Page 2 of 2 FirstFirst 1 2
Results 21 to 37 of 37

Thread: jats political destruction in rajasthan

  1. #21
    Bhai Sahab,

    App ke umeede sirf ek hi dynasty se kyu hain UP main aur koi kabeel Jats nahin hain kya represent karne ke liye. Ya feer humme gulami ke aadat pad gayee hain....Raja feer uska beta...feer uska beta...so on.

    Thanks

    Quote Originally Posted by pawariya View Post
    u all rajstahanis n haryanvees bhai can feel somewhat relax or comfort with their jat leaders bt in UP condition of jat politics is worst. Ch. Ajit singh has destroyed the famous name of his respected father Ch. Charan singh. he is not stable n thats why mostley jats don't want to vote for him. he is the worst jat leader I have seen ever. still he is getting vote because of his father only............ ab to bus uske bete Jayant chaudhary se hi kuch expectation hain agar wo bhi apne baap ki tarah hua to bus UP main to ho gaya jaton ka bantadhar.........
    -Virender M.

  2. #22
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Sure,

    not only for Rajasthan , we need a Pan india leader, so that our quom can be proud of him/her.

  3. #23
    Quote Originally Posted by pawariya View Post
    u all rajstahanis n haryanvees bhai can feel somewhat relax or comfort with their jat leaders bt in UP condition of jat politics is worst. Ch. Ajit singh has destroyed the famous name of his respected father Ch. Charan singh. he is not stable n thats why mostley jats don't want to vote for him. he is the worst jat leader I have seen ever. still he is getting vote because of his father only............ ab to bus uske bete Jayant chaudhary se hi kuch expectation hain agar wo bhi apne baap ki tarah hua to bus UP main to ho gaya jaton ka bantadhar.........
    aditya bhai ram-ram
    bhai kya sari up bas ek Ch. Charan Singh ke parivar ne hi theka le rakha hai kya jaat leader ban-ne ka ..........or koi jaat aisa nahi hai kya jo aage aa sake, jaaton ko ek achha neta de sake.........aap sab jaat kya bas Ch. Charan Singh ke parivaar se hi umid lagaye baithe ho...........khud koi kuch kyon nahi karta......or bhai har jaat leader achhna nahi ho sakta.......haath ki panchon (5) ungliyan kabhi baraabar nahi hoti........

  4. #24
    Quote Originally Posted by kalerasatish View Post
    Balyan Ji,

    We are not in the 18 century.
    From where do you think that others think that they are poor, inferior in anyway from you & Jats are rich.

    Any rich or prosperous community in this modern era cannot accept any body as its leader sheerly on their money power or muscle power if they are in goverment(Except the bombay gambling incident).

    Please let me know in our rich choudhary jat caste:-
    1. How many generals we have produced?
    2.How many cabinet secretories were there from our caste?
    3. How many big business houses we are controlling?
    4. From these so called choudharys , how many world class players we have produced?The players like vijender, virender, sushil,Sangwan boxer are not from any choudhary family, they are simple Jats & I am proud of their achievement.
    5.What Choutala did to improve upon the system so that a poor ,rural jat can be a HCS, HPS , Doctor sheerly on its merit & hardwork?
    6. If the type of politics in Haryana is not robing us of first & foremost inherent strength of hardworking & sincerety.

    Please come out of this delusion & illusion.

    Think bhai Think

    They will keep on looting us & alienate us from the vast majority.
    satish bhai centuary change hone se insan ka attitude change nahi hona chahiye.......usko apna culture,apni sanskriti nahi badalni chahiye.......bas usme nayi chizen add karte rahna chahiye........
    aap CHOUDHARY shabd ka galat matlab le rahe hain........
    CHAUDHARY doesnot mean DICTATOR.....
    CHAUDHARY wo hota hai jiski sab izzat karte hain.......
    jaat community ke logon me qualities hain jis se log unki izaat karte hain or unhe CHAUDHARY SAAB kah kar bulate hain......n exceptions are always there .......kuch jaat galat kaam bhi karte or hamaari biradari ka naam kharab karte hain......

    or bhai rahi baat choudhariyon ki acheivements ki to aisa hai:
    aaj se karib 24 saal pahle tak jaat mainly kheti(farming) karte the...or apne bachon ko bhi wo kheti mein hi lagate the.....lekin ab jaaton ne apne bachon ko kheti ke alawa job me bhi bhejna shuru kar diya hai.....meri generation (aged between 20-30)ke lagbhag 80% jaat ya to job kar rahe hain ya fir padh rahe hain.........aap IT industry mein hi dekh liziye app bahut jaat engineer mil jayenge(aged less than 30)....aanne wale 5-6 saalon men aapko har post par jaat milenge.........

    or rahi baat tak ki to ab bhi agar mein jaat generals ki list banaun to wo endless hogi.......
    main haryana ke kuch CHAUDHARY leaders ke baare mein aapko batana chahunga.....
    1. Ch.Devilal :- anpadh the par unme aisi qualities thi ki koi high-class educated leader unke saamne khada nahi ho sakta tha.....unpadh hone ke bavzood bhi wo desh ke upmukhyamantri bane.......(PM ki post unhone khud chhodi thi)
    2.Ch. Om Prakash Chautala:- ye bhi anpadh hai par kisi bhi padhe likhe leader ko dhul chata sakte hain......ek bar jiska naam pta chal jaaye use kabhi nahi bhulte........200 se jyada telephone no. yaad hai........or bhi bahut qualities hain......
    3.Ch. BansiLal:- haryana ki development inki alag hi jagah hai.....aapne raaj mein inhone itni sadaken hartyana men banva di thi jinki muramat bhi agli sarkar nahi kar payi......
    4.Ch. Bhupendar Singh Hoda:-unke baare mein to aapko sab pta hi hoga.....wo bhi CHAUDHARY hai.....
    aise bahut se CHAUDHARY or hain par sabke baare mein batana mushkil hoga...

    or han bhai haryana mein to har simple jaat chaudhary hota hai.....chahe wo leader ho ,ya amir ya garib ho......

    or bahi ye baat to apko man-ni padegi ki dusari communities khud ko jaaton se inferior samajhti hai........Balyan bhai ne bilkul sahi likha hua hai......
    iske bhi main aapko anginat example de sakto hun.....

  5. #25
    Quote Originally Posted by bsanjusmily View Post
    helo sir,
    ur thoughts are very fine.i like them...thts gud ki...u nt like chaudhary,,,same here,i nt like the chaudharys-thekedars of jats...bcoz thy ddnt do nythng beeter for our society...their main motto is....take vote frm jats n becom chaudhary.....i want to becom a jat leader who believs in all relign,caste....give respect all people----help to needfull people...
    i want people like u in our society......thnks
    bhai chaudhary vote lene se nahi bante......jaat community me paida hote hi ban jaate hain........
    bhai ye bahut achhi bat hai ki tum sab caste , religions ki respect karte ho.....or tum kya bhai har jaat karta hai.......isiliye sab jaaton ki izzat karte hain.......
    bahi kya aaj tak tumhe kisi ne kaha:"OR CHAUDHARY SAAB KYA HAAL CHAL HAI "???
    bhai haryana mei to har dusari communiti wala jaaton ko chaudhary saab kahta hai......

    or bahi ek baat or hai"LEADER KISI KI CHAAHAT SE NAHI BANATE" ye to inborn qualities hoti hai........
    LEADERS CAN'T BE MADE, THEY BORN AS LEADER

  6. #26
    aditya bhai ram-ram
    bhai kya sari up bas ek Ch. Charan Singh ke parivar ne hi theka le rakha hai kya jaat leader ban-ne ka ..........or koi jaat aisa nahi hai kya jo aage aa sake, jaaton ko ek achha neta de sake.........aap sab jaat kya bas Ch. Charan Singh ke parivaar se hi umid lagaye baithe ho...........khud koi kuch kyon nahi karta......or bhai har jaat leader achhna nahi ho sakta.......haath ki panchon (5) ungliyan kabhi baraabar nahi hoti........
    Ram Ram bhai Sandeep........
    bhai I agree with u ki hath ki pachon ungliyan to barabar nahin hoti lekin Ch. Charan sing ji or unke role ko ignore bhi nahin kiya ja sakta. after all wo ek grear personality the aur ek great personality ke puttar se hum kuch to expect kar hi sakte hain. ek generation ke kuch symptoms to next generation main transfer hote hi hain na.........
    ab jaise aaj bhi log chautala ko tau Devilal ke naam par hi vote dete hain, coz wo expect karte hain ki tau Devilal ka beta hai koi to gun hoga hi baap ka............ bus wo hi hota hai sabhi jagah.... whether it is UP or Haryana.....
    Last edited by pawariya; November 8th, 2009 at 02:35 PM.
    I dont regret my past I just regret the time Ive wasted with the wrong people!!rock:eek:

  7. #27
    Bhai Sahab,

    App ke umeede sirf ek hi dynasty se kyu hain UP main aur koi kabeel Jats nahin hain kya represent karne ke liye. Ya feer humme gulami ke aadat pad gayee hain....Raja feer uska beta...feer uska beta...so on.

    Thanks

    bhai Maan sahab..........
    na to UP main talent ki kami hai aur na hi hame gulami ki adat padi hai....... ek se ek kabil personality padi hai UP main bt problem ye hai ki wo bas padi hi hai. UP ke jaat to bus muchon ki ladai main mare........ jaton ke mare halat kharab reh logon ki, bus wo to is main hi khush hain. aur kuch na chahiye unhen. eb mere daddy ko hi dekho ilake ke pehlwan the to us talent ko kahin use to kara na bas sari jindgi Bullet pe maje leke hi gujar di......
    na to ek adha padak(Medal) to pada hi hota aaj gam main.......
    Last edited by pawariya; November 8th, 2009 at 02:35 PM.
    I dont regret my past I just regret the time Ive wasted with the wrong people!!rock:eek:

  8. #28
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Chahal Bhai,
    Last edited by kalerasatish; November 8th, 2009 at 07:29 PM.

  9. #29

    hii

    hello sir,
    i m fine wth u..bcoz jab hum kisi ki izzat karte h to hi samne wala apni izzat karta h...but i think in our society,in jats,,,,,,chahe hariyanas ho ya rajsthan ya up.....evrywhr sm prblms in our society....u r right tht jat progress kar rahe h or kaafi aage jaa rhe h har field me..
    bt here the main discuussn abt jat learders in rajasthann.,i know very well abt rajasthann...not a single leadre in rajsthan ki jisko dekh ke lagta ho ki, uska future or caste ka future bright h..sab aapas me hi ladte rhte h..unhe caste or society ke devlpmnt se koi matlb nhi h....

    i m nt saying tht ki cheif minster jat hona chahiye....bt,,kam se kam logo me apna respect wala to hona chahiye....bina jatton ke supoort ke raj me govt nhi ban sakti....no 1 single leader ki vo kah sakta ho ki..he is the leader of jats......jab apni hi caste ko confidense nhi h to baaki all rajsthn ki public ko kese hoga......sab thekedaar bane hua a society ke bus......

    baaki sir.....insaan kisi ki criticise bahut eay kar sakta h bt jab khud khuchh karke dikhata h tabhi....pata chalta h...???
    its gud discussn for our society......

    Quote Originally Posted by daivischahal View Post
    bhai chaudhary vote lene se nahi bante......jaat community me paida hote hi ban jaate hain........
    bhai ye bahut achhi bat hai ki tum sab caste , religions ki respect karte ho.....or tum kya bhai har jaat karta hai.......isiliye sab jaaton ki izzat karte hain.......
    bahi kya aaj tak tumhe kisi ne kaha:"OR CHAUDHARY SAAB KYA HAAL CHAL HAI "???
    bhai haryana mei to har dusari communiti wala jaaton ko chaudhary saab kahta hai......

    or bahi ek baat or hai"LEADER KISI KI CHAAHAT SE NAHI BANATE" ye to inborn qualities hoti hai........
    LEADERS CAN'T BE MADE, THEY BORN AS LEADER

  10. #30

    Exclamation

    Quote Originally Posted by kalerasatish View Post
    Sangwan saheb ,
    hamen leader chahiye, Choudhary nahin. Choutala ko Haryana ke bahar janata kaun hai.
    Bombay walon ne jo inko daudaya tha,Jab chautala CM tha yaad hai ki nahin

    Yeh log ek kaum ki insult karawa rahe hain apne karmon se.
    Jat ek zinda kaum hai kinhi do char logon par depend nahin karati

    Devi :Lal sher tha, wo gene inmen transfer hi nahin hue

    bhaiji .....chautala sahb ko haryana hi nahi pureee vishv m log jante h
    to ya baat t nahi h ar rahi baat bombay ki t suni hod batan n nahi gaya karte kise din puri baat kise n dhang t bujhli t nue kahoge ki falana keh tha ......on a lighter note dont jump up on conclusions .....AR bhaiji.....neta banaye nahi jaaate neta apne aap bante h .....lucky draw m nahi nikalteee

    dhanyevaddd

  11. #31
    Quote Originally Posted by kalerasatish View Post
    Chahal Bhai,
    I know the history well & contribution of the listed leaders. But I m sorry brother that you put Choutala in the same league of Devilal or Bansilal .

    Nor I m talking about the simple rural folks or general use of Choudhary word in the villages of Northern India.I was pointing towards the Karname of ....... Family.

    I think that U will understand well if U will go through the posts.

    My dear Chahal,

    We are yet to produce a full General, I am not talking about major gen, lt gen or anything like that.

    & rest the things of Software, it may be a story.

    But society rises with the attitude & vibrancy of their members.

    U may rate the achievements very big, it is very big in your point of view but in my view from the last 100 years we are yet to start the journey(From the time of Sir Chhotu Ram).I think u might have heard this name also.
    The society is rated by its leadership potential(TOP).With Choutalas leading the society then only..................

    My Dear wake & change.

    Be a man

    Hope

    satish bhai apne bilkul thik kaha ki "society rises with the attitude & vibrancy of their members"........
    bt wat will happen to the society when its member will forget the norms and ethics of that society?
    bhai modernity ke naam par jaat community ki kai hybrid nasale tyaar ho chuki.....wo bas naam ke hi jaat hai........or hamari jaat biradari ko khokhla kar rahe hain........

    or bhai choutala ko maine list mein isliye rakha kyonki usme leader ban-ne ke sare gun hain.........
    log hitler ko bhi bura batate hain lekin jab great leaders ki baat hoti hai to hitler ka naam jarur aata........

    or bhai aap kin 100 salon ki baat kar rahe ho..........haryana ko bane abhi 50 saal bhi nahi hue hain lekin development ke lihaz se aaj ye bharat ke pahle 3 states mein aata hai......or iska sabse jyada credit jaaton ko hi jaata, ......bhai ye achievement mujhe to bahut badi lagti hai
    bhai mujhe lagta hain ki gujrat mein jarur kuch problem hai........wahan ke jaton ke vichar kuch alag hi hai...........
    lagta hai ki gujrat kuch jyada hi modern ho gaya hai........
    bhai hum haryana ke jaat to ab bhi vaise hi hain jaise 1966 me the......haan kuch exceptions hamare yahan bhi hai.......lekin unhe hum sambhal lete hain...
    or bhai ye jo angreji dialouge hain na 'BE A MAN" inhe jara sambhal kar use kiya karo........kyonki aap jaise modern vicharon ke logo ko shaayad inse koi farak nahi padta lekin mujh jaise purane vichar ke jaat ko har galat shabad se farak padta hai.......hope u understand.....

  12. #32
    Quote Originally Posted by Vgahlout View Post
    bhaiji .....chautala sahb ko haryana hi nahi pureee vishv m log jante h
    to ya baat t nahi h ar rahi baat bombay ki t suni hod batan n nahi gaya karte kise din puri baat kise n dhang t bujhli t nue kahoge ki falana keh tha ......on a lighter note dont jump up on conclusions .....AR bhaiji.....neta banaye nahi jaaate neta apne aap bante h .....lucky draw m nahi nikalteee

    dhanyevaddd
    vikas bhai nu laga hai gujrat ke log ghane advance hoge hain......inke vichar ghane modern hai.......maare jaise jaaton ke kaam inke pasand ni ante.......
    gujrat ke jaat to sahi ma bade unche khayal ke hoge........ib ye saari castes ka bhala karan pa laag re hai.....jaat leaderas ma to inha bas dosh hi dikha hain.......

  13. #33
    Quote Originally Posted by pawariya View Post
    bhai Maan sahab..........
    na to UP main talent ki kami hai aur na hi hame gulami ki adat padi hai....... ek se ek kabil personality padi hai UP main bt problem ye hai ki wo bas padi hi hai. UP ke jaat to bus muchon ki ladai main mare........ jaton ke mare halat kharab reh logon ki, bus wo to is main hi khush hain. aur kuch na chahiye unhen. eb mere daddy ko hi dekho ilake ke pehlwan the to us talent ko kahin use to kara na bas sari jindgi Bullet pe maje leke hi gujar di......
    na to ek adha padak(Medal) to pada hi hota aaj gam main.......
    aditya bahi kisi baat kah di yo........apne daddy ki sari mehant pa pani fer diya....
    bahi jaat vaaste medal koi maayne na rakhta......usne sirf apni izzat te matlab hai.....bhai jara soch jab tere daddy bullet pa likade honge ghar te to sab raasta chhod dete honge ar nu kahate honge ki bahi paraan na hat lyo CHAUDHARY SAHAB aage hai........ar bhai aaj thamna dekh ka bi sab nue hi kahate honge ke bhai yo 'UN CHAUDHARY SAHAB ' ka baalak hai.......bhai ek medal kya itni izzat de sake tha.......bhai tere daddy ne pahalwaani apne khatar kari hai , medal khatar ni.......ar uska profit unki kayi pidiya ne milaga......ar sab jaatan ne bhi......

  14. #34

    bhai Sandeep... main bilkul agree hun thari in sari batan se par tum ek baat bataon na muhe ki abi to bas 4-6 gaam ke hi unhe jane hai ar jo wo kuch upar utkhar karte to ho sakta hai sara desh janta unhe aur jaton ka naam aur bhi raushan hota. yu to mujhe bhi pata hai ki medal se badi ijjat hai. waise bhai meri intention wo ni thi jo tum samajh rahe ho main to bus ek exampel de raha tha ki kaise jaton ka talent bekar ja raha hai........... ex main apne daddy ko le liya............ ab bhai tumne hi kaha tha ki society rises with the attitude & vibrancy of their members............. matlab mera bhi wohi tha bue express karne ka tarika alag tha.......

    waise bhi bahi gaam main log abhi bhi hamen hamare naam se kum humare daddy ke naam se jyada jane hain ar mujhe ghamand hai is baat ka.........
    Last edited by pawariya; November 9th, 2009 at 10:14 AM.
    I dont regret my past I just regret the time Ive wasted with the wrong people!!rock:eek:

  15. #35
    Quote Originally Posted by pawariya View Post
    bhai Sandeep... main bilkul agree hun thari in sari batan se par tum ek baat bataon na muhe ki abi to bas 4-6 gaam ke hi unhe jane hai ar jo wo kuch upar utkhar karte to ho sakta hai sara desh janta unhe aur jaton ka naam aur bhi raushan hota. yu to mujhe bhi pata hai ki medal se badi ijjat hai. waise bhai meri intention wo ni thi jo tum samajh rahe ho main to bus ek exampel de raha tha ki kaise jaton ka talent bekar ja raha hai........... ex main apne daddy ko le liya............
    waise bhi bahi gaam main log abhi bhi hamen hamare naam se kum humare daddy ke naam se jyada jane hain ar mujhe ghamand hai is baat ka.........
    aditya bhai 4-6 gaam ma aapke daddy na naam roshan kar diya........4-6 ma app kar dyo, ar 4-6 ma apka bhai.......
    bas isi tarah bhai pura bharat cover ho ja ga.......
    apke daddy ji na shuruvat kar di hai......uske aage ki responsibility ib thari hai.........
    ar bhai yahi baat saare young jaatan pa laagu hova hai......maare purvajo ne shuruvat kar di hai jaaton ka naam roshan karan ki.......ib to yo hum sab ki jimedaari hai ki hum usma kitne 4-chand lavange........
    ar bhai aisi hi shuruvat Ch. Charan Singh na kari thi saari jaat kom vaaste.......ar puri responsibility saari jaat kom pa hai usne agga badhaan ki........

  16. #36

    Thumbs up

    bhai tumhare jaise jaat bhaiyon aur bujurgon ki duaen aur ashirwad sath raha to ek di ye kam bhi karke dikayenge..........
    I dont regret my past I just regret the time Ive wasted with the wrong people!!rock:eek:

  17. #37
    .

    N' who's that?

    Quote Originally Posted by mann123 View Post
    I know one fellow Jatlander who can be a possible contender to represents Jats in Rajasthan. young, bright, educated and honest in his approach I will surely do the convencing for him if agrees to it.

    Thanks
    Virender M.
    .. " Until Lions have their historians, tales of the hunt shall always glorify the hunter! " ..

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •