Bhai Rinku
Mai Sangwan saab ki bahot ijjat karta hu. Mera anurodh hai ki court me jaane ke bajaye kya wo proofs yha JL par nahi chipkaye ja sakte? Sabke pass itna time nahi hota ki 15-20 saal intejaar kare court me case daal kar.. Mera kahne ka matlab ye hai ki jab JL par Soniya ko Jat kaha ja rha hai, to uska proof bhi JL par kyu nahi chipkaya ja sakta? kya desh ka koi kanoon Sangwan Saab ko aisa karne se rok raha hai?
Bhai saamaanay sa sawal hai, saamaanay tareeke se hi jawab chahunga.
Dhanyawad