Results 1 to 5 of 5

Thread: Story of a common man

  1. #1

    Story of a common man

    For the 1st time SOMETHING on a MAN. Do read it....

    Who is a MAN

    A man is the most beautiful part of God's creation who starts compromising at a very tender age.

    He sacrifices his chocolates for his sister.

    He sacrifices his dreams for just a smile on his parents face.

    He spends his entire pocket money on buying gifts for the lady.he loves .just to see her smiling

    He sacrifices his full youth for his wife & children by working late at night without any complain.

    He builds their future by taking loans from banks & repaying them for lifetime.

    He struggles a lot & still has to bear scolding from his mother, wife & boss.

    His life finally ends up only by compromising for others' happiness.��





    ⓂBECHARA MARD...!?


    Agar aurat par hath uthaye to BESHARAM?

    Aurat se maar khae to BUZDIL

    Aurat ko kisi ke saat dekh ker ladai kare to JEALOUS,

    Chup rahe to DARPOK,

    Ghar se bahar rahe to AAWARA,

    Ghar me rahe to NAAKARA,

    Bachhon ko daante to ZAALIM,

    Na daante to LAPARWAH,

    Aurat ko naukari karane se roke to SHAK KARNE WALA,

    Aurat ko naukari karane se na rokey to BIWI KI KAMAI KHANE WALA

    Maa ki maane to CHAMCHA

    Biwi ki sune to JORU KA GULAM...❓


    Na Jane Kab Aayega........
    "HAPPY MEN'S DAY"❗❗❗







    ��Respect every male in your life.
    U will never know what he has sacrificed 4U.
    Last edited by amankadian; June 23rd, 2014 at 06:06 PM.

  2. The Following 6 Users Say Thank You to amankadian For This Useful Post:

    deveshdahiya (September 5th, 2014), DrRajpalSingh (September 3rd, 2014), narvir (September 4th, 2014), rocker88 (March 6th, 2015), sukhbirhooda (September 6th, 2014), virendra204 (June 25th, 2014)

  3. #2
    पुरानी पेंट रफू करा कर पहनते जाते है,
    ब्रांडेड
    नई शर्ट देने पे आँखे दिखाते हैं..
    टूटे चश्मे से ही अख़बार पढने का लुत्फ़
    उठाते
    है, टोपाज केब्लेड से दाढ़ी बनाते हैं,
    पिताजी आज भी पैसे बचाते है ….
    कपड़े का पुराना थैला लिये दूर
    की मंडी तक
    जाते हैं, बहुत मोल-भाव करके फल-
    सब्जी लाते
    हैं, आटा नही खरीदते, गेहूँ पिसवाते हैं..
    पिताजी आज भी पैसे बचाते हैं…
    स्टेशन से घर पैदल ही आते हैं, रिक्शा लेने से
    कतराते हैं, सेहत का हवाला देते जाते हैं,
    बढती महंगाई पे चिंता जताते हैं,
    पिताजी आज
    भी पैसे बचाते हैं...
    पूरी गर्मी पंखे में बिताते हैं,
    सर्दियां आने पर
    रजाई में दुबक जाते हैं, एसी/हीटर
    को सेहत
    का दुश्मन बताते हैं, लाइट खुली छूटने पे
    नाराज
    हो जाते हैं, पिताजी आज भी पैसे
    बचाते हैं...
    माँ के हाथ के खाने में रमते जाते हैं, बाहर
    खाने में
    आनाकानी मचाते हैं, साफ़-सफाई
    का हवाला देते जाते हैं, मिर्च, मसाले
    और तेल से
    घबराते हैं, पिताजी आज भी पैसे बचाते
    हैं…
    गुजरे कल के किस्से सुनाते हैं, कैसे ये सब
    जोड़ा गर्व से बताते हैं, पुराने
    दिनों की याद
    दिलाते हैं, बचत की अहमियत समझाते
    हैं,
    हमारी हर मांग आज भी, फ़ौरन
    पूरी करते जाते
    हैं, पिताजी हमारे लिए ही पैसे बचाते
    है

  4. The Following 10 Users Say Thank You to amankadian For This Useful Post:

    Arvindc (July 9th, 2014), deveshdahiya (September 5th, 2014), DrRajpalSingh (September 3rd, 2014), login4vinay (September 4th, 2014), narvir (September 4th, 2014), rocker88 (March 6th, 2015), rohtashbura (July 9th, 2014), rskankara (September 10th, 2014), sukhbirhooda (July 9th, 2014), virendra204 (September 6th, 2014)

  5. #3
    Pareshaan thi Pappu ki wife
    Non-happening thi jo uski life
    Pappu ko na milta tha aaram
    Office main karta kaam hi kaam

    Pappu ke boss bhi the bade cool
    Promotion ko har baar jate the bhul
    Par bhulte nahi the wo deadline
    Kaam to karwate the roz till nine
    Pappu bhi banna chata tha best
    Isliye to wo nahi karta tha rest
    Din raat karta wo boss ki gulami
    Appraisal ke ummid main deta salami
    Din guzre aur guzre fir saal
    Bura hota gaya Pappu ka haal
    Pappu ko ab kuch yaad na rehta tha
    Galti se Biwi ko Behenji kehta tha
    Aakhir ek din Pappu ko samjh aaya
    Aur chod di usne Appraisal ki moh maya
    Boss se bola, “Tum kyon satate ho ?”
    “Appraisal ke laddu se buddu banate ho”
    “Promotion do warna chala jaunga”
    “Appraisal dene par bhi wapis na aunga”
    Boss haans ke bola “Nahi koi baat”
    “Abhi aur bhi Pappus hai mere paas”

    “Yeh duniya Pappuon se bhari hai”
    “Sabko bas aage badhne ki padi hai”
    “Tum na karoge to kisi aur se karaunga”
    “Tumhari tarah Ek aur Pappu banaunga

  6. The Following 3 Users Say Thank You to amankadian For This Useful Post:

    deveshdahiya (September 5th, 2014), DrRajpalSingh (September 3rd, 2014), narvir (September 4th, 2014)

  7. #4
    Yeh Degree Bhi Lelo Yeh Naukri Bhi Lelo
    Bhale Mujhse Lelo Woh U.S. Ka Visa
    Magar Mujhko Lauta Do College Ka Canteen
    Woh Teekha Samosaa Woh Thanda Sa Paani
    Woh Teekha Samosa Woh Thanda Sa Paani

    Woh College Ki Sabse Purani Nishaanee
    Woh Chai Vaalaa Jisko Saare Kehte The Jaani
    Woh Jaani Ke Hathon Ki 'Cutting' Chai Meethi
    Woh Chup K se Journal Mein Jo Bheji Thi Chitthi

    Woh Padhte Hi Chitthi Tha Uska Bhadakna
    Woh Chehre Ki Laali Woh Aankhon Kaa Gussaa
    Woh Teekha Samosa Woh Thanda Sa Paani

    Kadi Dhoop Mein Apnay Room Se Nikalnaa
    Woh Project Ki Khatir Tha Dar Dar Bhataknaa
    Woh Lecture Mein Doston Ki Proxy Lagaanaa
    Woh Sir Ko Chidana, Aeroplane Udaana
    Woh Submission Ki Raton Ko Jagna Jagana
    Woh Vivas Ke Kisse Woh Pracs Ki Kahani
    Woh Teekha Samosa Woh Thanda Sa Paani

    Woh Dena Bimaari Ka Har Time Bahana
    Woh Doosron Ka Assignment Ko Apnaa Banana
    Woh Seminar Ke Din Pairon Ka Chat Patanaa
    Woh Workshop Mein Din Bhar Pasinaa Bahanaa
    Woh Slogans Banana Aur Gym Me Rakhadna
    Phir Exam Ke Din Ko Tha Bechain Hona
    Woh Teekha Samosa Woh Thanda Sa Paani

    College Ki Thi Woh Lambi Is Raatein
    Woh Doston Se Tapre Pe Pyaari Is Baatein
    Woh Gathering Ke Din Ka Jo Ladnaa Jhagadnaa
    Woh Kudiyon Ka Yuhin Hamesha Akarnaa
    Bhulaaye Nahin Bhool Sakta Hai Koi

    Woh Aman Ki Masti Woh College Ki Yaaden
    Woh Baatein Sama Woh Guzara Zamana
    Woh Teekha Samosa Woh Thanda Sa Paani
    Woh Teekha Samosa, Woh Thanda Sa Paani.

  8. The Following 7 Users Say Thank You to amankadian For This Useful Post:

    ayushkadyan (September 4th, 2014), deveshdahiya (September 5th, 2014), DrRajpalSingh (September 5th, 2014), login4vinay (September 4th, 2014), narvir (September 4th, 2014), rskankara (September 10th, 2014), sukhbirhooda (September 6th, 2014)

  9. #5
    Haan haan main wohi aam aadmi hun,
    jo aatankwaadiyon ki goli se roj marta h,
    insaaf paane ke liye dar dar bhakta h,
    police ki laathi khaata h,
    aaurto par zulm dekhkar bhi aanjaan banta h..

    Haan haan main wohi aam aadmi hun,
    jissein log mango man kehte h,
    kyunki hum wo h jo sabkuch chupchap sehte h,
    jo bheed mein toh sher bante h par
    akele hone par ek chor se bhi darte h.

    Haan main wohi aam aadmi hun,

    jo fb par chatting karta h,
    apne hone ka ehsaas lyk aur unlyk se dikhata h,
    aur comment karte apni baat keh jaata h..

    Haan haan main wohi aam aadmi hun,

    jo metro mein roj safar karta h,
    mehangai kitni badi ya ghati iss par taane kasta h,
    zara si dhakkamukki par halla gulla aur shor machata h,
    aur boss ke saamne bheegi billi aur chamchagiri ka anokha saboot pesh karta h..

    Haan haan main wohi aam aadmi hun,

    jo paise ke liye roj bhaga dauri karta h,
    paise ko parivar se zyaada ahemiyat deta h,
    jiske liye uska boss sir aur uska khush hona sab kuch hota h,
    aur parivar ke liye toh ni par job ke liye tym hi tym din raat hota h..

    Haan haan main wohi aam aadmi hun,

    jo ek dusre ke liye ni par apne liye jeeta h,
    aage khush rehne ka dikhwa kar piche piche bhadas ka pitara kholta h,
    jo khud ko sach bolta ni par sach ka gyaan baatke phirta h,
    aur waqt aane par apne fyaade ke liye sach ka gala ghotne se bhi ni katrata h..

    Haan bhai haan main wohi aam aadmi hun,

    jo gareeb ko 2 paise ka sukh toh deta ni
    par khud 25rs ke burger ka sukh leta h..
    Aur biwi ko maar kar apni mardaandi saabit pesh karta h...
    Aur badi khubsurti se isein apna haq kehta h..

    Arrey baba main wohi aam aadmi hun,

    jo jhuth ka makhota roj odte nikalta hun
    aur itna sehne ke baad bhi khushi-2 rehta hun..
    Jo sarkari office ko rishwat deta hun,
    aur apna kaam nikalwa kar rishwat ke khilaf naare baaji karta hun..

    Main hi hun aam aadmi

    jiska juice nikalkar sarkar 5 saal pura karti h,
    aur besharmo ki tarah vote maagne fir se ghar- ghar tapak padhti

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •