Results 1 to 9 of 9

Thread: JAATON KA BHAGWAAN

  1. #1
    Email Verification Pending
    Login to view details.

    JAATON KA BHAGWAAN

    Ek baar Jaaton ki ek sabha me charcha kaa vishay thaa "Jaaton ka bhagwaan kaun hai?".

    Ek bujurg jaat bolya "Ho naa ho, Jaaton kaa bhagwaan toh Hanumaan hi ho sake!"

    Aur Jaat bol pade "Kyon Taau, Hanumaan kyonkarr hua Jaaton ka bhagwaan???"

    Bujurg bolya "Re baawlon, KISI KI LUGAAI, KISI NE BHAGAAI,
    ARR HANUMAAN NE AAPNI POONCH ME AAG KYON LAGWAAYI
    Yo kaam to koi Jat hi karr sake thaa."

    Saurabh Saharan

  2. #2
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Good one Saurabh!
    Jats needs to be more practical, specially while dealing with non-Jats.

  3. #3
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    bhai sahib mene to issa lage se ke hanu uska naamn tha maan uska gotr aur chotee khere delhi ka rehne wala tha hanaman ji

  4. #4
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    BAHUT BADIYA THA BHAI

  5. #5
    Saurabh Ji,
    Bombay me Jat samaj ki party thee, Dara Singh Ji bhi the. Rama serial tab bana tha, kisi ne ye bat sunai, Dara Singh Ji bade kush hue, bole tabi ye rol eek jat ko mila.
    --------------------------------
    Saurabh Saharan (Feb 07, 2002 03:48 p.m.):
    Ek baar Jaaton ki ek sabha me charcha kaa vishay thaa "Jaaton ka bhagwaan kaun hai?".

    Ek bujurg jaat bolya "Ho naa ho, Jaaton kaa bhagwaan toh Hanumaan hi ho sake!"

    Aur Jaat bol pade "Kyon Taau, Hanumaan kyonkarr hua Jaaton ka bhagwaan???"

    Bujurg bolya "Re baawlon, KISI KI LUGAAI, KISI NE BHAGAAI,
    ARR HANUMAAN NE AAPNI POONCH ME AAG KYON LAGWAAYI
    Yo kaam to koi Jat hi karr sake thaa."

    Saurabh Saharan
    Understand = Under + Stand

  6. #6
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    superb








    Ishwar Singh Lamba (Feb 27, 2003 11:17 p.m.):
    Saurabh Ji,
    Bombay me Jat samaj ki party thee, Dara Singh Ji bhi the. Rama serial tab bana tha, kisi ne ye bat sunai, Dara Singh Ji bade kush hue, bole tabi ye rol eek jat ko mila.
    --------------------------------
    Saurabh Saharan (Feb 07, 2002 03:48 p.m.):
    Ek baar Jaaton ki ek sabha me charcha kaa vishay thaa "Jaaton ka bhagwaan kaun hai?".

    Ek bujurg jaat bolya "Ho naa ho, Jaaton kaa bhagwaan toh Hanumaan hi ho sake!"

    Aur Jaat bol pade "Kyon Taau, Hanumaan kyonkarr hua Jaaton ka bhagwaan???"

    Bujurg bolya "Re baawlon, KISI KI LUGAAI, KISI NE BHAGAAI,
    ARR HANUMAAN NE AAPNI POONCH ME AAG KYON LAGWAAYI
    Yo kaam to koi Jat hi karr sake thaa."

    Saurabh Saharan

  7. #7
    Badhia tha bhai
    Phougat ji baat ma dum ha
    Shyam Singh Phougat (Feb 27, 2003 06:06 a.m.):
    bhai sahib mene to issa lage se ke hanu uska naamn tha maan uska gotr aur chotee khere delhi ka rehne wala tha hanaman ji

  8. #8
    Shiv,Ganesh,Hanuman are considered to be of jat origin. That way we can safely say Hanuman to be Bhagwan of jats.
    Laxman Burdak

  9. #9
    Suarabh bhai bohot khoobh kahi dada na,par yun to batao sabha kaun se gaam me thi, Jee kar aayaa issi sabha dehan ka bohot din hoge kissi sabha mein gaye

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •