost Hemaar ki jaan mango to Haazir hai
    Khabhi Kehte Thee Dost Hemaar ki jaan mango to Haazir hai
    Khabhi Kehte Thee Dost Hemaar ki jaan mango to Haazir hai
    Aaj Apni Biwi ko jaan kehte hain or maango to inkaar kerte hain

    Jise Koyala Samjhe Wo kayua Nikla
    Dosti ke naam pe Hayua Nikla
    Jo Roka Kerte thee Hame Sheraab Peene se
    Unki Jeb se aaj Payua Nikla

    Kehdo Pedhne walon se khabhi Hum Bhi Pedha Kerte thee
    Kehdo Pedhne walon se khabhi Hum Bhi Pedha Kerte thee
    Jitna Syllabus pedh ke unhone Top Kiya hai
    Utna Syllabus Hum Chhor Diya kerte thee

    Na Bura Dekhne ka
    Na Bura Bolne ka
    Na Bura Sun-ne ka
    Bas ek kaam Bech Gaya
    Wo Bura Kerne ka..

    Ghoongat main Tujhe Dekha to Diwana Hua
    Sangeet ka Taraana Hua
    Shama ka Parwana Hua
    Jaise hi tune Ghoongat Uthaya main Duniya se Rawana Hua

    Bhagwan ke naam pe ek Patni dede
    Apni nahi to Padosi ke dede
    Bhagwan Tujhe ek ke Badle 3 dega
    Anurag ki terah Prernaa ke saath
    Aparnaa or Kamolika Free Dega

    Teri GAliyon ke chakker kaat-te kaat-te Kutte mere yaar Ho gaye
    Tu to Hemaari nahi Hui .. Hum Kutton ke Sardaar ho gaye

    Unki Gali se Mara Janaaja Nikla
    Wo na nikle jinke liye jenaaja nikla
    Unka Ghar aaya to mere dost seeti Bejaane Lage
    Rakh-ke mera jenaaja Kameene usko petaane lage
    Sanjeet Ahlawat
    "Be less curious about people and more curious about ideas." - Marie Curie
    +91 9873485784
    ----
    :p:D

  8. #68
    :p

    wah ustaad wah ... huzur majja aa gaya :p:D

  9. #69

    Talking kuch or bhi bekaar se

    Dil ke arman ansuo me beh gaye,
    Hum gali me the gali me reh gaye...
    Light chali gayi,
    Jo baat unse kehni thi wo unki mummy se keh gaye....

    Zindagi ki raah mushkil hain to kiya huaa.
    Thoda sa tum chalo,thoda sa main...phir Rikshaa kar lenge..

    Hum aise aashik hain jo gulab ko kamal bana denge,
    Uski har adaa par ghazal bana denge..
    Agar wo aa jayegi mere jindgi me,
    To Reliance ki kasam DELHI me bhi Tajmahal bana denge..

    Bakre ne bakri ko seeng maara, bakre ne bakri ko seeng maara
    abbbbe oyeee phir kya hua
    Bakri ne bhi bakre Ko seeng maar diya

    Tu ne mere man se khela,
    Tu ne mere tan se khela,
    Tu ne mere dil se khela,
    Tu ne mere Dhan se khela,
    Tu ne mere man, tan, dil aur dhan se khela,
    .........
    Well Played, Well Played (Wah, Wah..)

    Wo hamari zindagi main kuchh is tarah se aaye.
    Wo hamari zindagi main kuch is tarah se aaye.
    Jaise hare bhare khet main Bhais ghus jaye.

    Maine tumse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita
    Maine tumse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita
    Tan ki shakti, manki shakti, Bournvita

    Aaj! aasmaan mein taare aise chamak rahe hain
    Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain....
    JAISE KAL CHAMAK RAHE THE !!!

    aasman mein char(4) tare
    aasman mein char (4) tare
    do tumhare do hamare

    Maine tujhe dekha
    Dekhta raha, Dekhta hi gaya
    Phir mujhe chashma lag gaya
    Sanjeet Ahlawat
    "Be less curious about people and more curious about ideas." - Marie Curie
    +91 9873485784
    ----
    :p:D

  10. #70

    khatarnaak bahi ... katti dhooma thaa rehya hai bhai sanjeet

  11. #71
    Lohe ko Loha kat ta hai ...
    Sone Ko Sona Kat ta hai...
    Jaher ko Jaher kat ta hai...
    Isliye apko Kutta katega

    devinder bhai yo shayari kasuti seh..aapka jawab nahi....maza aagya bhai...

  12. #72

    Talking

    Quote Originally Posted by dkumars View Post
    Aalu ki sabji mein neembu nichod dunga
    Tu na mili to khana peena chod dunga:p
    Thoda sa gand main faila deta hoon ...... ek jat college rohtak ke cultural festival main sunaya tha jab unhone intra university festival host kera tha

    Aalu ki sabji main neembu Nichod Dunga
    Tu na mili Gulaabo te jungle pani jana bhi chod dyunga
    Sanjeet Ahlawat
    "Be less curious about people and more curious about ideas." - Marie Curie
    +91 9873485784
    ----
    :p:D

  13. #73

    Talking main bhi a gya tem sa kaadh ke

    Ek Bahut hi dard Bhera Sher Arj hai... gaur farmaaiyega....

    Tu jab dekhti hai ..to dil main chubhti hai sui....

    haan ye dadhi wale bhai sahab ... jera dhyaan se .. sher ke gehrai main jhaank ker dekhiyega....

    Tu jab dekhti hai ..to dil main chubhti hai sui....
    Tu jab dekhti hai ..to dil main chubhti hai sui....

    Uye Uye Uye Uye Uye Uye
    Sanjeet Ahlawat
    "Be less curious about people and more curious about ideas." - Marie Curie
    +91 9873485784
    ----
    :p:D

  14. #74
    Koi kavhai manney gora tey koi kavhai kaluwa
    Koi kavhai manney gora tey koi kavhai kaluwa
    Tam khaao chatni-roti main khaau kheer haluwa

    Thanks,
    Sumit

  15. #75
    issa issa 1 or hoyaa kerta tha :D

    wo dekho udd raha hai kabutarrr
    wo dekho udd raha hai kabutarrr

    Furr Furr Furr Furr Furr Furr Furr

    Quote Originally Posted by sanjeetsparp View Post
    Ek Bahut hi dard Bhera Sher Arj hai... gaur farmaaiyega....

    Tu jab dekhti hai ..to dil main chubhti hai sui....

    haan ye dadhi wale bhai sahab ... jera dhyaan se .. sher ke gehrai main jhaank ker dekhiyega....

    Tu jab dekhti hai ..to dil main chubhti hai sui....
    Tu jab dekhti hai ..to dil main chubhti hai sui....

    Uye Uye Uye Uye Uye Uye

  16. #76
    Quote Originally Posted by vivekdh View Post
    issa issa 1 or hoyaa kerta tha :D

    wo dekho udd raha hai kabutarrr
    wo dekho udd raha hai kabutarrr

    Furr Furr Furr Furr Furr Furr Furr
    Dhankar bhai aap bi :D
    “Lead me, follow me or get out of my way”

  17. #77

    Question

    [quote=satbirsingh;159751]Udaa kar Tahash Nahash kar de.....
    Udaa kar Tahash Nahash kar de.....
    Aise Rukte Tuffan dekhe hai Humne

    Nishane per pahoonch kar ......
    Nishane per pahoonch kar ......
    Chukte Tirkamman dekhe hai humne

    Zrraa Zrraa Jin ke Immaan ka Gawaah thaa
    Aise biktey Insaan dekhe hai humne

    Bhai sahab bahut gahri batein karte ho ...theek to ho?

  18. #78

    Sher-o-shayari

    Jis ke dil mein dard hai woh dildaar hai.
    Jis ke dil mein dard hai woh dildaar hai.
    Jis ke dil mein dard hai woh dildaar hai.
    :
    Are bhai aage bhi to bolo
    :
    Jis ke dil mein dard hai woh dildaar hai.
    Jis ke sar mein dard hai woh sardaar hai.
    Sanjeet Ahlawat
    "Be less curious about people and more curious about ideas." - Marie Curie
    +91 9873485784
    ----
    :p:D

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •