Indians are trying to be the best in world and they are touring sri lanka to proving it.
Ramayan mein akele hanuman ne lanka ka dahan kiya tha. Is bar hamare pas 15 hanuman hain. Ye 15 hanuman milkar kya lanka dahan kar payenge, ye dekhna kafi rochak hoga. Kya hum lanka ko 5-0 se hara sakte hain? Iski sambhawna hai aur pehla match jeet kar hamari sena ne iski taraf kadam bhi badha diye hain. Ab dekhna yeh hai ki kya india clean sweep kar payega? Apko kya lagta hai.
Plz post your views on this topic.