Page 5 of 5 FirstFirst 1 2 3 4 5
Results 81 to 94 of 94

Thread: Anna Hazare - A Living Legend - Once in a lifetime opportunity to be associated

  1. #81
    na samajh ko samjhana asaan hota hai... lakin samajhdar ko samjhana jo samajnha hi na chahta ho ya khud apne logics se confuse ho to usko samjhana... just next to impossible... ye red light jumping, tax chori wale example is liye diye the ki ye samajh mai aaye ki chote chor or bade chor mai farak hota hai... pehle to khud logic do... fir us se fir jao... fir doosra koi apni baat rukhe to us baat ko ek post mai agree karne se mana kar do doosre post mai use karo... of fir koi yaad dilaye ki tab to aapne disagree kar diya tha is baat pe or ab aap yahi baat bol ruhe ho... fir vo bhai different context ki duhai dene lage... aisi confused state of mind maine to pehli bar dekhi hai...

  2. #82
    AJ ka kejriwal ka andolan bahut kamyab raha....... logo ka josh dekhne lyk tha. bjp k liye kahtre ki ganti hai kejriwal. sare india ko bata diya ki bjp bhi chor hai............

  3. The Following User Says Thank You to jaisingh318 For This Useful Post:

    yogeshdahiya007 (August 27th, 2012)

  4. #83
    Hmmmmm

    Possible------let the next elections judge who has public support

    Agar kal ko Kejriwal ne ( agar kuch seats jeeti) n bana li Coalition govt with BJP-----------Tab hum yeh bat yad rahenge-----choron ke sath hi sarkar bana rahe hai

    Politics hai-------hi dirty game

    Quote Originally Posted by jaisingh318 View Post
    AJ ka kejriwal ka andolan bahut kamyab raha....... logo ka josh dekhne lyk tha. bjp k liye kahtre ki ganti hai kejriwal. sare india ko bata diya ki bjp bhi chor hai............

  5. #84

    Jai ji, pata to sabko pehle se hi tha ki sab politicians ek hi thaali ke chatte batte hain. Log bas current circumstances se itne dukhi hain ki unhe koi bhi option chalega. But it is a short term approach.
    Pagdi Sambhal Jatta..!

  6. The Following User Says Thank You to swaich For This Useful Post:

    puneetlakra (August 27th, 2012)

  7. #85
    bahut sahi hai!!! raajneeti main aane ke baad IAC ke logo par vishwas karana mushkil hai.....

  8. The Following User Says Thank You to rskankara For This Useful Post:

    puneetlakra (August 27th, 2012)

  9. #86
    Quote Originally Posted by jaisingh318 View Post
    AJ ka kejriwal ka andolan bahut kamyab raha....... logo ka josh dekhne lyk tha. bjp k liye kahtre ki ganti hai kejriwal. sare india ko bata diya ki bjp bhi chor hai............
    असल लड़ाई तो राजनैतिक स्थान हासिल करने की है- 2014 मे केजरीवाल जी एवं रामदेवजी दोनों को वजूद के लिए बीजेपी से हाथ मिलाना पड़ेगा!

    पगड़ी संभाल जाटटा......

  10. The Following 2 Users Say Thank You to rskankara For This Useful Post:

    puneetlakra (August 27th, 2012), rekhasmriti (August 28th, 2012)

  11. #87
    Those who are too smart(jayada samajhdar kisam ke log) to engage in politics are punished by being governed by those who are dumber(neen not to mention).

  12. #88
    2014 to bahot door ki baat hai... team anna ka future to mugjhe pehle din se doubtful lag ruha tha or mere assesment ko tab or bhi majboti mil jati hai jab bhi inka koi member team chood ke bahar nikalta hai... waise to abhi tak kai log bahar ho chuke hain...

    latest development hai... arvind kejriwal or kiran bedi ji ke beech mai ho ruhe views conflict ki... pehle party banana, fir popular karna fir use sambhalna, fir jitwana or fir desh sambhalna to bahot door ki baat hai... ye team agar khud ko 2014 tak khud bhi sangathit ruhi.... to mai shayad 2019 mai inko vote de du... (agar beech mai election na ho to...)

  13. The Following 2 Users Say Thank You to sanjeev1984 For This Useful Post:

    ravinderjeet (August 27th, 2012), rekhasmriti (August 28th, 2012)

  14. #89
    agar aapka assessment swami agniweesh jaise logo kai upar based hia...to phir aapko assessment karna hi nahi aata

    Quote Originally Posted by sanjeev1984 View Post
    2014 to bahot door ki baat hai... team anna ka future to mugjhe pehle din se doubtful lag ruha tha or mere assesment ko tab or bhi majboti mil jati hai jab bhi inka koi member team chood ke bahar nikalta hai... waise to abhi tak kai log bahar ho chuke hain...

    latest development hai... arvind kejriwal or kiran bedi ji ke beech mai ho ruhe views conflict ki... pehle party banana, fir popular karna fir use sambhalna, fir jitwana or fir desh sambhalna to bahot door ki baat hai... ye team agar khud ko 2014 tak khud bhi sangathit ruhi.... to mai shayad 2019 mai inko vote de du... (agar beech mai election na ho to...)
    Vivek Tomar
    Be Happy With Every Moment

  15. The Following User Says Thank You to tarzon For This Useful Post:

    yogeshdahiya007 (August 27th, 2012)

  16. #90
    agar assessement karna sikha do to aapki badi meharbani hogi bhai.. or aapka ehsaan kabhi nahi bhoolunga... waise mera-aapka point of view differ kar sakta hai, to isme assessment aata hai ya nahi aata hai wali baat hi nahi hai...

    ruhi baat pagal swami agniveesh ki to member to vo bhi tha anna team ke or us ke alawa 3-4 log or bhi hain jo ab team anna ka part nahi hain... abhi to arvind vs kiran ji, jaise naye-naye development aane bhi suru ho gaye hain... aage-aage dekho hota kya hai...

    Quote Originally Posted by tarzon View Post
    agar aapka assessment swami agniweesh jaise logo kai upar based hia...to phir aapko assessment karna hi nahi aata

  17. #91
    as far as I know most of the member who left team anna are swami agniveesh kind of people who don't have any credibility. Even when swami agniveesh was in team anna most of the people were objecting his presence. The swami agniveesh kind of people were their to just leak the strategy of team anna. So most of the people who left team Anna were more or like the mole.

    Kiran bedi have some difference with arvind kejriwal on certain issue. But Kiran body showing her differences based on certain ground facts..She is still in Team anna...

    Why I did not attend the Rally today

    http://kiran-bedi.blogspot.in/

    Quote Originally Posted by sanjeev1984 View Post
    agar assessement karna sikha do to aapki badi meharbani hogi bhai.. or aapka ehsaan kabhi nahi bhoolunga... waise mera-aapka point of view differ kar sakta hai, to isme assessment aata hai ya nahi aata hai wali baat hi nahi hai...

    ruhi baat pagal swami agniveesh ki to member to vo bhi tha anna team ke or us ke alawa 3-4 log or bhi hain jo ab team anna ka part nahi hain... abhi to arvind vs kiran ji, jaise naye-naye development aane bhi suru ho gaye hain... aage-aage dekho hota kya hai...
    Vivek Tomar
    Be Happy With Every Moment

  18. #92
    thanks for enlighting me, my dear brother... and this is universal truth and applicable to each team, group, party, company, country, society, etc... that "one is a core member of any team till the time he is in and once he is out he is mole" so keep swami aside... it is appicable to everyone... even you and me are not exception...

    or ruhi baat kiran ji ki... to maine nahi kaha ki vo team se bahar hain... vo to abhi bhi anna team mai hain but jaisa ki maine pehle bhi bola hai ki is team ka future mugjhe pehle din se andhkarmaye dikh ruha tha... to ab mugjhe vo andhkar ka time thoda or najdeek aata hua dikh ruha hai...

    or mugjhe lag ruha hai ki agar ab political party nahi banegi to next wicket kumar vishwas ki giregi... or 1-2 member or hain jo mugjhe apna boriya-bistar samat-te huae dikhai de ruhe hain...

    Quote Originally Posted by tarzon View Post
    as far as I know most of the member who left team anna are swami agniveesh kind of people who don't have any credibility. Even when swami agniveesh was in team anna most of the people were objecting his presence. The swami agniveesh kind of people were their to just leak the strategy of team anna. So most of the people who left team Anna were more or like the mole.

    Kiran bedi have some difference with arvind kejriwal on certain issue. But Kiran body showing her differences based on certain ground facts..She is still in Team anna...

    Why I did not attend the Rally today

    http://kiran-bedi.blogspot.in/

  19. #93
    agniwesh ko to sari duniya nai dheka tha wo mole tha...video available hai usai...baki logo par mai comment nahi karna chaoonga...team anna mai jo core member thay starting sai...wo abhi bhi intact hia..baki samay batyga...we can only predict the future..we can't say that it will certainly happen in future...so lets see how things will roll out in coming days...

    Quote Originally Posted by sanjeev1984 View Post
    thanks for enlighting me, my dear brother... and this is universal truth and applicable to each team, group, party, company, country, society, etc... that "one is a core member of any team till the time he is in and once he is out he is mole" so keep swami aside... it is appicable to everyone... even you and me are not exception...

    or ruhi baat kiran ji ki... to maine nahi kaha ki vo team se bahar hain... vo to abhi bhi anna team mai hain but jaisa ki maine pehle bhi bola hai ki is team ka future mugjhe pehle din se andhkarmaye dikh ruha tha... to ab mugjhe vo andhkar ka time thoda or najdeek aata hua dikh ruha hai...

    or mugjhe lag ruha hai ki agar ab political party nahi banegi to next wicket kumar vishwas ki giregi... or 1-2 member or hain jo mugjhe apna boriya-bistar samat-te huae dikhai de ruhe hain...
    Vivek Tomar
    Be Happy With Every Moment

  20. The Following User Says Thank You to tarzon For This Useful Post:

    sanjeev1984 (August 27th, 2012)

  21. #94
    sahi kaha bhai... jo hoga vo to future hi batayega... but maine to assessment TEAM ke lye ki thi agnivesh jaise logo ke liye nahi... agnivesh jaise log to assessment ka ek factor hain... or uske alawa or bhi baahot sare factors hain... aise logo ke saath judne se pehle to anna team ko dekhna tha ki vo include kaise logo ko kar ruhe hain... ye TEAM apne members ki theek se jaanch-parak nahi kar payi to, jab political party banane ke baad itne sare logo ki screening maise karegi... or clean politics ka agenda le ke ladne ke liya taiyar TEAM, tab kya karegi jab unke kisi MLA ya MP ne ko ghotala kar diya... logo ka unpe se wishwas hi uttha jayega... khair ye batein to bahot door ki hain...

    assessment ka ek factor TEAM ke logo ke personal targets and individual style of working bhi hain... for example.. arvind suru se hi politicaly active hone wala banda lagta hai... or BJP and Congress, dono ko galiyan de ke usne kal ye sabit bhi kar diya... or shaam ko kiran ji ne bhi bol diya ki arvind ke political motives ho sakte hain but mere nahi... kal agar anna hajare ye bol de ki hum koi party nahi banayangae or election bhi nahi ladangae... to mugjhe nahi lagta arvind TEAM anna ka member ruhega... or aisa hi haal kumar vishwas ka hai...

    Quote Originally Posted by tarzon View Post
    agniwesh ko to sari duniya nai dheka tha wo mole tha...video available hai usai...baki logo par mai comment nahi karna chaoonga...team anna mai jo core member thay starting sai...wo abhi bhi intact hia..baki samay batyga...we can only predict the future..we can't say that it will certainly happen in future...so lets see how things will roll out in coming days...

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •