Results 1 to 17 of 17

Thread: Khana- Khazana from Haryana

  1. #1

    Khana- Khazana from Haryana

    Dear All...
    Few days back a Marathi director called me up. he is making a series on foods of different states in India. he got recepies from most states but Haryana.
    any recepies which are typically from haryana???????
    i am sure Sujata jiji shall surely help me.
    regards,
    bharti.

  2. #2
    Bharti Ji
    Kheer- Halwa- Bajry ki roti-Rabadi-kaddahi- chany ki dal kuch bhi chalagi.
    Yah banani ta ati hongi ya inaki resapeeee bhi USA-London sy bhyjani hongi.
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  3. #3
    Dharmpal Singh Dudee (Sep 11, 2002 06:00 a.m.):
    Bharti Ji
    Kheer- Halwa- Bajry ki roti-Rabadi-kaddahi- chany ki dal kuch bhi chalagi.
    Yah banani ta ati hongi ya inaki resapeeee bhi USA-London sy bhyjani hongi.
    Some more.....

    1. Lakadi ke chulhe par bani hui Roti
    2. Bazare ki Roti
    3. Gehun ki Roti,
    4. Bathue ki Roti,
    5. Methi--------,
    6. Makke-------,
    7. Beshan Chane ki Roti,
    8. Methi ke paranthe,
    9. Mulee ke --------,
    10. Ajavaayan(Wormseed Santonica) ke paranthe,
    11. Aaloo ke paranthe,
    Rayata....
    12. Gajar ka rayata,
    13. Ghiya ka ------,
    14. Bathue -------,
    15. Paalak--------,
    Chatani...
    16. Tamaatar-Pyaj ki chatani,
    17. Bhune hue Aaloo ki------,
    18. Hare Chane ki ----------,
    19. Mithai..
    20. Halava,
    21. Kheer,
    22. Balloo-shyahi,
    23. Ghevar,
    24. Beshan ke laddu,
    25. Beshan bundi ke laddu,
    26. Beshan ka halava,
    27. Guldaana,
    28. Goond,
    29. Churama,
    30. Pude,
    31. Gulagule,
    32. Shavaali,
    33. Baajare ki khichadi (gojji ke saath)
    34. Daliya,
    35. Laapsi,
    36. Mulee ki bhujhjhi,
    37. Gavaar fali ki bhujhjhi,
    38. Chholiye ki chatani,
    39. Kachche Aam ki lonji,
    40. Or kachche Aam ka miththa Saag,(Taree vala)
    41. Baingan(Brinjal)ka bhudata,
    42. Hara-saag (Bathue ka)

    Bharti ji,
    Bas abhi to yahi yad aaye hain or baki aapako thoda-sa intajar karana padega.

  4. #4
    Here are some dishes that i have had in my village:



    . Churma

    . Goond

    .Ghewar

    . Roomali roti

    . Meethi roti (roti stuffed with some sugar and made like paratha).

    . Pyaz (onion)-ambi (unripe mango) chutney

    made in kundi sota.

    . Balusai

    If something else comes to my mind, i will let you know.

    .meetha sheet (buttermilk)

  5. #5
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Batthu ka raita,
    Goondh ( Bajri Roti, Ghee aur Bhooray ka)
    Guaar ki Phali ka saag
    Jaun aur Gyahu ki rotti Kharsa mein Lakdi kay chulhe par saykee.
    Nehar kay tat say Kulphay ka saag
    Seeth aur gannay ka ras
    Gannay kay ras ki kheer
    Sattu( Jaun) ka sherbet
    Paalak aur moong ki daal
    Seeth aur jeeray ki Balti.
    Gyahu channay ki jeeray wali roti aur Ganthaa aur seeth
    Dahi aur Shahad
    Maythee ki roti aur noona Ghee
    Raathi Gowdi kay doodh ka makkhan aur Ghee
    Saboot bharay Karalay, aur Dood may goonday choon ki roti.
    Gaajar ki Kheer
    Sirf Haldi noon aur ganthay wali torai ka saag.
    Cholai Ka saag
    Ghiya Ka raita aur bhoona Jeera
    Teet Sarsam aur hari Mirch ka taaja achaar.

  6. #6
    Ek ba Riwari ki taraf ke Heer tha. Wo tadke khet mai chala gaya. Dophar na uski gharaali uski roti le ka khet mai pounchi. Heer bhujan lagaya ke sabji kya ki sa. Waa boli Rao Saab payaj arr hari mairch sa, sabji to koyna. Heer bolya "Arr baawli basan ke kaam karle Doo-Doo sabji laya kara, Gantho aay bohot tho."

    Bahan Bharti yaa heero wali recepy jaroor de dio.

  7. #7
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Bhai Itne saare Pakwaano ke naam padh - padh ke tou mere mooh mai paani a giya.
    Thanks to Dharampal ji, Ashok Bhai, Amit Bhai, Udhan ji and rejender bhai.

  8. #8
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    Aaj to jamae jii sa aa gya , itni saari khaan ki cheez:

    But I will tell you few very core Haryanvi , they are out of the all above dishes

    >> Baajre ki khichri , Gozi gel
    >> Laapsi
    >> laal mirch ki chatni with kadhoni ke doodh ki malai
    >> Batuhe kaa saag, palak ka rayata
    >> khees < made of kachha doodh>
    >> many many


    Ajay Nehra

    Proud to be a JAT

  9. #9
    Email Verification Pending
    Login to view details.
    bharti ji ,
    jato ka khana tai khet mai dole pai baith kai nooni gee, messi roti seet ka bela (jeera noon geir rakkhya ho) gantha phod rakkya ho , ar hari mirch gaillya ho tai kati chala pat ja.

  10. #10
    Bhai Ashok very good try 4 times carry on.
    Par bhai chalaki pakadi gae.
    Yah list to Lalita ki resapeeee hhhhhhhhhhh.
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  11. #11
    Bahino- BHAIO-RAMRAM
    Isa laga ss ky Bharti ji Manman bulakar bhul gae. Ya Sujata ki recepie ka Intjar kar ss.
    yo khana to hamny ya banana padaga.
    Ashok-Lalita,Urmila-Sujata 2 aur sabhi ny bahut badhiya list tayar kari hh.
    Isaki ta 1website- list tayar karo.
    Sary Milkar 1 Haryana HOTEL-MOTEL KHOLDO.
    Bahut kam ki bat hh.
    very good try- thank you all-nice team work
    GOOD LUCK.
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  12. #12
    Dharmpal ji,
    Aapane thik pahachana itani saari RESAPEEEEE to LADIES hi yad rakh sakati hain.ha ha ha ha ha ha ha....!!!

    Dharmpal Singh Dudee (Sep 13, 2002 01:30 p.m.):
    Bhai Ashok very good try 4 times carry on.
    Par bhai chalaki pakadi gae.
    Yah list to Lalita ki resapeeee hhhhhhhhhhh.

  13. #13
    Thanks all JAT Bhaiyo for all the help.
    Dudeeji, i had sent a reply on 12 sept , somehow i now realise it didnt get posted. sorry. Dudeeji, kheer halwa main kaafi achchha bana leti hoon. kabhi aayenge to jaroor khilaoongi banakar.
    thanks once again.
    more later.... yahan light gayi!!!

  14. #14
    Bharti JI
    Aap ky nam ky sath feer to 5 star aur kae extra AAAAAAAAAAAAA lagani padgi.
    Kheer- Halawa KI suun kar to mae ky sari jat land aaj hi Poona Highway per hogi,
    AAp ky ghar aag camp laga degy pic nic ka.
    Moj ajagi- mela laga rehaga jatao ka.
    Kitchen team ki jay.
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  15. #15
    Dudeeji,
    sabhi JAT bhai-behno ka hamesha Swagat hai.
    Jaroor aaiyega.

  16. #16
    Bharti JI
    Thank you for the invitation.
    We all on jatland are coming with one receiepeeeeeeeee each.

    Good luck
    Jay Jawan Jay Kisan Jay Shaheed

  17. #17
    Bharti Ji'
    These days I'm little bit busy But I'll try to send some tipycal Haryanvi recepies like- ghat ki rabri-teekre etc. If there is any time limit then let me know I'll try for it on any weekend.
    The difficulties of life are intended to make us better not bitter.

    LOVELEENA.
    416-904-1910

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •